![]() |
Beetay Huwe Kuch Din Beetay huwe kuch din aise hain Tanhayi jenhain dorahti hay Ro ro k guzarti hain ratain Aankhoon main seher ho jati hay Sharma k kabhi choup choup jana Hans hans k kabhi chal cahl dena Chunri k mulaim kone ko Dantoon main daba k bal dena Aawaz kisi k hansne ki Kanoon main abhi tak ati hay Taqdeer ne ham ko lout liya Un ko yeh gilah ham bhul gayee Aye kaash zabaan se kah sakte Majboor hain ya ham bhul gayee Woh jaan_e_tamana kiya jane Kismat jo kiyamat dhati hay Dewaar bani hay majbori Woh paas bhi rah kar paas naheen Ham piyaas bujha leen aankhoon ki Itni bhi hameen to aas naheen Barbaad bhi karti hay duniya Mujram bhi hameen kahlati hay |
| All times are GMT +5. The time now is 10:02 AM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.