BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan

BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan (http://bzupages.com/)
-   Aik Shair Aik Ahsaas (http://bzupages.com/391-aik-shair-aik-ahsaas/)
-   -   Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. (http://bzupages.com/f391/share-your-fav-poetry-muntakhib-ashaar-1331/)

Madiha Fatima 11-05-2009 11:37 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Ye jo chappal main pehan kr aya hon mat samjh chura kr lya hon
ye sub khuda ki dain hain osi k ghar se otha kr lya hon

irfishahpk 11-05-2009 11:58 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Quote:

Originally Posted by madiha (Post 8041)
Ye jo chappal main pehan kr aya hon mat samjh chura kr lya hon
ye sub khuda ki dain hain osi k ghar se otha kr lya hon


Hahahaha. I think you are the same who is responsible for all shoes that we lost in mosque. Chalo bhai aik nay to aitraf kar liya.:mind:

irfishahpk 12-05-2009 04:26 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Ye theek hay nahi marta koi judai mein
"KHUDA" kissi ko kissay say magar juda na karay

Sunna hay ussko mohabbat douaaein deti hay
Jo dil pay chot to khaey magar gila na karay

Muzammil 12-05-2009 05:46 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Quote:

Originally Posted by madiha (Post 8041)
Ye jo chappal main pehan kr aya hon mat samjh chura kr lya hon
ye sub khuda ki dain hain osi k ghar se otha kr lya hon

Waise aisi kitni chappals Uthaayien hai aapne Madiha JI..? :lalala:

usman_latif_ch 12-05-2009 07:11 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Quote:

Originally Posted by emsplanet (Post 8151)
Waise aisi kitni chappals Uthaayien hai aapne Madiha JI..? :lalala:

waise larkiyoun ki chapplain masjidon sy nahi milti....hain na:comfort_:

Muzammil 12-05-2009 08:20 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Quote:

Originally Posted by usman_latif_ch (Post 8153)
waise larkiyoun ki chapplain masjidon sy nahi milti....hain na:comfort_:

But aapne ghar me kya pehna hua hai kisi ko maloom chlega..? meri sis kabhi kabhi meri slipper bhi pehen leti hai ghr me.. :anana:

usman_latif_ch 12-05-2009 08:33 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Quote:

Originally Posted by emsplanet (Post 8160)
But aapne ghar me kya pehna hua hai kisi ko maloom chlega..? meri sis kabhi kabhi meri slipper bhi pehen leti hai ghr me.. :anana:

han ab kisi ny zaroor uthani he ha tu phir kisi ki bhi utha sakta ha

Muzammil 12-05-2009 08:37 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Bhai Sahab Ab aisa to na bolo.. galat baat hai.. Madiha ji bura maan jayengi.. :whistling:

Qurrat-ul-ain 14-05-2009 10:58 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Hairan hai wo Deryaon k pani pay tu shayad

Uss n meri Aankhon main Samandar nahi dekha

Yeh uss say bicharnay ka bara dukh hai MEHR!

Jatay howe uss m mujhe murh k nahi dekha

Qurrat-ul-ain 14-05-2009 03:04 PM

Chappal
 
So Nice

irfishahpk 14-05-2009 04:51 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Rog aesy b gham e yar se lag jaty hain,
dar se uthty hain tu diwar se lag jaty hain
************ ********* ********* **
Zikar-e-yaar mere dil ki tabahi hai
Baat phir us qatil ki nikal aai hai

usman_latif_ch 14-05-2009 06:27 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
. . . Woh Kehta tha Tujh se Bichhar ke Weeran ho Jayenge Hum . . .
Aaj poore Shehar mai Sab Se Roshan Ghar usi ka Mila . .

.BZU. 15-05-2009 04:25 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
na janay konsa jazba tha jis ne khud hi...
meri hi zaat ka dushman bana diya mujko...
:paranoia:

usman_latif_ch 15-05-2009 03:39 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Hum se bhulaya hi nhi jata ek DOST ka pyar "FARAZ",
Log jigar waley hain roz naya DOST bana lete hain...!!!


irfishahpk 15-05-2009 04:53 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
ی Ȫی ᘪ ی ̪ ی

ی ی ی ی



.BZU. 16-05-2009 02:41 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Zamany ko na Day ilzaam Aye Na Waqif e Manzil
Zamany ki Nazar hum hain Zamany ka Chalan Hum hain

usman_latif_ch 16-05-2009 07:06 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Quote:

Originally Posted by BZU (Post 8401)
Zamany ko na Day ilzaam Aye Na Waqif e Manzil
Zamany ki Nazar hum hain Zamany ka Chalan Hum hain

zamany ki chalain hum hain....
bara chalak ha zamana jo chalain chalta ha ap k jesi..... :)

irfishahpk 16-05-2009 10:59 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
mujhay zindagi ki dua na do..
meri zindagi say bani nahi..

koi zindagi pay karey yaqeen..
mera zindagi pay yaqeen nahi..

iambored 17-05-2009 02:18 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Seek light
Seek Darkness
Revealing the essence
What is a person to do.
When you can't see anything
but you know everything

irfishahpk 17-05-2009 04:29 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Rahe Ga yah "Gila" Takdeer se Hamesha "Faraz"
K jis ko Umar bhar "CHAHA" usi ko umar bhar Tarse

irfishahpk 18-05-2009 11:36 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Rahe ga yah Gila taqdeer say hamesha Faraz
Kay jis ko umar bhar chaha ussi ko umar bhar tarsay.....

irfishahpk 19-05-2009 09:22 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
kahan say laon hunar usaay manane ka
koi jawaz na tha us kay rooth janay ka

har baat main saza bhi mujhay hi milni thi
kay jurm main nay kiya tha rabtay barhanay ka

irfishahpk 23-05-2009 12:07 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Kabhi dil kabhi shamah ko jala kar roay
Teri yadon ko seenay say laga kar roay

Raat ki god main jab so gai sari duniya
tab chand ko teri tasveer bana kar roay


usman_latif_ch 23-05-2009 07:37 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Ankhon Ka Rang Baat Ka Lehja Badal Gya
Wo Shakhs Aik Shaam Me Kitna Badal Gya

Shaid Wafa k Khail Se Ukta GYaTha Wo
Jo Manzil k Qareeb Aa k Rasta Bdal Gya

.BZU. 25-05-2009 12:38 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Hum nay usay trash kar heera bana diya fraaz.
Magar abh sochtay hain kay usay kharedain kaisay.

usman_latif_ch 25-05-2009 01:46 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Quote:

Originally Posted by .BZU. (Post 8563)
Hum nay usay trash kar heera bana diya fraaz.
Magar abh sochtay hain kay usay kharedain kaisay.

kharedna kyoun ha jab apny khud he trash kr banaya ha tu apka he tu hwa na....?

Qurrat-ul-ain 26-05-2009 11:22 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Her sapna khushi panay say poora nahi hota

Koi kissi k binna adhora nahi hota

Jo Chand Roshan kerta hai raat bher sab ko

Her raat wo bhi tu poora nahi hota....


usman_latif_ch 27-05-2009 01:57 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Hr sapna khushi pane se pura nhi hota
koi kisi k bina adhora nhi hota
Jo chand roshan krta hy rat bhar sb ko
Hr rat wo b tu pora nhi hota

Qurrat-ul-ain 27-05-2009 11:40 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Muhabbat tu Barish hai

Jiise Choonay ki khawahish main

Hathailiyan tu geeli ho jati hain

MAGAR...... Hath hamesha khali hi rehtay hain


Qurrat-ul-ain 28-05-2009 10:36 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Thakkay haray Parindon ko jo dekha tu khayal aaya MEHR!

Agar koi muntazir hota tu Hum bhi apne gahr jatay

ghazala 28-05-2009 02:17 PM

Re: Aansuon sham ki palkon pay laraztay rehna
 
Dosti aazmani ho to bus itna he kafi hai.




Zara sa rooth kar dekho, Mananay kon aata hai
.

Qurrat-ul-ain 30-05-2009 09:55 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Waffa ki jang mat larna yeh bay-kar jati hai

Zammana jeet jata hai Mohabbat haar jati hai

Hamara tazkara choro hum aise Log hain jin ko

Zammana kuch nahi kehta Juddai mar jati hai


Qurrat-ul-ain 30-05-2009 11:16 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
TUm nay dekha hai kahboi Sehra main jhulasta howa Darakhat...

Issi tarah jeetay hain Waffaon ko nibbahnay walay.
...

Qurrat-ul-ain 30-05-2009 11:27 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Kadam kadam pay Hawa say raabta rakhna

Khizaan ki rut main Baharon ka aasra rakhna

Hamari yaad ki khushboo zaroor aaye gi

Tum apne Dil ka Dareecha zara khulla rakhna..


irfishahpk 31-05-2009 08:49 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Lamhon main simat gayi thi meri sari khushian Faraz
Yaad ayay woh lamhat to Aansoo na ruk sake

ghazala 01-06-2009 10:31 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Shiddat-e-dard sy sharminda nahi meri wafa Faraz
Dost gehry hain to phir zakham bhi gehry hon gay

Qurrat-ul-ain 04-06-2009 10:40 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Mujhe choorh day tu mere haal per

Tera kya bharosa mere Chaarah-Gar

Teri mukhtasir si Nawazishein

Mera dard aur barha na dein....


Ali Riaz 04-06-2009 10:48 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
I heartly Wish..




Koi dukh na ho koi ghum na ho,
Koi aankh kabhi num na ho,
Koi dil kisi ka tore na,
Koi sath kisi ka chore na,
Bas piyar ki nadiyan behti ho,
Kaash k Duniya aisi ho..

Qurrat-ul-ain 04-06-2009 10:55 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Hamare aks main jo hoti zakham-e-Dil ki jhalak

Hum aainay ko bhi apni tarah rulla daitay

Ab usski yaad say usska wajood tarashtay hain

Woh khawab bhi tu nahi tah k ussko bhulla daitay

Ali Riaz 04-06-2009 11:09 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Ruth gya hai mujhko manane waala
Ab koi nahi naaz mera uthaane wala
Per jaane kya sonchta hai
Yeh khula darwaaza
Shayad rasta bhool gaya, aaane waaal
a



All times are GMT +5. The time now is 01:32 PM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.