BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan

BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan (http://bzupages.com/)
-   Aik Shair Aik Ahsaas (http://bzupages.com/391-aik-shair-aik-ahsaas/)
-   -   Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. (http://bzupages.com/f391/share-your-fav-poetry-muntakhib-ashaar-1331/)

Qurrat-ul-ain 27-02-2009 01:58 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Eik nafrat hee nahi duniya mein dard ka sabab Faraz

MOHABBAT bhi sakoon walon ko bari takleef deti hain.

irfishahpk 27-02-2009 10:08 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Ȫی ی ی ی ی
یی ǁ ʪ Țی

ʪ
ی ی NJ ی
ی ǁ ی

یی ی ʘ ی

usman_latif_ch 28-02-2009 09:38 AM

Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Ek Judai Ka Lamha Hai K Milne Nhi Deta

Ek Tera Khayal Hai K Bikherny Nhi Deta

Ek Teri Yaad Hai K Zinda Hain Aaj Tak

Ek Tera Pyar Hai K Marnay Nhi Deta....

irfishahpk 03-03-2009 12:38 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Zindagi gham deti hay sharik e gham nahi hoti
kisi kay door rehnay say muhabbat kam nahi hoti

usman_latif_ch 03-03-2009 03:12 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
2 Attachment(s)
Attachment 5614Attachment 5615
"Dasht men pyas bujhatay huay mar jatay hen!
Hum "parinday kahin jatay huay mar jatay hen!
'Hum hen sookhay huay taalab pe bethay hans,
Jo taluq ko nibhatay huay mar jatay hen!
Un k bhi qatal ka ilzam hamary sir hy,
Jo humein "ZEHAR" pilatay huay mar jatay hen!
Ye mohabat ki kahani nahi marti lekin,
Log kirdaar nibhatay huay mar jatay hen!
Hum hen wo tooti hooi kashtiyon walay
Jo kinaron ko milaatay huay mar jatay hen..!

Attachment 5615Attachment 5614

.BZU. 03-03-2009 05:47 PM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Haseen Tum Ho To Bure Hum Bhi Nahi,
Mehlon Mein Tum Ho To Sadak Par Hum Bhi Nahi,
Pyar Karke Kehte Ho Shaadi Shuda Ho,
Kaan Kholkar Sunlo. Kunware Hum Bhi Nahi !

Qurrat-ul-ain 04-03-2009 01:59 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Shabb-e-Tanhai

Shab-e-Tanhai uss say kehna

Humari neend lauta day

K uss ki Yad main bht Azziyat hai

Ya apna Naqsh dho jaye

Ya phir mera ho gaye...


************ ********* ********* **
Tarrasta hai Dil teri Aawaz k liyye

Tere Mohabbat bharay chand Alfaaz l liyye

Ker do hammein Fanna apni iss Adda say

Tarraptay hain Hum teri iss Sazza k liyye..

usman_latif_ch 04-03-2009 08:22 AM

2 Attachment(s)
Attachment 5696
"Zabt ki kon si manzil thi?kis maqam pe aa k haare hain"
"Itna to tmhen maloom hi ha'tere nam pe aa k haare hain"
"Kbhi khud pr jbr kiya hm ne,kbhi khud ko yun be-mol kiya"
"Hum subhon k lotne wale thay,ek sham pe aa k haare hain"
"Ek dard musalsal hota ha,ek barish andar hoti ha"
"K heeron jaise log yahan ilzam pe aa k haare hain"
"KAb jeet ka dava hum ne kia ye azl abd ka qissa ha"
"Hum be-khbri k aalam mein anjam pe aa k haare hain"
Attachment 5696

Åb tö Qismät hi milä d tö milä d wärnä....!

Hm tö Bichär gäy häin Tfään mäin Pärindön ki tärha....!


Attachment 5696





Attachment 5741
"Faasle ghata dete "hain dilon mein "nafraton ko ,
"Wo jo door hoye to "kuch mohabat si "hone lagi:.

Attachment 5741


Qurrat-ul-ain 05-03-2009 01:53 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
Muqaddar

Nahi wo shaksh Muqaddar main Phir bhi Uss say miltay haun FARAZ!

Bara Pur-Lutf lagta hai Muqaddar ko Sazza daina..


usman_latif_ch 05-03-2009 07:52 AM

Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
 
1 Attachment(s)
Attachment 5746
Nahin "Fursat" yaqeen mano hamain "Kuchh Aur" karny ki...
"Teri yadain""teri batain" bahut "masroof" rakhti hain:

Attachment 5746



All times are GMT +5. The time now is 05:03 AM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.