BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan

BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan (http://bzupages.com/)
-   Aik Shair Aik Ahsaas (http://bzupages.com/391-aik-shair-aik-ahsaas/)
-   -   Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. (http://bzupages.com/f391/share-your-fav-poetry-muntakhib-ashaar-1331/)

Nadeem Iqbal 17-11-2009 11:40 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
1 Attachment(s)
:jinbanday:

irfishahpk 19-11-2009 01:26 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 

koi hasae to hans latay hain
dil main dard ho to ro latay hain
neend wasay bhi kam aati hay
par sapno main tum aaoge
yah soch kay so latay hain

irfishahpk 20-11-2009 05:19 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
raat hogi to chand dikhai dega
khwabon me tumhe woh chehrea dikhai dega
mohabbat kabhi zara soch ke kerna
ek aansu bhi girega toh woh bhi sunai dega

faheemsial 20-11-2009 05:34 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Daagh-e-sajood ager teri peshaani pe huwa to kia?

Koi aisa SAJDAAH kr k zameen py nishaan rahy ....

moon 22-11-2009 04:54 PM

Re: Ay kash kay aysa ho jaye
 
wo be wafa na tha youn hi badnaam ho gea faraz,
hazaron chahne wale they kis kis se wafa karta

---------- Post added at 04:54 PM ---------- Previous post was at 04:52 PM ----------

mossam baddal gaye.. zamana baddal gea..
lamhon main dost barson purana badal gea..

Muzammil 22-11-2009 11:44 PM

Re: Ay kash kay aysa ho jaye
 
Quote:

Originally Posted by moon (Post 14250)
wo be wafa na tha youn hi badnaam ho gea faraz,
hazaron chahne wale they kis kis se wafa karta


sahi hai.. :whistling:

Muzammil 23-11-2009 01:11 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Does she know...
that when she doesn't smile, it breaks my heart
that when she avoids my gaze, it shatters my soul
that when she refuses to talk, it makes me hate myself.

Raheel 23-11-2009 07:07 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Ab Darindon say na Hayvanon say Dar lagta hay,
Kiya Zamana hay kay Insanon say Dar lagta hay,

Izzat-e-Nafs kisi shaks ki mehfooz nahi,
Ab to apnay hi Nigehbanon say Dar lagta hay,

Khoon raizi ka yeh Alam hay k ALLAH khair keray,
Ab musalmanon ko musalmanon say Dar lagta hay.

irfishahpk 24-11-2009 01:50 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Zindagi sabhi ko mili ho ye zaroori to nahi
aag gulshan mai baharen bhi laga sakti hai
Sirf Bijli hi giri ho ye zaroori to nahi
Neeend to dard ke bistar pe bhi aa sakti hai

Teri aaghosh mai sar ho ye zaroori to nahi

Raheel 24-11-2009 02:04 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Ranjish bhi nahi thi koi shikwa bhi nahi tha,
Hum us ko bhooltay magar aisa bhi nahi tha,
Kab hum nay duaon main kiya us ko faramosh,
Jo dil kay qareeb tha magar apna bhi nahi tha...


All times are GMT +5. The time now is 09:31 AM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.