BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan

BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan (http://bzupages.com/)
-   Aik Shair Aik Ahsaas (http://bzupages.com/391-aik-shair-aik-ahsaas/)
-   -   Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. (http://bzupages.com/f391/share-your-fav-poetry-muntakhib-ashaar-1331/)

irfishahpk 12-11-2009 01:14 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 

PATHAR KI YEH DUNIYA JAZBAT NAHI SAMAJHTI
DIL ME HAI JO WOH BAT NAHI SAMAJHTI
TANHA TOH CHAND BHI HAI SITARON KE BEECH
MAGAR CHAND KA DARD BEWAFA RAAT NAHI SAMAJHTI

ghazala 12-11-2009 11:42 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Quote:

Originally Posted by BSIT07-01 (Post 13383)
Nice ...But ... Mera name(Wasif) tu poora likh daina tha ... hahaha

:th_4:


AAP KHUSH HO JAYE PORA NAM LIKH DAITI HUN

Ye bhi aik tamasha hai bazaar-e-ulfat main Wasi Shah
K dil kisi ka hota hai aur bas kisi ka chalta hai


---------- Post added at 11:42 PM ---------- Previous post was at 11:38 PM ----------

Wo mujhe bewafa kehta hai to kehta rahe Faraz
Ammi kehti hain jo pehlay kehta hai wohi hota hai

irfishahpk 13-11-2009 03:40 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 

Har ishq ka matlab ghum nahin hota
Duriyo say pyaar kam nahin hota
Waqt bewaqt ho jati hain aankhain nam
Kyon k yaadon ka koi mousam nahin hota

irfishahpk 14-11-2009 06:32 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 

Aaj bahut yaad aa rahe ho tum..
Aankhen band hain phir bhi nazar aa rahe ho tum..
Na jaane kyun aisa lagta hai k saamne khade hokar…
Mujhe ab tak rula rahe ho tum.

momna gull 15-11-2009 12:25 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Quote:

Originally Posted by irfishahpk (Post 13930)


PATHAR KI YEH DUNIYA JAZBAT NAHI SAMAJHTI
DIL ME HAI JO WOH BAT NAHI SAMAJHTI
TANHA TOH CHAND BHI HAI SITARON KE BEECH

MAGAR CHAND KA DARD BEWAFA RAAT NAHI SAMAJHTI

aap k shair per aik shair yaad aya

"kitnay ajeeb daur main jeena pada usay
sheeshay k thay makaan to pathar ka aadmi"

irfishahpk 15-11-2009 11:52 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 

Woh mil jaate hain humein ek kahani bankar..
Dil mein bas jaate hain ek nishaani bankar..

Jinhen hum rakhte hain apni aankhon mein…

Kyun nikal jaate hain in aankhon se woh pani banker

irfishahpk 17-11-2009 04:55 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 

pal beet jaega waqt guzar jayega
bus yaadon bhara ye safar reh jayega
na woh log honge na unki baatein
yaad kerne ko buswoh lamha reh jayega

momna gull 17-11-2009 05:12 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
bana raha Azziyat tamam umer yahi sawal
Sub ka saath nibhane wale khud kiun tanha rehjatay hai

Nadeem Iqbal 17-11-2009 11:34 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
1 Attachment(s)
Nadeem iqbal

Nadeem Iqbal 17-11-2009 11:38 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
1 Attachment(s)
:th_cheerleader21:

Nadeem Iqbal 17-11-2009 11:40 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
1 Attachment(s)
:jinbanday:

irfishahpk 19-11-2009 01:26 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 

koi hasae to hans latay hain
dil main dard ho to ro latay hain
neend wasay bhi kam aati hay
par sapno main tum aaoge
yah soch kay so latay hain

irfishahpk 20-11-2009 05:19 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
raat hogi to chand dikhai dega
khwabon me tumhe woh chehrea dikhai dega
mohabbat kabhi zara soch ke kerna
ek aansu bhi girega toh woh bhi sunai dega

faheemsial 20-11-2009 05:34 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Daagh-e-sajood ager teri peshaani pe huwa to kia?

Koi aisa SAJDAAH kr k zameen py nishaan rahy ....

moon 22-11-2009 04:54 PM

Re: Ay kash kay aysa ho jaye
 
wo be wafa na tha youn hi badnaam ho gea faraz,
hazaron chahne wale they kis kis se wafa karta

---------- Post added at 04:54 PM ---------- Previous post was at 04:52 PM ----------

mossam baddal gaye.. zamana baddal gea..
lamhon main dost barson purana badal gea..

Muzammil 22-11-2009 11:44 PM

Re: Ay kash kay aysa ho jaye
 
Quote:

Originally Posted by moon (Post 14250)
wo be wafa na tha youn hi badnaam ho gea faraz,
hazaron chahne wale they kis kis se wafa karta


sahi hai.. :whistling:

Muzammil 23-11-2009 01:11 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Does she know...
that when she doesn't smile, it breaks my heart
that when she avoids my gaze, it shatters my soul
that when she refuses to talk, it makes me hate myself.

Raheel 23-11-2009 07:07 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Ab Darindon say na Hayvanon say Dar lagta hay,
Kiya Zamana hay kay Insanon say Dar lagta hay,

Izzat-e-Nafs kisi shaks ki mehfooz nahi,
Ab to apnay hi Nigehbanon say Dar lagta hay,

Khoon raizi ka yeh Alam hay k ALLAH khair keray,
Ab musalmanon ko musalmanon say Dar lagta hay.

irfishahpk 24-11-2009 01:50 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Zindagi sabhi ko mili ho ye zaroori to nahi
aag gulshan mai baharen bhi laga sakti hai
Sirf Bijli hi giri ho ye zaroori to nahi
Neeend to dard ke bistar pe bhi aa sakti hai

Teri aaghosh mai sar ho ye zaroori to nahi

Raheel 24-11-2009 02:04 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Ranjish bhi nahi thi koi shikwa bhi nahi tha,
Hum us ko bhooltay magar aisa bhi nahi tha,
Kab hum nay duaon main kiya us ko faramosh,
Jo dil kay qareeb tha magar apna bhi nahi tha...

Raheel 25-11-2009 02:57 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Mujhay chor day meray hal per,
Tera kiya bharosa ay ajnabi,
Teri mukhtasar si nawazishain,
Mera dard aur bhara na dain...


---------- Post added at 02:57 PM ---------- Previous post was at 01:07 PM ----------

Zinda thay to kisi nay na poocha Halat-e-Jigar,
Ab mar gaye hain to mitti main dabanay aa gaye,

Chor ker duniya ko madhosh howay thay hum,
Wo najanay kiya soch kay hum ko jaganay aa gaye,

Na janay kis say poocha hay Wafa nay pata mera,
Hamari Qabr pay bhi hum ko jaganay aa gaye,

Hum to andhairay main sonay kay aadi thay,
Or wo bewafa qabr per diya jalanay aa gaye,

Zinda tha to ek nazar na dekha piyar say FARAZ,
Mar gaye hain to ab Qabr per aansu bahanay aa gaye..

irfishahpk 25-11-2009 03:41 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Dhoka diya tha jab tum nay mujhay
Dil se me naraaz tha
Phir socha kay dil say tumhain nikaal doon

Magar woh dil hi tumharay paas tha

momna gull 25-11-2009 04:22 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
har cheez tmhari lauta di..........
hum le k na kuch bhi sath chaley.........

phir dosh na dena ae logon..........
hum dekh lo khali haath chaley..........

ye raaah akele kati hai................
yahan sath na koi Yaar Chaley...........

us paar najaney kia payen..................
is paar to subkuch haar chaley........................

irfishahpk 26-11-2009 03:45 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 

Har ishq ka matlab ghum nahin hota,
Duriyon say pyar kam nahin hota

Waqt bewaqt ho jati hain aankhain nam,
Kyon k yaadon ka koi mousam nahin hota

irfishahpk 27-11-2009 01:08 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Is qadar humari chahat ka imtihan na lijiye,
Kyun ho khafa yeh bayan to kijiye..


Kar dijiye moaf agar ho gayi koi khata,
Yuhi yaad na kar k saza to na dijiye..!!!!

.BZU. 29-11-2009 08:00 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 

irfishahpk 29-11-2009 09:46 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Gazlon ka hunar saqi ko sikhayain gay
roain gay magar aansu nahi aayain gay
Kah dayna samandar say, Hum us kay moti hain
Dariya ki tarah tujh say milne nahi Aayaingay

irfishahpk 30-11-2009 12:16 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 

Achi surat ko sanwarne ki zaroorat kya hai
Saadgi main bhi to kayamet ke ada hoti hay

irfishahpk 30-11-2009 03:46 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Mujh ko jab daikhti ho tum,
Rang bhar jatay hain fizaon main

Kasmasati hay aarzoo dil main,
Geet ghul jatay hain hawaon main

irfishahpk 01-12-2009 05:36 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Teri yaad main aansoon ka samandar bana liya,
Tanhai k sehar main apna ghar bana liya

Suna hai log poojhtay hain patthar ko,
Isi liyay dil apna patthar bana liya

usman_latif_ch 02-12-2009 10:04 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 

Sapno se dil lagane ki aadat nahi rahi,
har waqt muskurane ki aadat nahi rahi,
ye soch ke ki koi manaane nahi aayega,
ab hume rooth jaane ki aadat nahi rahi

irfishahpk 03-12-2009 01:12 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
dil ka zakhm zuban pe laya nahin kerte
hum apniaankhon se aanso bahaya nahin kerte
zakhm kitne gehre kyon na ho
hum apne hoton se muskurahat hataya nahin kerte …
[/CENTER]

irfishahpk 04-12-2009 12:22 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
kagaz pe humne zindagi likh di,
aansuon se seench kar har khushi likh di,
dard ko jab humne ubhara lafzo pe,
logo ne kaha wah kya gazal likh di

momna gull 05-12-2009 11:33 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
“Raat,
Darwazey Pe,,
Kitni Dustakon k
Zakhm Thay Mohsin. . . ..
Phir Wohi,
Pagal Hawa Thi,
Phir Mujhey. . .
Dhoka Hua. . . .


---------- Post added at 12:33 PM ---------- Previous post was at 12:31 PM ----------

Kitab-e-ishq ko Parh kr bhula dia maine,
Na doston se na dushmano se gila kia maine,
Poochi jo ksi ne meri dastaan-e-gham,
Bus 1 chiragh jala k bujha dia maine.

Raheel 05-12-2009 02:13 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Jo dil kay Aainay main ho, wohi hay piyar kay qabil,
Werna deedar kay qabil to har tasveer hoti hay..

momna gull 05-12-2009 03:03 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
ik ainaa thaa so TuuT gayaa
ab Khud se agar sharmaao to kyaa

main tanhaa thaa main tanhaa huuN
tum aao to kyaa na aao to kyaa

momna gull 05-12-2009 05:04 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Lafzon ki justuju main sabhi kuch ganwa diya
Wo chal diya main tarz e Ada dhoondta raha

Us ko kisi ne rab se lia maang or main
Sajday mai gira hurf e dua dhoondta raha

irfishahpk 05-12-2009 05:43 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Dekhta hoon to sabhi kuch hay salamat ghar main
Sochta hoon to taray baad bacha kuch bhi nahi

Raheel 05-12-2009 08:00 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Tum jab bhi milo to nazrain utha ker mila kero
Muje pasand he tumari ankhon me apna aks dekhna

---------- Post added at 08:00 PM ---------- Previous post was at 07:15 PM ----------

Muddat say thi kisi say milnay ki aarzoo,
Khuwahish e Deedar ko dil me daba diya,
Kisi nay di khabar kay woh aaj ayeingay,
Itna kiya charaga'n kay ghar tak jala diya.

momna gull 06-12-2009 12:13 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Rafta Rafta Bujh Gaya Aakhir Chiragh-E-Aarzoo WASI,
Pehley Dil Khamosh Tha, Ab Zindagi Khamosh Hai.


---------- Post added at 01:13 AM ---------- Previous post was at 01:12 AM ----------

Na ishq ki jis ko chot lagy wo Dard kisi ka kya janay.
Khud shama ko malom nahi Q jal jatay hain Parwanay. ?’


All times are GMT +5. The time now is 11:54 PM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.