BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan

BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan (http://bzupages.com/)
-   Aik Shair Aik Ahsaas (http://bzupages.com/391-aik-shair-aik-ahsaas/)
-   -   Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. (http://bzupages.com/f391/share-your-fav-poetry-muntakhib-ashaar-1331/)

usman_latif_ch 16-09-2009 07:42 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
BoLta nahi koi es Liy zamane sE

Ke Log Toot jatey han FaisLe sunane sE

Kyun uddas Beithy ho es Trah Andhere mEin

Dukh Tu kam nahi hotay Roshni Bhujane sE.

usman_latif_ch 20-09-2009 07:18 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
1 Attachment(s)

irfishahpk 23-09-2009 02:37 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Jab hath uthana dua kay liyay,
To mujhay mat bhulana khuda kay liyay

Kia pata kay maray naseeb ki bohat si khushiyan,
Muntazir hon tumhari harf e dua kay liyay

irfishahpk 24-09-2009 02:38 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Tera milna nahi mumkin magar itna to mumkin hay Faraz
Kay teri aarzoo main zindagi ki shaam ho jaye..............

.BZU. 25-09-2009 04:57 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Wo aam si shaam thei, Jab juda huye thay hum
Na toot kar oyar kia or na roo sakay hum.

Tum gila kia na zamanay say kuchh kaha
Barbaad ho ga ay bari sadagi se hum...

usman_latif_ch 28-09-2009 09:10 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Samait kar mujhe apni dehleez ka pathar kar de

Ya khaak bana kar dar badar kar de

uss se bichhar kar baray qarb mai hoon

Ussay kaho meri aazmaaish ko mukhtasir kar de

usman_latif_ch 29-09-2009 06:13 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Sirf ek shakhs ki khatir mujhay barbad na ker

Roz roty huye kehti ha zindgi mujse


.BZU. 29-09-2009 06:49 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Dil tornay walay ko saza kiyon nahi milti
Har kisi ko pyar karnay ki Dua kiyon nahi milti

Loog kehtay hain ishq to bemaari hay
Tu Medical Store par is ki Dawa kiyon nahi milti..

usman_latif_ch 29-09-2009 07:17 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Quote:

Originally Posted by .BZU. (Post 12671)
Dil tornay walay ko saza kiyon nahi milti
Har kisi ko pyar karnay ki Dua kiyon nahi milti

Loog kehtay hain ishq to bemaari hay
Tu Medical Store par is ki Dawa kiyon nahi milti..

milti tu ha zehar ki gooliyan...

usman_latif_ch 30-09-2009 09:01 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Faryaad kar rahi hein tarasti hui nigahein.

Dekhe huwe kisi ko bohat din guzar gaye.

irfishahpk 01-10-2009 10:17 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Mukhtasir lafzon main ab yah hay mezaaj e dosti Faraz
Raabta sab say hay laykin, wasta koi nahi

usman_latif_ch 01-10-2009 07:32 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Jism uska bhi matti ka hai mujh jaisa MOHSIN,

Phir mera he dil uska talabgaar kiun hai...

usman_latif_ch 02-10-2009 07:27 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Kitni he munfrid ye Zindagi ki Aarzo

Mar Jaty hen kisi pe Log JEENY k lie


.BZU. 03-10-2009 01:20 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Dil ki Veraan Basti aksar hum say pochha karti hay Nazia!
Kahan ga ay wo loog jo dil main basnay aa ay thay

usman_latif_ch 03-10-2009 09:10 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Quote:

Originally Posted by .BZU. (Post 12806)
Dil ki Veraan Basti aksar hum say pochha karti hay Nazia!
Kahan ga ay wo loog jo dil main basnay aa ay thay

skype mein gye

irfishahpk 04-10-2009 12:56 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Ji bhar kay daikhon tujhay agar tujh ko gawara ho,
Betab meri nazrain honn or pyar tumhara ho

Jaan ki fikar ho na zamanay ki parwa
Ek tera pyar jo bas hamara ho.............

usman_latif_ch 04-10-2009 04:13 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
1 Attachment(s)

usman_latif_ch 04-10-2009 06:54 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
1 Attachment(s)

.BZU. 04-10-2009 10:51 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Dosti hoti nahi bhool jane ke liye,
Dost hote nahi bichhad jane ke liye,
Dosti karke khush rahoge itna ki,
Waqt nahi milega aansu bahane ke liye.

irfishahpk 08-10-2009 02:05 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Reh na pao gay kabhi bhula kar daikh lo,
Yakeen nahi aata to aazma kar daikh lo

Har jaga mehsoos hogi kami hamari,
Apni mehfil ko kitna bhi saja kar daikh lo

irfishahpk 09-10-2009 10:11 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Teri muhabbatain bhi ajeeb thein
Tera faiz bhi tha kamal par

Kabhi sab kuch mila bina talab
Kabhi kuch na mila sawal par

andleeb 10-10-2009 09:25 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Very deep and meaningful.
----------new text added ----------
wo muj sa pochta ha kis kis k khwab daktay ho
be khabar janta ni k yadain uski sony kahn deti han?

usman_latif_ch 11-10-2009 08:17 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Mere Ishq ne Seekh li hai ab Waqt ki takseem FARAZ,

Woh mujhay bohat kum yaad aata hai, Sirf itna k' her Saans k Baad...!
----------new text added ----------
Dhundala rahay hain sheher k jalte huwe chiragh..
Aey nèénd aa bhi ja k bohat raat ho chuki....



irfishahpk 16-10-2009 01:55 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Tum agar yaad rakho gay to inayat ho gi
Warna hamko bhi kahan tum say shikayat ho gi

Zindagi dard kay sehra ka unwaan sahi
Tum agar bhool bhi jao to riwayat ho gi

.BZU. 16-10-2009 07:53 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
1 Attachment(s)
:hi_smiley:

Attachment 10523

:doll2:

irfishahpk 17-10-2009 10:43 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Phoolon ko khilna sikhaya nahi jata,
Kanton ko chubhna sikhaya nahi jata

Ban jata hay koi khud hi apna,
Warna kisi ko apna banaya nahi jata

momna gull 22-10-2009 02:12 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Shikwa_e_ishq hai jurrat_e_guftar ka pabund

jo lafzon main bayan ho, wo muhabbat nahi hoti

irfishahpk 23-10-2009 12:26 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Suraj kay sath doob gaya mera dil bhi kal
Itna udaas shaam ka manzar kabhi na tha

:disgust:
Dedicated to Islamians

Proud to be Islamian


irfishahpk 25-10-2009 12:20 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Kabhi aashna kabhi na aashnaon jesa hay
Mazaj uska ajab dhoop chaoon jaisa hay

Main kis dil say usay bewafa kah doon Faraz
Woh bewafa to nahi par bewafaon jesa hay.....


usman_latif_ch 26-10-2009 10:43 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Kitney Anjaan Tabiyat K Hain Mere chahne wale
"SAGAR"


Jb Tk Hum Na Poochein Haal, Woh Hum Se Baat Hi Nahi Kartey. . . . . .

ghazala 27-10-2009 07:00 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Ye bhi aik tamasha hai bazaar-e-ulfat main Wasi
K dil kisi ka hota hai aur bas kisi ka chalta hai


---------- Post added at 07:00 PM ---------- Previous post was at 06:58 PM ----------

Yun na kheench apni tarf mujhay bay-bus kar k Mohsin
K khud say bhi bichar jaon aur to bhi na milay

usman_latif_ch 28-10-2009 06:33 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Pucho Qabrustan se Teri Aagosh Mein Itna Sannata kyun Hai.....!!!

"SAGAR"

Log To Apni Jaan De Kar Tujhe Aabad Karte Hain.....!!

BSIT07-01 28-10-2009 07:15 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Quote:

Originally Posted by ghazala (Post 13324)
Ye bhi aik tamasha hai bazaar-e-ulfat main Wasi
K dil kisi ka hota hai aur bas kisi ka chalta hai

Nice ...But ... Mera name(Wasif) tu poora likh daina tha ... hahaha

:th_4:

usman_latif_ch 31-10-2009 12:40 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Ajeeb andehra hai"SAAQI"teri" MEHFIL"Main...!!!


Kisi ne "DIL" Bhi jalaya to "ROSHNI" Na Howi..

irfishahpk 01-11-2009 02:12 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Labon pay aap kay ayay na ayay naam mera
Maray labon pay dua ban kay aap rahtay hain

irfishahpk 03-11-2009 12:59 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
ham say door jao gay kasay
dil say hamain bhulao gay kasay

ham woh khushboo hain jo sanson main bastay hain
Khud ki sanson ko rok pao gay kasya


.BZU. 04-11-2009 02:49 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Dil main har raaz daba kay rakhtay hain.
Honton pay muskaan saja kay rakhtay hain

Yeh dunia sirf khushi main saath deti hay
Is liye hum apnay ansoo chupaa kay rakhtay hain..

usman_latif_ch 07-11-2009 11:46 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 


Koi lamha ho taray sath ka,
Mari umar bhar ko samait lay,
Main fana baqa k sbi safar
Usi aik pal main guzar dun.

irfishahpk 08-11-2009 03:13 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Yadain to dilon ko or paas karti hain
Zindagi taray sath honay pay naaz karti hay

Mat ho udaas kay tu door hay mujh say
Kion kay durian hi rishton ko khaas karti hain

irfishahpk 09-11-2009 12:53 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Sonay do agar woh so raha hay Ghulami ki neend main......
Ho sakta hay woh khuwab aazadi kay daikh raha ho.......

(Happy Allama Iqbal Day)


All times are GMT +5. The time now is 12:47 AM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.