BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan

BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan (http://bzupages.com/)
-   Aik Shair Aik Ahsaas (http://bzupages.com/391-aik-shair-aik-ahsaas/)
-   -   Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. (http://bzupages.com/f391/share-your-fav-poetry-muntakhib-ashaar-1331/)

usman_latif_ch 20-01-2010 02:17 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
¤Khuda Ko Bhool Gaye Log Fikar-E-Rozi Main Ghalib¤

¤Talash Rizk Ki Hy Raazik Ka Khayal Nahi¤


---------- Post added at 02:17 PM ---------- Previous post was at 01:33 PM ----------

Tu ne Andaz-e-Aseeri dekha hy, Andaaz-e-wafa nhi shayed ,

Kuch pancchi pinjra khol bhi dain to jaya nahin karty.

usman_latif_ch 20-01-2010 02:31 PM

Bin tere dil ko samjhon kese
 


Ana chahon tere pas to aoun kese

Meri har sans amant hai teri yadon ki

Toot kar is se ziyada tujhe chahon kese.

Awais Ali 20-01-2010 03:19 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Humdardiaan, Khulus, Dalaasay, Tasallian...
Dil toot'ne k baad tamaashey buhut hue..!!!

usman_latif_ch 22-01-2010 07:55 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
~^~''Aa Jata hai milney wo Tasawar main Sar-e-Shaam''~^~

"'
~^~''Ek shakhs Ki itni c inayat b bahut hai....!

irfishahpk 23-01-2010 03:57 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Har waqt rulata hay hadd say ziyada woh Faraz
Hum jis ko tasawwar main bhi ronay nahi datay


irfishahpk 24-01-2010 03:08 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Phir itnay maayoos kion ho uski baywafai pay Mohsin
Tum khud hi to kahtay thay kay woh sab say juda hay

irfishahpk 24-01-2010 11:44 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 

Kal raat main nay apnay saray gham aasmaan ko suna diyay Faraz
Aaj main chup hoon or aasmaan ro raha hay

irfishahpk 26-01-2010 12:44 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
haseen pal ki zaroorat hay mujhay
Beetay huay kal ki zaroorat hay mujhay


Saara zamana rooth gaya hum say
Jo kabhi na roothay aisay dost ki zaroorat hay mujhay

momna gull 26-01-2010 01:11 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Muddat K Baad Dekha Useyyy Badla Hua Tha Woh
Najaney Kiya Hadsa Hua Sehma Hua Tha Woh


Mujhe Dekh Kar Us Ne Chehra Tu Chupa Lia
Magar Ankhen Bata Rahin Thin K Roya Hua Tha Woh



momna gull 26-01-2010 05:14 PM

Re: “Kabhi Jo Ehsas Ho Tum Ko Ke Tum Acha Nahin Karte”
 
wafa ka zikr chala to mujhe ye ehsas hua
wo naqsh apni wafa k mita chuka hoga

jo meri aankhon ko aaina kaha kerta tha
wo mera chehra b kab ka bhula chuka hoga

usman_latif_ch 26-01-2010 05:17 PM

Re: “Kabhi Jo Ehsas Ho Tum Ko Ke Tum Acha Nahin Karte”
 
Quote:

Originally Posted by momna gull (Post 16795)
wafa ka zikr chala to mujhe ye ehsas hua
wo naqsh apni wafa k mita chuka hoga

jo meri aankhon ko aaina kaha kerta tha
wo mera chehra b kab ka bhula chuka hoga

hnnnnn....knnnn......

momna gull 26-01-2010 06:40 PM

Re: “Kabhi Jo Ehsas Ho Tum Ko Ke Tum Acha Nahin Karte”
 
Quote:

Originally Posted by usman_latif_ch (Post 16796)
hnnnnn....knnnn......

her ik sawal ka usko javab kia deti
main apni zaat ka usko hisab kia deti

jo aik lafz ki khushbu na rakh sakay mehfooz
Main us k hath mai puri kitab kia deti

usman_latif_ch 26-01-2010 06:51 PM

Re: “Kabhi Jo Ehsas Ho Tum Ko Ke Tum Acha Nahin Karte”
 
Quote:

Originally Posted by momna gull (Post 16806)


her ik sawal ka usko javab kia deti
main apni zaat ka usko hisab kia deti

jo aik lafz ki khushbu na rakh sakay mehfooz
Main us k hath mai puri kitab kia deti

hnn.....gd apki shari improve ho sakti ha thori or mehnat karain.... :):Missy:

Muzammil 26-01-2010 07:00 PM

Re: “Kabhi Jo Ehsas Ho Tum Ko Ke Tum Acha Nahin Karte”
 
Quote:

Originally Posted by momna gull (Post 16795)
wafa ka zikr chala to mujhe ye ehsas hua
wo naqsh apni wafa k mita chuka hoga

jo meri aankhon ko aaina kaha kerta tha
wo mera chehra b kab ka bhula chuka hoga

Tark-e-wafaa bhii jurm-e-mohabat sahii
Milne lagain wafaa kii sazayain to kiya karain

momna gull 26-01-2010 07:04 PM

Re: “Kabhi Jo Ehsas Ho Tum Ko Ke Tum Acha Nahin Karte”
 
main shair keh to lun mgr wo shakhs shart hai
her lafz adhura hai mera us k bina, shairy hai kia


---------- Post added at 08:04 PM ---------- Previous post was at 08:01 PM ----------

Quote:

Originally Posted by emsplanet (Post 16816)
Tark-e-wafaa bhii jurm-e-mohabat sahii
Milne lagain wafaa kii sazayain to kiya karain

her roz koi khwab toot jata hai
her roz koi apna rooth jata hai
najane meri kismat main kia hai Wasi
jisy main yaad kero wo muje bhool jata hai

Muzammil 26-01-2010 07:08 PM

Re: “Kabhi Jo Ehsas Ho Tum Ko Ke Tum Acha Nahin Karte”
 
Quote:

Originally Posted by momna gull (Post 16817)

her roz koi khwab toot jata hai
her roz koi apna rooth jata hai
najane meri kismat main kia hai Wasi
jisy main yaad kero wo muje bhool jata hai

Kisi ko mil jae Wafa Nasibon ki baat hay
Koi Rota rahe Tanha Nasibon ki baat hay
Kisi ko chahna khud se barh ker
Na ban sake who Apna Nasibon ki baat hay

usman_latif_ch 26-01-2010 07:12 PM

Re: “Kabhi Jo Ehsas Ho Tum Ko Ke Tum Acha Nahin Karte”
 
gd keep it up acha muqabala chal raha ha....

momna gull 27-01-2010 01:12 AM

Re: “Kabhi Jo Ehsas Ho Tum Ko Ke Tum Acha Nahin Karte”
 

Sawab samaj k wo dill k tukday kerta raha
Gunah samaj k hum ne kabhi gila na kia

Maimoona Ali 27-01-2010 02:43 AM

Re: “Kabhi Jo Ehsas Ho Tum Ko Ke Tum Acha Nahin Karte”
 
Zindagi guzar jaey gi ahesta ahesta
kabe rulay gi kabe hansay gi ahesta ahesta;
tum hame yad rakho gay kch dair tk
pher ya yad be mit jy ge ahesta ahesta........


---------- Post added at 02:43 AM ---------- Previous post was at 02:34 AM ----------

apni to dastan- e -ishq ka ya pehlo raha
nazarein us se milli thi jis se muqadar na mil ska.....

momna gull 27-01-2010 11:17 AM

Re: “Kabhi Jo Ehsas Ho Tum Ko Ke Tum Acha Nahin Karte”
 


Jisne kaha tha sath nibhaengay umer bhar
Badla hawa ne rukh to Wada badal gaya

hairat hai Qais k Muddat Qaleel main
Wo shakhs meri soch se ziada badal gaya

Muzammil 27-01-2010 01:04 PM

Re: “Kabhi Jo Ehsas Ho Tum Ko Ke Tum Acha Nahin Karte”
 
Quote:

Originally Posted by Smart Moon (Post 16861)
apni to dastan- e -ishq ka ya pehlo raha
nazarein us se milli thi jis se muqadar na mil ska.....

DiL mein jis ki Chahat ho wo miL jaey zaroori to nahi

Kuch chezein AzaL se mukadar mein nahi hotein.

Maimoona Ali 27-01-2010 01:26 PM

Re: “Kabhi Jo Ehsas Ho Tum Ko Ke Tum Acha Nahin Karte”
 
usay kahna k maray marnay pa ansoo na bahay
k mjh apni mout se ziada usky anso ka dukh ho ga


---------- Post added at 01:26 PM ---------- Previous post was at 01:19 PM ----------

mari cham -e- nam tera shukria teray barishon k tufail se
mari rooh pa maray kalb pa jo gubar tha wo ni rha.....

momna gull 27-01-2010 01:28 PM

Re: “Kabhi Jo Ehsas Ho Tum Ko Ke Tum Acha Nahin Karte”
 


Jis Ne Andaz Dia Mujhy Muskrany Ka
Usy Hi Shoq Hai Ab Mujhy Rulany Ka

Jo Lehron Sy Cheen Kr Mujhy Laya Tha Kinaray Pr
Ab Wohi Muntazir Hai Mery Doob Jany Ka.


---------- Post added at 02:28 PM ---------- Previous post was at 02:27 PM ----------

wo mujhse bicccharh k ab tak nahi roya
koi toh hai HUMDARD jo usey rone nahi deta


usman_latif_ch 27-01-2010 07:16 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Nåfråtéiñ Låkh Såhi Tùm Kö "Meri Zååt" $é

Mågår..

Mère "Zikèr" Påy Terå "DiL " Dhåråktå to Høgå..


Maimoona Ali 27-01-2010 11:26 PM

Re: “Kabhi Jo Ehsas Ho Tum Ko Ke Tum Acha Nahin Karte”
 
Wo ashk ban k mari sham-e-tar ma rhta hay
ajeeb shakhs hay pani k ghr ma rhta hay
....

---------- Post added at 11:26 PM ---------- Previous post was at 11:18 PM ----------

Mjh apnay zabt pa naz tha ser-e-bazm raat ya kia hoa
mari ankh kasay chalak gay mjh ranjh hay ya bura hoa
mjh ham safar mila bhe to shekasta haal mari tarha
kbe faslon ka thaka hoa kbe manzillon ka lutta hoa....

irfishahpk 28-01-2010 01:11 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Zara khamosh rah kar bhi unhain sab kuch suna daina
Zuban se kuch na kahna daikh kar aansu baha daina

Maimoona Ali 28-01-2010 02:36 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Mari chup nay usay rula dea
jessay guftogu ma kamal tha....

irfishahpk 28-01-2010 03:50 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
tumhain ishq ho ye kuhda kere
tum bhi us-say ho juda kuhda kere

tere honton pay na hansi rahay
teri aankon main bhi nami rahay

usman_latif_ch 28-01-2010 12:45 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Sukon dhondta phirta tha me baharon me,
Haseen wadiyon mei, surmaye nazaron me,

Me is talash mein ja phncha chand taron main,
Magar ye mujhe mila Quran k 30 paron mein

momna gull 28-01-2010 01:21 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Nahi Wo shakhs Muqaddar main Phir bhi us se mitay hain

bada pur lutf lagta hai Muqqadar ko saza dena

Maimoona Ali 28-01-2010 04:22 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Mari zindagi ma Gham gar itnay thay
to Dil bhe Ya Raab kae deay hotay.....

Awais Ali 28-01-2010 04:36 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Haan!! half e wafa shoq se uthwaieye laikin,
hum loag wafadar hein, be qol-o-qasam bhi..!!

momna gull 28-01-2010 05:05 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Aik wafa ko panay ki koshish main
zakhmi hoti hain Wafaen kitni

Kitna Masoom hai lafz MUHABBAT
or is lafz se milti hain Sazaen kitni

Awais Ali 28-01-2010 05:36 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Narm Aawaaz, Bhali Baat, Mohazab Lehjay....
Pehli Baarish mein hi ye Rang Utar Jaaty hen..!!

irfishahpk 29-01-2010 12:04 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Main usay kaisay akaila chor dun is rah main
Sath jo chalta raha majborion kay baad bhi


Muzammil 29-01-2010 03:56 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
wo meri har bat say ikhtilaf karta hay
chup chup kar magr mera tawaff karta hay
kahein koi or shakas mery qareb na hojaye
isliye wo subko mery khilaf karta hay

Raheel 30-01-2010 02:08 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Un ki Mohabbat ka nishan abhi baqi hay,
Nam lab per hay k Jaan abhi baqi hay,
Kiya howa agar dekh ker moon phair letay hain,
Tasali hay k meray chehray ki pehchan abhi baqi hay...

momna gull 31-01-2010 02:55 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
.+””+.+””+.+””‘+.
‘+.Good’Night+’
“+.+””‘+.+”
Hùm Nèèñd K Shòqèéñ Tò Zìyådå Nåhì Lèkìñ,
Teråy Khåwåb Nå Dèkhåiñ Tò Gùzårå Nåhì Hòtå.

irfishahpk 31-01-2010 11:10 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Muhabbat ki haqeeqat say ham khoob waqif thay "Faraz"
Bus yuon hi zara sa shoq hua tha zindagi barbaad karnay ka

irfishahpk 01-02-2010 02:03 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Kuch mohabbat ka nasha tha pehlay ham ko saqi
Phir dil jo toota to nashay say hi mohabbat ho gai


All times are GMT +5. The time now is 12:56 AM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.