BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan

BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan (http://bzupages.com/)
-   Aik Shair Aik Ahsaas (http://bzupages.com/391-aik-shair-aik-ahsaas/)
-   -   Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. (http://bzupages.com/f391/share-your-fav-poetry-muntakhib-ashaar-1331/)

irfishahpk 05-03-2009 11:49 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Àÿ ÌÓÊÌæ ˜À ÎæÈ Óÿ Àÿ ÎæÈ ÊÑ ˜ÀÇŸ

ÇÈ Ïی˜ªÆÿ ŠªÑÊی Àÿ ÌÇ ˜Ñ äÙÑ ˜ÀÇŸ
************ ********* ********* **
kabhii nekii bhii us ke jii mein aa jaaye hai mujh se
jafaayein kar ke apanii yaad sharmaa jaaye hai mujh se

usman_latif_ch 06-03-2009 08:20 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
http://img25.imageshack.us/img25/894/000ujd.gif
Bhula k mjhko agar tum B ho salamat,
ToBhula k tujhko sambhalna mjhe Bhi Aata hy
Nahi hai meri fitrat mein ye aadat warna
Teri tarah badalna mjhe bhi aata hy

http://img25.imageshack.us/img25/894/000ujd.gif

.BZU. 06-03-2009 11:10 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Pathar ki hai duniya jazbat nahi samajhti,
Dil me kya hai baat, woh baat nahi samajhti,
Tanha toh Chand bhi hai sitaron ke beech me,
Magar chand ka Dard bewafa Raat nahi samajhti…
:doll2:

usman_latif_ch 07-03-2009 08:30 AM

Mosam Jitney Roothey Thay Sab Loat Aaey,
Us Se Kaho Ik Umer Huyi Ab Loat Aaey,
Main Aaj B Us Ko Itni Mohlat Deta Hon,
Jab Wo Tanha Reh Jaey Tab Loat Aaey..
00000000000000000000000000000000

Urnay do in parindon ko Azaad Fiza main Faraz,

Tery apny"" hongy to LOT ayengy kisi roz.

irfishahpk 07-03-2009 11:46 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Chahat Wo Nahi Jo Jaan Deti Hai
Chahat Wo Nahi Jo Muskaan Deti Hai
Ae Dost Chahat Wo Hai
Jo Pani Mein Gira Aansoo Pehchan Leti Hein

Qurrat-ul-ain 07-03-2009 11:16 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Ajab hai raat say Aankhon ka aalam

Yeh Derya raat bher charhata raha hai

Sunna hai Raat bher barsa hai Badal

Magar wo Sheher jo piyassa raha hai..

Qurrat-ul-ain 08-03-2009 12:21 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Bichaar kay mujh say agarchay uddas wo bhi tha

Ptta challa k Zammana-shannas wo bhi tha

Mere Zawwal say pehlay hi mujh ko chor gaya

ghazzab ka Sittara-shannas wo bhi tha.....

************ ********* ********* **
Ab agar yaad dillaon main ussay beeti batein

Apnay her Koal say wo Shaksh mukkar jaye ga

Main Shabb-e-Hijr main muntazir rahon gi usski

Aur wo channd kissi aur kay Aangan main uttar jaye g
************ ********* ********* **
Aae Dost! na khabi bhool sakki main Mela teri Basti ka
Main tujh say kaise door rahon tu hissa meri hasti ka
Aae Logon , na issrar karo wo mujh say mill na paye ga
Wo Channd zammein pay kyou utray wo aadi hai kab pasti ka.

usman_latif_ch 08-03-2009 08:39 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 

Wo ik shakhs k jis se shikayaten theen bohot,
Wohi azeez, us se mohabaten theen bohot,
Wo jab mila to dilon men koi talab hi na thi,
Bichhar gaya to hamari zaruraten theen bohot


irfishahpk 08-03-2009 09:46 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Beshak kuch pal ka intazar mila hum ko
Par sab se acha yaar mila hum ko.
Na Rahi Tamana kesi dost ki Hamein,
Aye Dost Teri Dosti se itna piyar mila humko...

Qurrat-ul-ain 09-03-2009 02:49 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Faraz ! zulm hain itni khud - eaittamadi bhi

K Raat bhi andhairi , Charagh bhi na liyya..


All times are GMT +5. The time now is 09:06 AM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.