BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan

BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan (http://bzupages.com/)
-   Urdu Poetry (http://bzupages.com/109-urdu-poetry/)
-   -   ****اقباليات**** Muhammad Iqbal ke Ashaar ڈاکٹر علامہ محمد اقبال (http://bzupages.com/f109/%2A%2A%2A%2A%C7%DE%C8%C7%E1%ED%C7%CA%2A%2A%2A%2A-muhammad-iqbal-ke-ashaar-%8F%C7%98%8A%D1-%DA%E1%C7%E3%C0-%E3%CD%E3%CF-%C7%DE%C8%C7%E1-12218/)

usman_latif_ch 10-11-2011 02:54 PM

Re: ****اقباليات**** Muhammad Iqbal ke Ashaar ڈاکٹر علامہ محمد اقبال
 
Har nafs iqbal tera aah mein mastur hai
Seena e sauzan tera faryad say ma'amur hai

usman_latif_ch 02-12-2011 02:59 PM

Re: ****اقباليات**** Muhammad Iqbal ke Ashaar ڈاکٹر علامہ محمد اقبال
 
Kartay hein ghulamon ko ghulami peh razamanad
Taveel e massael ko banatay hein bahana

usman_latif_ch 03-12-2011 11:40 AM

Re: ****اقباليات**** Muhammad Iqbal ke Ashaar ڈاکٹر علامہ محمد اقبال
 
Muqam e shauq teray qudsion ky bus ka nahin
Unhi ka kaam hai yeh jin kay hoslay hein ziyadah

usman_latif_ch 04-12-2011 08:37 PM

Re: ****اقباليات**** Muhammad Iqbal ke Ashaar ڈاکٹر علامہ محمد اقبال
 
Momin peh giran hain yeh shab o roz - Deen o daulat, qumar bazi
Napaid hai banda e a'amal mast - Baqi hai faqat nafs darazi

usman_latif_ch 07-12-2011 01:41 PM

Re: ****اقباليات**** Muhammad Iqbal ke Ashaar ڈاکٹر علامہ محمد اقبال
 
Tamana dard e dil ki ho tau khidmat kar faqiron ki
Nahin milta yeh gohar badshahon kay khazinon mein

usman_latif_ch 08-12-2011 08:57 AM

Re: ****اقباليات**** Muhammad Iqbal ke Ashaar ڈاکٹر علامہ محمد اقبال
 
Chupay rahein gay zamanay kai aankh say kab tak
Gohar hein aab e wular kay tamam yak dana

usman_latif_ch 13-12-2011 07:16 PM

Re: ****اقباليات**** Muhammad Iqbal ke Ashaar ڈاکٹر علامہ محمد اقبال
 
Yeh bandagi gadayi woh bandagi khudayi
Ya banda e khuda bun ya banda e zamana

usman_latif_ch 14-12-2011 02:12 PM

Re: ****اقباليات**** Muhammad Iqbal ke Ashaar ڈاکٹر علامہ محمد اقبال
 
Saroor jo haq o batil ki karzar mein hai
Tou harb o zarb say begana ho tau kia kahyay

usman_latif_ch 15-12-2011 10:20 AM

Re: ****اقباليات**** Muhammad Iqbal ke Ashaar ڈاکٹر علامہ محمد اقبال
 
Uqabi rooh jab baidar hoti hai jawanon mein
Nazar aati hai uss ko apni manzil asmanon mein


All times are GMT +5. The time now is 11:47 AM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.