![]() |
Azaab -e- deed main aankhain lahu lahu ker kay Azaab -e- deed main aankhain lahu lahu ker kay Main sharam saar huya teri justa ju kar kay Suna hay shehir main zakhmi dilon ka maila hay Chalain gay hum bhi magar pairahan rafu ker kay Musafate shabe hijraan kay baad baid khula Hawa dukhi hay charaghon ki aabru ker kay Ujaar rut ko gulabi banaye rakhti hay Hamari aankh teri deed say wazu ker kay Yeh ki nay hum say lahu ka khiraaj phir maanga Abhi tu soye thay maqtal ko sur khuru ker kay... |
| All times are GMT +5. The time now is 06:10 PM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.