BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan

BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan (http://bzupages.com/)
-   Aik Shair Aik Ahsaas (http://bzupages.com/391-aik-shair-aik-ahsaas/)
-   -   Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. (http://bzupages.com/f391/share-your-fav-poetry-muntakhib-ashaar-1331/)

irfishahpk 28-06-2009 04:32 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Ghazab kiya teri yaad nay mujhay aa sataya nimaz main
Maray woh bhi sajday qaza hoay jo ada kiyay thay nimaz main

irfishahpk 29-06-2009 09:45 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Lambi hay Manzil "Door" hay kinara,
Jaanay "Kion" nahi aaya aaj "SMS" tumhara

Bhool Gaye "Number" Ya naam hamara,
Ya koi "Mil" gaya Hum say bhi "Pyara"...

ghazala 29-06-2009 03:43 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
wo bazahir to mila tha aik lamhy ko Faraz
umer sari chahye us lamhe ko bholany k lye

irfishahpk 02-07-2009 09:03 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Dil main afsos ankhon main nami si rehti hay,
Zindagi main shayad koi kami si rehti hay

Mujh say rooth jate hain aksar apnay,
Shayad maray khaloos main koi kami si rehti hay





irfishahpk 03-07-2009 09:28 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Lamha lamha mera is dukh main basar hota hay Faraz!
Zindagi bohat kam hay tumhain chahnay kay liyay

:((

.BZU. 03-07-2009 12:08 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
:hi_smiley: Hum dushmano ko bhi Pakeeza saza dete hein
Haath uthate nahi, nazron se gira dete hein!:huh::dance2:

irfishahpk 05-07-2009 09:55 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
䘪 ی ی
̪ ی

ی ی Ȫ ̪
ی ی ی

irfishahpk 09-07-2009 09:48 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Nigahain us pay parti hain jis say kuch Ta'aluq ho Faraz
Har shakhs ko muhabbat ki nigaah say dekha nahi jata

Muzammil 09-07-2009 10:09 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Quote:

Originally Posted by .BZU. (Post 10138)
:hi_smiley: Hum dushmano ko bhi Pakeeza saza dete hein
Haath uthate nahi, nazron se gira dete hein!:huh::dance2:


Mujhay saza sunanay say pahlay
Mere har jurm ki tafseel sunai jai

Jis to bay rahm hawaoon nay mitaya tha kabhi
Rait per phir wohi tasveer banai jai

irfishahpk 10-07-2009 10:08 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Ham say kabhi koi gila ho jaye to moaf karna,
Kisi din yaad na kar paen to moaf karna

Dil say to ham apko kabhi bholtay hi nai,
Pay yah dil ki dharkan ruk jaye to moaf karna

irfishahpk 11-07-2009 10:07 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Us kay kehnay par us ki tamanna bhi chor di ham nay Faraz
Zara ham bhi to daikhain kon chahta hay usay hamari tarha...

:heartpump:

usman_latif_ch 11-07-2009 11:42 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Muhabbat kar saktay ho to rab se karo faraz
Mitti k khilono se kabi wafa nahin milti.


adnan sarwar 11-07-2009 12:12 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
gggggggggggooooooooooooooooooooooooooooooddddddddd ddddddddddd

irfishahpk 11-07-2009 12:44 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Us roz kisi pal mujhay aaram na aaya,
Jis roz maray lab pay tera naam na aaya

Humne us shaam ko shaam na kaha,
Jis shaam tu yaad sar e aam na aaya...!!


irfishahpk 12-07-2009 09:03 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Ham khud par gharoor nahi kartay,
Kisi ko dosti karnay par majboor nahi kartay

Ham jisko ik bar dil main basa latay hain
Usay martay dam tak dil say door nahi kartay


irfishahpk 13-07-2009 08:32 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Hamain to mohabbat kay liyay bhi zindagi kam lagti hay Faraz
Magar log yahan nafraton kay liyay bhi waqt nikal latay hain....!:dunno:

irtaza 13-07-2009 11:36 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
kYA kHUB USTAB NAI nUKTA BATA DIYA
LAGAN SACHI HO TU MANZILAY AWAZ DAYTI HAY
FAQAT IS WASTAY KHUD KO BOHAT MASROOF RAKHTAY HAY
fURSAT MAI KISI KI DHARKNAY AWAZ DAYTI HAY:cheerleader::spot::smilebige::meditation:
-

irfishahpk 13-07-2009 01:06 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Un logon ka kya hua hoga Faraz,
Jinko meri tarha ghum nay mara hoga

Kinaray par kharay log kya jane,
Doobnay walay nay kin kin ko pukara hoga

irfishahpk 14-07-2009 08:11 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
In phoolon ka muqaddar kabhi aik sa nahi hota Faraz
Kabhi sehray ki sajawat banta hay to kabhi Qabron ki ronak

Qurrat-ul-ain 14-07-2009 09:03 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Sheheron ki Deewaron jese hotay hain

Kuch Chehray akhbaaron jese hotay hain

Kuch Logon ko dekh k Manzil paai hai

Kuch Insaan Sittaron jese hotay hain

irtaza 14-07-2009 09:29 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
kYA kHUB USTAB NAI nUKTA BATA DIYA
LAGAN SACHI HO TU MANZILAY AWAZ DAYTI HAY
FAQAT IS WASTAY KHUD KO BOHAT MASROOF RAKHTAY HAY
fURSAT MAI KISI KI DHARKNAY AWAZ DAYTI HAY

irfishahpk 18-07-2009 04:32 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Doston ko daulat ki nazar say na daikh Faraz
Wafa kay aadi aksar ghareeb howa kartay hain

irfishahpk 19-07-2009 08:59 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Kal tak tha ehsaas kisi kay honay ka,
Aaj hay sirf dard usko khonay ka

Hum dono ka nahi tha kasoor is main,
Taqdeer ka faisla tha juda honay ka

irfishahpk 20-07-2009 10:00 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
yah dil chahay hay kay wafa ban kay taray sath rahon,
Dharaktay dil ki sada ban kay taray sath rahon

Maray labon say jisay maut bhi na chein sakay,
Woh zindagi ki dua ban kay taray sath rahon

irfishahpk 21-07-2009 09:53 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Na pooch kitna lutaf in musafaton main hay,
Tera ghar ab bhi maray raston main hay

Sardion ki raat main woh chand dekhna,
Teri pasand ab bhi meri aadaton main hay

irfishahpk 23-07-2009 10:16 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Mukadar main likhi koi baat ho tum,
Taqdeer ki ik soghat ho tum

Kar kay dosti tum say mehsoos yah hoa,
Jasay sadion say yun hi maray saath ho tum...
:Luv:

.BZU. 23-07-2009 09:52 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
ʪ ی
ی ی ی ی

irfishahpk 24-07-2009 08:21 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Pyaray log dil kay paas hotay hain,
Dil main rahnay walay bhi kitnay khaas hotay hain

Jis kay dil main ho aap jasay dost ......,
Kya woh dil bhi kabhi udaas hotay hain

irfishahpk 25-07-2009 11:24 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
ی 䘪ی ی ی یی
Ǎی ی ی ی یی

irfishahpk 28-07-2009 02:28 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Chandni raaton main maaloom nahi mujh ko adam

Bhoolay bsray hoay gham kion yaad aatay hain

irfishahpk 30-07-2009 10:32 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Chupkay say bheja tha ek gulab usay magar

~*~*~Sagar~*~*~

Khushbu nay shehar bhar main tamasha bana diya

irfishahpk 31-07-2009 08:34 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Mujhay sulanay ki khatir jab raat aati hay,
Main so nahi pata raat khud so jati hay

Puchnay par dil say yah aawaz aati hay,
Aaj unhay yaad kar lo raat to roz aati hay

**************************

irfishahpk 02-08-2009 07:23 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Jab naaz tha hum ko kismat par
Hans hans kay duniya milti thi

~*~Faraz~*~

Jab basti dil ki ujar gayi
Ab dost kinara kartay hain

****************************

irfishahpk 03-08-2009 12:19 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Kitnay hamdard milay, dost milay yar milay
Sab ubhartay hoay suraj kay paristar milay

Zindagi tu hamain bazar main kyon lay aie?
Hum to Yousuf bhi nahi kay koi kharidaar milay

irfishahpk 03-08-2009 11:44 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 

Suna hay who jatay jatay kah gayay kay

Ab to ham sirf tumharay khwabon main ayain gay



Koi kah day un say kay who wada to karain
Hum zindagi bhar kay liyay so jayain gay

irfishahpk 04-08-2009 06:41 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 

Ham say koi gila ho jaye to moaf karna

Yaad na kar payain to moaf karna



Dilsay to ham aapko kabhi bhooltay nahi

Par yah dil hi ruk jaye to moaf karna

irfishahpk 04-08-2009 11:23 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 

Wafa kay naam say woh anjan thay

Kisi ki bewafai say shayad pareshan tahy



Hum nay wafa deni chahi to pata chala

Hum khud bewafa kay naam say badnaam thay

irfishahpk 06-08-2009 10:23 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Taray waday pay kahan tak mera dil fareb khaye?

Koi aisa ker bahana kay meri aas toot jaye

irfishahpk 07-08-2009 06:23 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 

Koi hay jo dua kia karta hay

Apno main mujhay bhi gina karta hay


Bohat khush naseeb samajhtay hain khud ko hum

Door rah kar bhi jab koi yaad kia karta hay

irfishahpk 08-08-2009 05:41 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 

Chup rahtay hain kay khafa na ho jaye,

Humsay koi ruswa na ho jaye



Bari mushkil say koi apna bana hay

Milnay say pehlay hi juda na ho jaye


**************************************************


All times are GMT +5. The time now is 01:20 AM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.