BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan

BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan (http://bzupages.com/)
-   Aik Shair Aik Ahsaas (http://bzupages.com/391-aik-shair-aik-ahsaas/)
-   -   Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. (http://bzupages.com/f391/share-your-fav-poetry-muntakhib-ashaar-1331/)

Qurrat-ul-ain 14-03-2009 11:13 PM

Ehsaas k daman main Aansoo girra ker dekho

Mohabbat kitni sacchi hai aazma ker dekho

Aap ko bhool kya ho gi Dil ki halat

kissi aaine per pathar girra ker dekho




Hai mushkil aaj bhi hamari Anna ka wohi mizzaj

Mushkil hai apnay dard ka izhar bhi


usman_latif_ch 16-03-2009 10:27 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Prindy lot aye hn ghron ko,,
Usy b lot ana chahiye tha..
Bhla aisy b koi ruthta hy,,
Usy to bs bhana chahiye tha..!!

************ ********* ********* **
tere khushi se nhe gham se b rishta hai mera,
tu zindagi ka ek aaham hissa hai mera,
ye pyar tum se lafzon ka nhe,
roh se roh ka rishta hai mera,





irfishahpk 16-03-2009 11:05 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
یی ی
ی

ی ʘی
ی ̪ ی

ی ی ی
 ی

usman_latif_ch 16-03-2009 11:39 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Khuli aankhon se sari umar dehka?
Ek aisa khowab jo apna nahin tha?
Aaj tak woh shahks dil mein haiiiii
Ke jo us waqt bhi mera nahin tha

Qurrat-ul-ain 17-03-2009 01:40 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Uss ne mehsoos bhi na hone diya

You kahani ka rukh morh diya

Milne julne ki kammi pehlay

Phir rafta rafta hamen chor diya..


irfishahpk 17-03-2009 12:04 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Ț ی ی
ی ییی ی ی

ی ی ی ˜
ی ی ی

ǟ ی ی ی Ȫ
ی ǁ ̪ ی


usman_latif_ch 17-03-2009 05:19 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Sabko dost banane ki adat hai hume,
Apni alag pehchaan banane ki aadat hai hume,
Kitna bhi gehra zakhm de koi,
Utna hi zyada muskurane ki aadat hai hume..

Qurrat-ul-ain 18-03-2009 12:12 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Rastay aur Mussafir main koi farq nahi

Jiss taraf uss ka irrada ho udher jatay hain

Tum kissi aur tajjassus main pare ho werna!

Aaina dekhnay walay tu sanwar jatay hain


usman_latif_ch 18-03-2009 07:07 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
1 Attachment(s)

usman_latif_ch 18-03-2009 06:44 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Ye Aaine Na De Saken Gy Tujhy Tery Husn Ki Tabeer

Aa Dekh Meri Aankhoon Men Tu Kitna Haseen Hai..



All times are GMT +5. The time now is 08:38 AM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.