BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan

BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan (http://bzupages.com/)
-   Islam (http://bzupages.com/16-islam/)
-   -   Al Quran Al Hakeem: Surah Kahf: Ayah No. : 103-106 (http://bzupages.com/f16/al-quran-al-hakeem-surah-kahf-ayah-no-103-106-a-10963/)

usman_latif_ch 05-08-2010 06:40 PM

Al Quran Al Hakeem: Surah Kahf: Ayah No. : 103-106
 


'Pooch lè ke agar tum kaho tou main tumhain bata doon ke a'amal ke aetbaar se sab se zayada nuqsaan main kon hain? Wo hain jin ki dunyavi zindagi ki tamamtar koshishain bekaar ho gayiin aur wo isi gumaan main rahay ke wo bohut acha kaam kar rahe hain. Yehi wo log hain jinhon ne apne Parwardigar ki ayaton se aur uski mulaqat se kufr kiya tou in ke tamam a'maal bekar hogaye. Pas! Qayamat ke din hum in ka koi waz'n qayam na karain gè. Haal ye hai ke inka badla jahanam hai kyun ke unhon ne kufr kiya aur meri ayaton aur mere rasoolon ko mazaq main uraya.'


All times are GMT +5. The time now is 07:33 PM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.