BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan

BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan (http://bzupages.com/)
-   Islamic Videos (http://bzupages.com/293-islamic-videos/)
-   -   Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay...(Molvie saying) (http://bzupages.com/f293/jadoogar-kay-jado-main-asar-ho-jata-hay-molvie-saying-6513/)

usman_latif_ch 25-10-2009 10:45 AM

Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay...(Molvie saying)
 

Agar apki Quran ki aeyaat ki in tashreehaat ko man liya jye tu iss sy yeh bat wazeh ho rahi ha k ap indirectly yeh kehna cha rahy hain k.....

Imam Bukhari , Imam Muslim or jitny bhi Mohadeseen ab tk guzray or jitny mojoud hain wo sb Mushrik hain or thy yan wo sb k sb jahil thy jo unko quran ki smjh nahi thi or na he ha jo unhon ny jado, sheetanon or jinon k mutaliq ahadees ko sahi kaha.........??

>>>>
jabkeh aesa hrgiz nahi ha wo sb Quran ko hm sb sy bohat zada achi terhan smjhny waly thy or unhon ny bohat tahqeeq k bad Sahi bukhari or Sahi muslim ko likha or tamam ummat iss bat per mutafiq bhi ha k sahi bukhari or sahi muslim kisi bhi qisam k shaq sy pak ha issi ki tamam ahadees hr eitabar sy sahi hain











.BZU. 08-11-2009 08:20 PM

Jado main asar mana lena kufar o shirk hay...
 
1 Attachment(s)
Quote:

Imam Bukhari , Imam Muslim or jitny bhi Mohadeseen ab tk guzray or jitny mojoud hain wo sb Mushrik hain or thy yan wo sb k sb jahil thy jo unko quran ki smjh nahi thi or na he ha jo unhon ny jado, sheetanon or jinon k mutaliq ahadees ko sahi kaha
Ye baat imaam bukhari , Imam Muslim jadogar kay jado main asar nahi mantay thay,jabkay un ka eman tu Allah kay rasol wala tha kay jo gham ya khushi milti hay Allah ki traf say hay, jabkay Jis banday nay wo ahades copy ki us nay khud hei jadoo (dhoka) kar kay logo ka emaan kharab karnay li ay. kuch apni traf say ahadess daal dein.
Idirectly aap tu yeh keh rahay hain kay yeh sab quran majeed ko nahi mantay thay aur kehtay thay kay Jaddo mindonillah (Allah kay siwa) nahi hay. baaqi peer,butt waghera Allah kay siwa hain

Dosari baat agar yeh ahades aap ko mil bhi gai hain kahein say. tu kia aap Ahlehadess (firqah) ki trah quran majeed ko chorna pasand karain gay...
Jaisay Is book main sehar-jadoo-main-asar-manna-kufar-aur-shirk-he-written-dr-basheer-ahmed parhain tu saaf zahir ho raha hay kay jado main asar mannay walay Quran majeed ki kitni ayat ka inkaar ho raha hay.. agr nahi kar rahay tu yeh book parh kar reply karain kay wahan par konsi baat ghalat hay.



More text added by usman
Quote:

>>>>jabkeh aesa hrgiz nahi ha wo sb Quran ko hm sb sy bohat zada achi terhan smjhny waly thy or unhon ny bohat tahqeeq k bad Sahi bukhari or Sahi muslim ko likha or tamam ummat iss bat per mutafiq bhi ha k sahi bukhari or sahi muslim kisi bhi qisam k shaq sy pak ha issi ki tamam ahadees hr eitabar sy sahi hain
http://i34.tinypic.com/nx43ua.jpg
Yeh baat bhi tu Hadees main hay.... reference bhi likha hay

Aap konsi hadees ki baat kar rahay hain, jis ka koi reference hei nahi . kay jis par poori muslim ummat mutafiq.. App SAW pr jado ka asar mannay wali ahadees par tu Imam abu haneefa ko bhi imaan nahi tha.. then how can you say tamam ummat..
.

Jabkay sirf wo ummat manti hay (jado par iman lati hay jo kehti hay kay jadoogar aur jadoo nuafa nuqsan deta hay) aur un kay li ay quran aur hadees main saaf saaf likha hay kay wo kafir hain aur mushrik hain, Yeh baat yeh Molaana bhi mantay hain. Watch above videos...again ,, pehli 2 hei daikh lain...

----------
Some Questions from 1st 2 videos
Abhi 1st 2 Video suni: Hmmm...Aik tu yeh molana sahab yeh keh rahay hain
Surah baqra ki ayat 102 main yeh keh rahay hay kay frishtoon nay kufar nahi kia. sheetano nay kufar kia jo kay logon ko jado sikhatay thay..

Then agay ye kiyon kaha ja raha he kay Frishtay logon ko jado sikhaya kartay thay. means frishton nay jado sikhanay ka kufuar kia.?
Halankay Pori islamic history chaan li ja ay tu . Yeh baat saaf saaf zahir ho jati hay kay frishtay nabiyon kay pass Allah ka peghame haq lay kar aatay hain . na kay Mushrakeen kay pass aa kar. Un ko Nabiyon kay khilaf kartay hain...

Nabi SAW par jadoo ka asar man lena.. means . Aap SAW jado zada ho gay thay. jaisa kay Maka kay mushrkeen kehtay thay...
Jab.
Khulfa Rashedeen nay Jadogaron ko zinda dafan karnay ka hukam diya (Because kay wo logon ka eman kharab kartay thay, aur kaha kartay thay hay Allah tala ki taqtain na aozbillah un jadogaron main aa gai hain)
tu tab wahan un jadogaron ka jado kahan giya tha..
tab bhi jadogar apnay jado kay asar say apnay aap ko bacha saktay thay na.

ya phir yeh man na paray ga kay jadogaron kay jado ka koi asar nahi hota hay. Balkay Allah tala jo marzi karay wohi hota hay...

Jadogar kia. Muhammad kareem SAW bhi apnay nafa nuksaan ka kuch ekhtiyar nahi rakhtay thay. jaisa kay surah Jin 19 to 23 main... tu jadogar (aik kafir insan) kaisay kisi kay oper jado kar kay nuksan pohuncha sakta hay?aur wo bhi Muhammad Kareem SAW ko takleef... Jin kay li ay Allah nay yeh kaha hay kay.
see here:
Even kay... Surah baqrah ki ayat 102 main saaf saaf likha hay kay saleman A.S kay zamnay main sheetan loog jo kay jadoo kay kalemaat sikha kartay thay. un kay wo kalemaat un ko koi nafa nahi dete thay..wahan jo kuch bhi hota tha jadoo kay kalemat say nahi balkay Allah kay hukum say hota tha. tu phir yeh kaisay mana ja sakta hay kay nabi SAW par naozbillah Jado ka asar ho giya tha aur aap jado say bimar ho gay thay ?

piyary nabi SAW par koi jado ka asar nahi huya. balkay yeh kay. Jo bhi takleef App SAW par aa e wo tu Allah tala ki traf say hei thei. kisi jadogar kay jantar mantar ki traf say nahi...



Video 2:
jab Allah tala nay itna keh diya hay kay...
Surah baqra 102 main kay jado kay kalemaat say koi nafa nuqsan nahi ho sakta.jado mushrakeen ka amal hay.

tu yeh baat bhi theek ho gai kay Youn lagnay laga kay jadoo ki waja say rasiyan dornay lagi hain.(as jado say koi nafa milta hei nahi ) Asal main jado ki waja say aisa kuch nahi huya tha kay wo real main saanp ban gay ay thay.but wo rasiyan aisay feel ho rahi thei.


LOL:
Molana sahab ka kia eman nay Agar jado main asar na hota tu Allah tala jado karnay say mana na farmatay.
It means kay Jaisa kay Kafiron ka emaan hay kay Un ko butt dete hain/taweez deta hay/ kali kamlee wala deta hay/darbar ka zinda peer deta hay (but Allah nay humain in say mangnay say mana farmaya hay..)
tu agar Allah nay humain un say mana farmaya hay. it means naozbillah mushrakeen kay maobood khud atta kartay hain (jaisa kay Antar mantar sho phoo...)...agar mushrakeen kay mabood Atta nahi kartay tu. Un ki poja karnay say rooka nahi jata..kabroon par sajda karnay say rooka nahi jata...(LOL):th_malismajlic:


Jab aap keh rahay hain kay. agar koi aqeeda rakhay kay jado say nafa aur nuksan ho sakta hay yeh . wo kufar aur shirk hay.(Yeh hadees Molana sahab nay khud quote ki hay)

Then agr koi yeh Aqeeda rakhay kay.Muhammad SAW par Yahoodi kay jado ka asar ho giya tha, to wo bhi kafir ho giya.
jaisa kay (Munkir e quran aur hades loog) Ammi Ayesha R.A say rewayat kar kay sabit kar rahay hain...kay un ka yeh aqeeda tha kay. App SAW ko Allah ki traf say takleef nahi aa e balkay jadogar kay jado ki traf say takleef mili thi.

Jab jado say Adami ki moot waqay hona man lia (
Aur jin sab ka aap zikar kar rahay hain.)Jaisa ka Quran aur hadees main wazah likha hay kay yeh sab Mushrakeen kay acts thay kay jado say yeh ho jata hay wo ho jata hay.(kisi jaga par quran main yeh nahi hay kay muslamno ka emaan tha kay jado say jadogar yeh kar deta ay wo kar deta hay)
tu yeh jado par emaan ho giya..
Jaddo nay quran ki haqeqet biyan ki tu he na ke. jadoo mehiz jadogar ka fareeb hay . :(surah taha69

Surah Nisa 51,52 main Saaf saaf likha hay kay jo jado aur taghoot par eman lay aa ay . un par Allah ki lanat hay..
Aur aap nay jo hadees quote ki hay un ka koi # aap nay quote hei nahi kia. why? yeh khud say banai gai hay isli ay nahi kia kiya?

Jadoo ki haqeqat sirf itni hay kay wo aik Trick hay. jaisa kay Magic show main hota hay.
Is kay ilawa agar koi aur haqeqat hay tu wo sirf Kafiron/Yahodiyon aur mushrakeen ka emaan hay.. kay yeh ho jata hay . wo ho jata hay waghera waghera.


Yeh muslamano ka emaan nahi.kay jadoo main asar he.
App nay quran majeed ki jo bhi ayat peesh ki hain. us main sab kafir/mushrik ka zikar kia hay kay wo mantay thay kay yeh ho jata hay wo ho jata hay. Kahin pr ye nai likha ke falan muslan mante the k asar he.
See Surah taha 69:
Firoon kay jadogaron nay tu maan lia tha kay jado main koi asar nahi hay.un ka apna kia giya jado sirf dhoka fareeb tha, isliay wo tu sajday main gir paray thay. But afsoos, Ajj ki ummat.APP SAW ko bhi Sehar Zada bana dia.
-----------------------------


usman_latif_ch 08-11-2009 09:00 PM

Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay...
 
Quote:

Ye baat imaam bukhari , Imam Muslim jadogar kay jado main asar nahi mantay thay,jabkay un ka eman tu Allah kay rasol wala tha kay jo gham ya khushi milti hay Allah ki traf say hay, jabkay Jis banday nay wo ahades copy ki us nay khud hei jadoo (dhoka) kar kay logo ka emaan kharab karnay li ay. kuch apni traf say ahadess daal dein.
Yani wo ahadees Imam bukhari or imam muslim ny nahi quote kien...yeh kehna cha rahi hain ap
ok tu phir kis ny quote kien Sahi bukhari or Sahi muslim kis ny likhi ha....? Name batayein wska
:help:

.BZU. 08-11-2009 09:18 PM

Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay...
 
Quote:

Originally Posted by usman_latif_ch (Post 13801)
Yani wo ahadees Imam bukhari or imam muslim ny nahi quote kien...yeh kehna cha rahi hain ap
ok tu phir kis ny quote kien Sahi bukhari or Sahi muslim kis ny likhi ha....? Name batayein wska
:help:

Abh mujhay kia pata aap kay pass jo book hay us kay composer ka kia naam hay? us main likha ho ga parh lijiay ga..

usman_latif_ch 08-11-2009 09:31 PM

Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay...
 
Quote:

Originally Posted by .BZU. (Post 13802)
Abh mujhay kia pata aap kay pass jo book hay us kay composer ka kia naam hay? us main likha ho ga parh lijiay ga..


"Sahi Al-Bukhari
" by (Imam Al Bukhari) duniya k kisi bhi hisay sy ly layn sb mein ek haraf ki bhi change nahi ha chahy koi bhi composer ho,aesy he Sahi Al Muslim ha in k elawa books mein ahadees pr ekhtelaf ha magar in pr tu kisi ko bhi kisi ek single hadees pr kisi bhi mohadas ko aj tk ektelaf nahi hwa
Quran k bad agr koi sahi ha tu wo Sahi Bukhari ha or phir Sahi Muslim in books pr tu duniya mein kisi bhi muslims groups mein ikhtelaf nahi ha

.BZU. 08-11-2009 09:59 PM

Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay...
 
Quote:

Originally Posted by usman_latif_ch (Post 13803)

"Sahi Al-Bukhari
" by (Imam Al Bukhari) duniya k kisi bhi hisay sy ly layn sb mein ek haraf ki bhi change nahi ha chahy koi bhi composer ho,aesy he Sahi Al Muslim ha in k elawa books mein ahadees pr ekhtelaf ha magar in pr tu kisi ko bhi kisi ek single hadees pr kisi bhi mohadas ko aj tk ektelaf nahi hwa
Quran k bad agr koi sahi ha tu wo Sahi Bukhari ha or phir Sahi Muslim in books pr tu duniya mein kisi bhi muslims groups mein ikhtelaf nahi ha

hah...
us ko jis nay compose kia hay us ka name bhi likha hoga, aur jis nay compose kia ay us nay yeh ahadees likhi hain.. Imam bukhari nay nahi...
So you are ehle hadess. Quran ko nahi manna aur Imam Bukhari aur Muslim ki sahi/zaeef ahadees ko mannna farz hay.. (Zaeef hadess wo hoti hay jo quran majeed ka nafi karti hay)


Main nay tu opper bataya hay kay in alama nay apni khatab kay 1st 2 parts main quran majeed ki konsi ayat ki nafi ki hay. Abh aap hei bata dain kay kia yeh quran ki nafi hay ya kia hay?

Also read Ayat here:
sehar-jadoo-main-asar-manna-kufar-aur-shirk-he-written-dr-basheer-ahmed Quran ki ayat ka khula kufar... aur kia ho sakta hay...:tearyeyed:


usman_latif_ch 08-11-2009 10:28 PM

Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay...
 
Quote:

Originally Posted by .BZU. (Post 13804)
So you are ehle hadess. Quran ko nahi manna aur Imam Bukhari aur Muslim ki sahi/zaeef ahadees ko mannna farz hay.. (Zaeef hadess wo hoti hay jo quran majeed ka nafi karti hay)


Main nay tu opper bataya hay kay in alama nay apni khatab kay 1st 2 parts main quran majeed ki konsi ayat ki nafi ki hay. Abh aap hei bata dain kay kia yeh quran ki nafi hay ya kia hay?

Also read Ayat here:
sehar-jadoo-main-asar-manna-kufar-aur-shirk-he-written-dr-basheer-ahmed Quran ki ayat ka khula kufar... aur kia ho sakta hay...:tearyeyed:


I am just a muslim not ahle hadees or munkar e ahadees
mein imam bukhari nahi quran or sahi ahadees ko manta hn sirf or na quran ka or na he Sahi ahadees ka inkar kerta hn

.BZU. 08-11-2009 10:32 PM

Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay...
 
Quote:

Originally Posted by usman_latif_ch (Post 13807)
I am just a muslim not ahle hadees or munkar e ahadees
mein imam bukhari nahi quran or sahi ahadees ko manta hn sirf or na quran ka or na he Sahi ahadees ka inkar kerta hn

Tu jado main asar mannay walay tu itni saari ayat ka inkaar kartay hain.kuch tu main nay isi thread min bhi share ki hain... baaqi aap khud quran majeed main bhi daikh saktay hain.

Aap bhi jado main asar mantay hain. sirf isliay kay kisi composer nay Bukhari shareef aur Muslim shareef main quran majeed ki nafi kar kay likh diya hay
...

usman_latif_ch 08-11-2009 10:50 PM

Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay...
 
Quote:

Originally Posted by .BZU. (Post 13808)
Tu jado main asar mannay walay tu itni saari ayat ka inkaar kartay hain.kuch tu main nay isi thread min bhi share ki hain... baaqi aap khud quran majeed main bhi daikh saktay hain.

Aap bhi jado main asar mantay hain. sirf isliay kay kisi nay Bukhari shareef aur Muslim shareef main quran majeed ki nafi kar kay likh diya hay
...


Mujhay kisi ka nahi pata waise tu log booton ki pooja bhi kerty hain tu mein ny unka thaka liya hwa ha mein kisi aeyat ka inkar nahi kerta na he jado mein asar manta hn magar...

http://bzupages.com/attachments/1061...hat-shirk2.gif
Koi bhi shaks kuch nahi kr sakta kisi insan ko kya ek makhi ka par bhi nahi tore sakta
Laqin Allah chahy tu kisi ka bhi nuqsan kr sakta ha kisi bhi zaryeh sy or yeh sirf Allah logon ki azmaesh k liye kerta ha
Allah kafir/mushrik ki bhi sunta ha or muslim ki bhi
Allah kafir/mushrik ko bhi atta kerta ha or muslim ko bhi
jesy Allah booton ko mannay walon ko attaa kerta ha booton k zaryeh jabkeh kafir or mushrik ka akhrat mein koi hissa nahi hoga unka thikana jahanum ha

---------- Post added at 10:50 PM ---------- Previous post was at 10:43 PM ----------

Quote:

Aap bhi jado main asar mantay hain. sirf isliay kay kisi nay Bukhari shareef aur Muslim shareef main quran majeed ki nafi kar kay likh diya hay...
Bukhari or muslim Imam bukhari or Imam Muslim ny likhi ha magr mein bukhari or muslim nahi Sahi Ahadees ko manta hn or SAhi bukari or Muslim ki tamam ahadees sahi ha or koi bhi hadees quran sy nahi takrati magr apki tashreeh sy takrati ha.....kyoun k yeh ahadees na mein ny likhi hain na kisi or ny khud sy likhi hain
agar ap k nazdeeq takrati hain
tu phir keh kyoun nahi dety wo sb( Imam Muslim or Bukhari) mushrik hain jinhon ny Sahi bukhari or muslim likhi ha or jin mohadeseen ny bad mein bhi issko sahi kaha wo sb bhi
kyoun k agar imam bukhari ny jan boojh kr issko sahi likha ha tu do he batain ho sakti hain yan tu wo mushrik thy yan phir unko quran nahi ata tha wo jahil thy jo unko pata nahi chala k yeh ahadees quran sy takrati hain

>>>>jabkeh aesa hrgiz nahi ha wo sb Quran ko hm sb sy bohat zada achi terhan smjhny waly thy or unhon ny bohat tahqeeq k bad Sahi bukhari or Sahi muslim ko likha or tamam ummat iss bat per mutafiq bhi ha k sahi bukhari or sahi muslim kisi bhi qisam k shaq sy pak ha issi ki tamam ahadees hr eitabar sy sahi hain

Quran mein yan kisi sahi hadees mein kahin nahi likha k jado mein asar manana koofar ha yan shirk ha balkeh iss k kerny walon ko kafir yan mushrik kaha ha

.BZU. 08-11-2009 10:55 PM

Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay...
 
1 Attachment(s)
Quote:

Originally Posted by usman_latif_ch (Post 13810)



Koi bhi shaks kuch nahi kr sakta kisi insan ko kya ek makhi ka par bhi nahi tore sakta
Laqin Allah chahy tu kisi ka bhi nuqsan kr sakta ha kisi bhi zaryeh sy or yeh sirf Allah logon ki azmaesh k liye kerta ha
Allah kafir/mushrik ki bhi sunta ha or muslim ki bhi
Allah kafir/mushrik ko bhi atta kerta ha or muslim ko bhi
jesy Allah booton ko mannay walon ko attaa kerta ha booton k zaryeh jabkeh kafir or mushrik ka akhrat mein koi hissa nahi hoga unka thikana jahanum ha

Uf Allah; abh Allah ka shareek yahan tak aap nay bana lia kay Allah Button kay zariye deta hay,Jabkay Allah tala nay kaha hay kay main khud deta hon. Butt jin say wo mangaty hain wo nafa aur nuqsaan pohuncha hei nahi saktay ..:smiley_notworthy:
Means aap yeh bhi kehtay hain kay button ki poja karna bhi haq hay... jaisay jado main asar mannna haq hay..
,:cry: Sirf isliaye kay aap jado kay asar ko mann kar Muhammad SAW par jado ka asar sabit karna chah rahay ho..:slap1: Aur Imam bukhari ki zaeef ahadees ko sacha sabit karnay kay li ay..

aur
Aap SAW ko Jado zada majnoon kehnay ki koshish kar rahay ho, kay App SAW par kuch arsa tak jado ka asar raah aur aap naoazbillah Majnon ho gay,aur unhain kisi bhi cheez ka pata bhi nahi chlata tha..(ilzamat ki bhi had hoti hay)

Quote:

Bukhari or muslim Imam bukhari or Imam Muslim ny likhi ha magr mein bukhari or muslim nahi Sahi Ahadees ko manta hn or SAhi bukari or Muslim ki tamam ahadees sahi ha or koi bhi hadees quran sy nahi takrati magr apki tashreeh sy takrati ha.....
Kis nay kaha hay nahi takrati ...

Kia jaado/jadogar Mindo nillah (Allah kay siwa nahi hay?)


Attachment 10847

Quote:

Quran mein yan kisi sahi hadees mein kahin nahi likha k jado mein asar manana koofar ha yan shirk ha balkeh iss k kerny walon ko kafir yan mushrik kaha ha
yeh tu bilkul wohi logic batai hay aap nay kay, islam main butoon ki poja karnay say mana farmya giya hay tu hum button ki poja nahi kartay , but humain yeh mana farz hoga kay butt Allah ki trah hindoon ko atta kartay

Quote:

tu phir keh kyoun nahi dety wo sb( Imam Muslim or Bukhari) mushrik hain jinhon ny Sahi bukhari or muslim likhi
Agar Aap un par ilzam laga rahay ho kay unhon nay kufar kia, aur Jadogar ko Mindo nillah (Allah kay siwa) Nahi mana tu theek hay kaho Lagao Ammi Ayesha R.A par bhi ilzam aur Dosari Khulfa e Rashdeen par bhi. Jinhon nay jadgaron ko qatal ka hukum diya because kay wo Allah ka shareek thehratay tha...

Mujhay koi faraq nahi parta...


usman_latif_ch 08-11-2009 11:03 PM

Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay...
 
Quote:

Originally Posted by .BZU. (Post 13812)
Uf Allah; abh Allah ka shareek yahan tak aap nay bana lia kay Allah Button kay zariye deta hay,Jabkay Allah tala nay kaha hay kay main khud deta hon. Butt jin say wo mangaty hain wo nafa aur nuqsaan pohuncha hei nahi saktay ..:smiley_notworthy:

,:cry: Sirf isliaye kay aap jado kay asar ko mann kar Muhammad SAW par jado ka asar sabit karna chah rahay ho..:slap1: Aur Imam bukhari ki zaeef ahadees ko sacha sabit karnay kay li ay..

[/SIZE]
Kis nay kaha hay nahi takrati ...

Kia jaado/jadogar Mindo nillah (Allah kay siwa nahi hay?)



Mujhy sabit kerny sy kya milay ga janab

mein tu apko haqeeqat bata raha hn jo mere mutabiq sahi ha wo bata raha hn
Mein ny yeh nahi kaha k Boot dety hain mein ny kaha ha boot kya , jado ghar ap , or mein kuch bhi nahi kr sakty jab tk allah na chahy

or Allah kafir/mushrik logon ko booton sy deta ha matalb yeh ha mera k wo Allah ko nahi manty laqin booton sy mangty hain laqin phir bhi Allah unko deta ha bhookha tu nahi marta na

.BZU. 08-11-2009 11:29 PM

Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay...
 
1 Attachment(s)
Quote:

Originally Posted by usman_latif_ch (Post 13814)
Mujhy sabit kerny sy kya milay ga janab

mein tu apko haqeeqat bata raha hn jo mere mutabiq sahi ha wo bata raha hn
Mein ny yeh nahi kaha k Boot dety hain mein ny kaha ha boot kya , jado ghar ap , or mein kuch bhi nahi kr sakty jab tk allah na chahy

or Allah kafir/mushrik logon ko booton sy deta ha matalb yeh ha mera k wo
Allah ko nahi manty laqin booton sy mangty hain laqin phir bhi Allah unko deta ha bhookha tu nahi marta na

Tu Allah deta hay na. Butt to nahi detay na..

Tu button say mangna/ ya yeh baat manana kufar aur shirk hay kay butt Bhook mitatay hain...

Yeh baat bhi mannna kufar aur shirk hay jadogar kay jadoo say nafa nuqsaan hota hay.. Jaisay kay quran majeed aur hadees main hay...
See your videos is main hay; main nay nahi kaha. Yeh in molana nay apni videos main khud bola hay...jo kay sach hay


Quran majeed main tu jado kay baaray main yeh kay parh loo. khud..:tremblelip:




Attachment 10848


Waisay chhotay text main bhi likha huya nazar aa raha hay... bara aur red karnay ki koi zarorat nahi hay..
aur apni posts edit kar nay dobara new content add karnay ki zarorat nahi hay. next post kar diya karain..:1tongue:

usman_latif_ch 08-11-2009 11:36 PM

Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay...
 
Quote:

Originally Posted by .BZU. (Post 13812)
Agar Aap un par ilzam laga rahay ho kay unhon nay kufar kia, aur Jadogar ko Mindo nillah (Allah kay siwa) Nahi mana tu theek hay kaho Lagao Ammi Ayesha R.A par bhi ilzam aur Dosari Khulfa e Rashdeen par bhi. Jinhon nay jadgaron ko qatam ka hukum diya because kay wo Allah ka shareek thehratay tha...

Mujhay koi faraq nahi parta...



mein tu ilzam nahi laga raha ap sy poch raha hn ap unko mushrik bana rahy ho tu poch raha h k ap k nazdeeeq wo mushrik thay yan unko quran nahi ata tha jo apko aj zada aa gaya ha kyoun k yeh ahadees tu unhon ny he kahi hain mein ny yan kisi or ny apny pass sy nahi likhi or hazaroon mohadeesn ny tahqeeq bhi ki ha inki sanad bilkul sahi ha
so isska matlab ha apki tashreeh shirk rakhti ha na Allah ka quran na yeh Sahi ahadees


---------- Post added at 11:36 PM ---------- Previous post was at 11:34 PM ----------

Quote:

Yeh baat bhi mannna kufar aur shirk hay jadogar kay jadoo say nafa nuqsaan kufar shirk hay.. Jaisay kay quran majeed aur hadees main hay...
http://bzupages.com/attachments/1061...hat-shirk2.gif

Allah ny jado k bare mein aeyat mein yeh kaha ha booton k bare mein kahin nahi kaha k agar mein chahon tu unko ikhteyar dy don k wo ata kr dayn

usman_latif_ch 08-11-2009 11:43 PM

Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay...
 
1 Attachment(s)
Attachment 10849

yahan Allah keh raha ha or phanki unhon ny apni rasiyan or phir kya moosa (A.S) ko rasiyan sanp nazar any lag gye kya Allah jhoot bol raha ha k unhon ny apni rasiyan phanki or wo sanp ban gye
phir Allah ny mosa (A.S) k "assa" sy sare sanp nigalwa liye

rasiyan sanp kaise bani...?
Yeh tu Allah khud keh raha ha k phanki unhon ny apni rasiyan


.BZU. 08-11-2009 11:57 PM

Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay...
 
Quote:

Originally Posted by usman_latif_ch (Post 13817)

mein tu ilzam nahi laga raha ap sy poch raha hn ap unko mushrik bana rahy ho tu poch raha h k ap k nazdeeeq wo mushrik thay yan unko quran nahi ata tha jo apko aj zada aa gaya ha kyoun k yeh ahadees tu unhon ny he kahi hain mein ny yan kisi or ny apny pass sy nahi likhi or hazaroon mohadeesn ny tahqeeq bhi ki ha inki sanad bilkul sahi ha
so isska matlab ha apki tashreeh shirk rakhti ha na Allah ka quran na yeh Sahi ahadees

Aap is ka kia tashreeh karo gay? jo main nay neechay quran majeed ki ayat post ki hain?
aap quran majeed ki tu baat kar hei nahi raahay hain.. bas imam imaam lagai hoi hay..kay wo yeh thay wo thay,

agar unhon nay quran kay khilaf khud likha hay tu wo mushriq hain. Because Jo Allah ki kitab ko jhutlata hay wo muslim nahi ho sakta. but yeh bhi hay kay yeh unhon nay nahi likha ho ga, even kay aap nay Ayesha R.A ko bhi Yeh saabit kar diya hay kay wo Bhi yeh manti thei kay..

Mindonillah (Allah kay siwa)main Jadogar aur jaddo nahi aata...

Abh aap in ayat ki apni trah say tashreeh kar kay bata ain... Hadees ko filwaqt aik traf rakhain . because aap kehtay hain kay aap quran ko pehalay mantay hain then Hadees ko...


http://bzupages.com/attachments/1084...rah-younis.jpg

http://bzupages.com/attachments/1084...shobda-hay.jpg


http://bzupages.com/attachments/1084...younis-107.jpg






http://www.asanquran.com/Quran/Pages/Images/141.gif


http://bzupages.com/attachments/1068...38-taha-69.gif



Quote:

Originally Posted by usman_latif_ch (Post 13817)

http://bzupages.com/attachments/1061...hat-shirk2.gif

Allah ny jado k bare mein aeyat mein yeh kaha ha booton k bare mein kahin nahi kaha k agar mein chahon tu unko ikhteyar dy don k wo ata kr dayn

Read it again. yeh nahi likha kay jadogar ko ikhtyar diya hay. balkay yeh zaror likha hay kay un kay jado say koi faida nahi hota hay..
Agar Allah kahay, kay jado say koi faida nahi hota tu yeh tu musalmano ko yeh manana Theek rahay ga kay Jadoo (Kufriya kalemat say faida nuqsan hota hay)

Tu kia
Jado Allah kay siwa nahi hay? ya Allah hay?


Quote:

http://bzupages.com/attachments/1084...shobda-hay.jpg

yahan Allah keh raha ha or phanki unhon ny apni rasiyan or phir kya moosa (A.S) ko rasiyan sanp nazar any lag gye kya Allah jhoot bol raha ha k unhon ny apni rasiyan phanki or wo sanp ban gye
phir Allah ny mosa (A.S) k "assa" sy sare sanp nigalwa liye

rasiyan sanp kaise bani...?
Yeh tu Allah khud keh raha ha k phanki unhon ny apni rasiyan

Allah nay nahi kaha kay Rasiyan Saanp ban gai. Yeh tu aap ki tashreeh keh rahi hay... kay wo Asal main saanp ban gai thein
aur wo jadogar Saanp bananay main kamiyab ho gay thay...
Halankay ye Allah ki Sifat hay kay wo kisi cheez main Rooh dal day.
Oper aap keh rahay hain kay insan aik makhi bhi nahi bana saktay aur idhar keh rahay hain kay Saanp bana liaye they


---------- Post added at 11:57 PM ---------- Previous post was at 11:46 PM ----------

Quote:

Quran mein yan kisi sahi hadees mein kahin nahi likha k jado mein asar manana koofar ha yan shirk ha balkeh iss k kerny walon ko kafir yan mushrik kaha ha
LOL

Un ko mushrik isi li ay kaha hay na kay wo Shirk kartay hain..
Aisay thori keh diya hay kay wo mushrik hay.. ya mushrik ki koi aur definition hay ?

Wo jado kar kay Allah ka shreek hei Thehratay hain tu isili ay tu kaha huya hay kay shirk aur kufar hay...

You again added more text in your post.. you must reply. instead of editing old replied thread..

usman_latif_ch 09-11-2009 12:11 AM

Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay...
 
http://bzupages.com/attachments/1084...rah-younis.jpg

Allah tallah keh raha ha k Allah k elawa koi kisi ko kuch nahi keh sakta or jo yeh manta ha k Allah k elawa koi kuch ker sakta ha tu wo zalimon mein sy ha
or yehi mera manna ha k ap yan mein bhi kuch nahi ker sakty kisi ka nuqsan nahi ker sakty magar Allah chahy tu


http://bzupages.com/attachments/1084...shobda-hay.jpg
yahan Allah keh raha ha or phanki unhon ny apni rasiyan or phir kya moosa (A.S) ko rasiyan sanp nazar any lag gye kya Allah jhoot bol raha ha k unhon ny apni rasiyan phanki or wo sanp ban gye
phir Allah ny mosa (A.S) k "assa" sy sare sanp nigalwa liye

rasiyan sanp kaise bani...?
Yeh tu Allah khud keh raha ha k phanki unhon ny apni rasiyan or agar unhon ny trick sy kahin sanp chupaye thy jesa ap kehty ho tu ap yeh sabit kr rahy ho k Allah k nabi dhokha kha gye mushrikon sy jo un ko pata nahi chala



http://www.asanquran.com/Quran/Pages/Images/141.gif
Allah shirk ko kabhi maf nahi kery ga issi liye Allah ny booton or jado kerny walon ko kaha ha kyoun k wo yeh sabit kr rahy hoty hain k sb kuch hm ny kiya ha jab keh wo tu ek makhi ko bhi nuqsan pohchny ki taqat nahi rakhty magar Allah unki azmayeh k liye k yeh mujh pr iman laty hain yan apni jhooti taqat pr allah un k jado sy kisi ka nuqsan kr sakta ha



http://bzupages.com/attachments/1068...38-taha-69.gif


Allah tallah jado ghar ko nakam kr k bataty hain k wo kabhi kamyab nahi ho sakta kyoun k Asal taqat tu allah ki ha wo tu asal mein kuch kr he nahi sakta jab k sb allah he kerta ha

jab unhon ny apni rasiyan phanki tu mosa (A.S) ko wo laga jesy wo dhore rahi hain tu unhon ny khof mehsoof kiya tu allah ny kaha mat daro or phanko apna asa ......

---------- Post added at 12:11 AM ---------- Previous post was at 12:08 AM ----------

Quote:

Allah nay nahi kaha kay Rasiyan Saanp ban gai. Yeh tu aap ki tashreeh keh rahi hay... kay wo Asal main saanp ban gai thein
aur wo jadogar Saanp bananay main kamiyab ho gay thay...
mein nahi keh raha mein tu ap sy yehi poch raha hn janab

BSIT07-01 09-11-2009 12:24 AM

Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay...
 
Quote:


Quote:

Allah nay nahi kaha kay Rasiyan Saanp ban gai. Yeh tu aap ki tashreeh keh rahi hay... kay wo Asal main saanp ban gai thein
aur wo jadogar Saanp bananay main kamiyab ho gay thay...
mein nahi keh raha mein tu ap sy yehi poch raha hn janab
iss ka answer to simple iss main hay /..
http://bzupages.com/attachments/1084...shobda-hay.jpg

That was just a "Jhota Shoabda"...

.BZU. 09-11-2009 12:48 AM

Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay...
 
Quote:

Allah tallah keh raha ha k Allah k elawa koi kisi ko kuch nahi keh sakta or jo yeh manta ha k Allah k elawa koi kuch ker sakta ha tu wo zalimon mein sy ha
Tu is se tu yeh baat bhi zahir ho jati hay kay . jo yeh imaan rakhay ga kay. jadogar apnay jado. antar mantar shoo sharap. Phoo, akar bakar banmbay boo waghera waghera .( jaisay Ainak walay jin main jadogar kar rahay hotay thay :) ) say bhi kuch nahi kar saktay.aur jo yeh manta hay kay kar saktay hain wo zalim hain..
but aap ki sab behis kiyon......

Quote:

yahan Allah keh raha ha or phanki unhon ny apni rasiyan or phir kya moosa (A.S) ko rasiyan sanp nazar any lag gye kya Allah jhoot bol raha ha k unhon ny apni rasiyan phanki or wo sanp ban gye
phir Allah ny mosa (A.S) k "assa" sy sare sanp nigalwa liye

Pooray quran main kahin nahi likha huya hay kay rasiyan saanp bani thei. But wo jadogaron ka yehi moqaf tha kay unhon nay saanp bana li ay hain. but jab unhon nay daikha kay un ka jado (jhota shobada) pakra gia hay tu wo sab kay sab muslim ho gay. Allah un jadogaro ko janat naseeb karay jo jado par nahi balkay Allah par emaan lay aa ay thay ;)


Quote:

Allah shirk ko kabhi maf nahi kery ga issi liye Allah ny booton or jado kerny walon ko kaha ha kyoun k wo yeh sabit kr rahy hoty hain k sb kuch hm ny kiya ha jab keh wo tu ek makhi ko bhi nuqsan pohchny ki taqat nahi rakhty magar Allah unki azmayeh k liye k yeh mujh pr iman laty hain yan apni jhooti taqat pr allah un k jado sy kisi ka nuqsan kr sakta ha
Tu is say bhi yehi sabit huy na kay jadogar kay jado say kuch bhi nahi huya. Allah nay khud hei wo kaam ka hukum diya huya hota he , jadogar kisi bhi kisam ka nafa aur nuqsan nahi rakhta..
jaisa ke jado ke qaeleen ka imaan he... :(



-=-------------------------==--------------------------------===-----------------------------=====--------------------


Tamnat Bilkhair...:thumbup:

usman_latif_ch 09-11-2009 12:55 AM

Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay...
 
1 Attachment(s)
Quote:

Originally Posted by BSIT07-01 (Post 13826)
iss ka answer to simple iss main hay /..
http://bzupages.com/attachments/1084...shobda-hay.jpg

That was just a "Jhota Shoabda"...

Jee han bilkul...i agreed 100%

Attachment 10850

so sabit hwa jado ghar agar jhoota shobda kery tu ws sy kisi ko bhi yeh mehsoos ho sakta ha k wo rasiyan dhore rahi hain yani hain wo asal mein rasiyan or insan ho or chahy koi Nabi bhi ko lag sakta ha k wo rasiyan dhore rahi hain or wo iss wajha sy dar bhi saktay hain
is it....?
koi galti tu nahi hwi na apki interpretation smjhny mein...?

.BZU. 09-11-2009 12:59 AM

Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay...
 
11 Attachment(s)
Quote:

Originally Posted by usman_latif_ch (Post 13829)
Jee han bilkul...i agreed 100%

Attachment 10850

so sabit hwa jado ghar agar jhoota shobda kery tu ws sy kisi ko bhi yeh mehsoos ho sakta ha k wo rasiyan dhore rahi hain yani hain wo asal mein rasiyan or insan ho or chahy koi Nabi bhi ko lag sakta ha k wo rasiyan dhore rahi hain or wo iss wajha sy dar bhi saktay hain
is it....?


Waisay aap ko chahaye tha kay Us khoof wali ayat kay agay wali ayat bhi paste kartay, Takay Sab baat clear ho jati ...
Jaisay..yeh wali ayat...
Attachment 11620
Dosari baat jab aap is baat say 100% agree kar rahay ho, kay jadogar ka jado aik jhota shobda hota hay,tu is ayat ko aap jadogar kay jado main asar manna nay kayliye laga hei nahi sakti,But i do not know aapki aisi interpretation kiyon he keh....

jadgar apnay kufria kalemat say kisi ko takleef dene ka ikhtiyar rakhta hay, kisi kay dil main khoof dalnay ka ikhtiyar rakhata hay. aur us jadogar ko yeh ikhtyar Allah nay as a gift diya huya hay.




I can show you a Rope like a snake. Jadogar tu door ki baat..
I myself can do it ... but hadees kay mutabiq yeh karna bhi haram hay.

Magic say tu jism bhi kaat sakta hay jadogar. aap ko videos dikhai tu hay...
Quote:

Originally Posted by usman_latif_ch (Post 13829)
koi galti tu nahi hwi na apki interpretation smjhny mein...?

Humain interprate karnay ki tu koi zarorat nahi hay...



Quote:

Originally Posted by usman_latif_ch (Post 13829)
rasiyan sanp kaise bani...?

Interprate tu yeh alama sahab kar rahay ho kay rasiyan saanp ban gai thei. aur jadogar jo kay sajda main gir kar muslan ho gay thay inhon nay saanp bana li ay thay

usman_latif_ch 09-11-2009 10:23 AM

Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay...
 
wo asal mein rasiyan thein jesi uper deikhai apny or dhore rahi thein aesa lag raha tha mosa(A.S) ko, or wo dar gye aesi rasiyon sy......or phir un k "assa" ny aesi dhokay wali rasiyoun ko nigla allah k hukam sy(yani allah ny aesi jhooti rasiyoun ko khanay k liye hazrat mosa(A.S) k "ASSA" sy aesi jhooti rasiyoun ko khaya kyoun k agar aesa na hota tu wo jhooti rasiyan naozbilah nuqsan pohchti issi liye khaya na allah ny yan kisi or wajha sy....?
yani jado ghar agar jhoota shobda kery tu ws sy kisi ko bhi yeh mehsoos ho sakta ha k wo rasiyan dhore rahi hain yani hain wo asal mein rasiyan or insan ho or chahy koi Nabi bhi ko lag sakta ha k wo rasiyan dhore rahi hain or wo iss wajha sy dar bhi saktay hain yani jado dhokha ha sirf or insan yan nabi bhi dhokha kha gye(nazar ka dhoka mushrikon sy or allah k nabi ko pata nahi chala k wo asal mein rasiyan hain tabhi wo dar gye kyoun k unko laga k wo dhore rahi hain)...?
is it....?

.BZU. 09-11-2009 03:57 PM

Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay...
 
1 Attachment(s)
Quran majeed kay muqabalay main bachon walay question kr rahay hain aap..
Yeh main nay nahi kaha Allah nay kaha hay...
Allha paak ko Kooso ,, kay Allah tu nay mere Molvi ki baat ko ghalat kiyon kaha hay..

Mere questions ka answers aap nay di ay hei nahi.apnay questions baray ho rahay hain. mere answer tu dain pehlay


---------------
Quote:

Originally Posted by usman_latif_ch (Post 13834)
wo asal mein rasiyan thein jesi uper deikhai apny or dhore rahi thein aesa lag raha tha mosa(A.S) ko, or wo dar gye aesi rasiyon sy......or phir un k "assa" ny aesi dhokay wali rasiyoun ko nigla allah k hukam sy(yani allah ny aesi jhooti rasiyoun ko khanay k liye hazrat mosa(A.S) k "ASSA" sy aesi jhooti rasiyoun ko khaya kyoun k agar aesa na hota tu wo jhooti rasiyan naozbilah nuqsan pohchti issi liye khaya na allah ny yan kisi or wajha sy....?


Yahan par yeh baat kiyon nahi man saktay kay, Allah daikhana chahata tha kay , Un ka jhota shobda hay aur , Allah ka mojza jhota nahi hay...Jaisa kay Allah paak khud is baat ki daleel day rahay hain, Surah Younus main 76,77 main likha hay,


Attachment 10860


Quote:

yani jado ghar agar jhoota shobda kery tu ws sy kisi ko bhi yeh mehsoos ho sakta ha k wo rasiyan dhore rahi hain yani hain wo asal mein rasiyan or insan ho or chahy koi Nabi bhi ko lag sakta ha k wo rasiyan dhore rahi hain or wo iss wajha sy dar bhi saktay hain yani jado dhokha ha sirf or insan yan nabi bhi dhokha kha gye(nazar ka dhoka mushrikon sy or allah k nabi ko pata nahi chala k wo asal mein rasiyan hain tabhi wo dar gye kyoun k unko laga k wo dhore rahi hain)...?
is it....?

Yeh behis kiyon ka rahain hain kay , Falan ko pata nahi chala tha kay rasiyan hay.. Allah tumhain keh keh kay thak ja ay kay rasiyan thein, aur un ka jhota shobda tha.kufria kalemat say loog kisi ka kuch nahi bigaar sakty thay..

aap sab behis kar rahay ho kay. nabi ko yeh ho giya tha wo ho giya tha...nabi ko pata nahi chala tha,
Nabi Alamulghaib nahi hota, yeh bhi ho sakta hay kay shyad Mossa A.S isli ay darain ho kay un ko lag raha ho k jadogaro nay Asali snack tu nahi choor di ay , Kuch bhi ho sakta hay(Mosa A.S kia sooch kar dar rahay thay yeh tu quran majeed main nahi likha, mere say question kiyon kar rahay ho). quran majeed main jitna hay us ko tu manana nahi hay...

Abh mazeed aisay question karnay say pehlay aap Please mere thread ki pehli Post ki hay us kay answer dain...


Muzammil 09-11-2009 05:52 PM

Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay...
 
Mujhe yeh samajh nahi aa raha ki itni choti si baat samajh kyon nahi aa rahi ki jaan dalna SIRF ALLAH KI SIFAT HAI. tab kaise koi jadogar kisi rassi ya lathi ko saanp bana sakta hai.. allah taalah ke ilawa sirf isa alleh salam ke paas yeh mojizah tha woh bhi koi unki karamat ya khud mukhtari nahi thi.. woh sirf allah ka diya hua mojizah tha jo ki allah ki barayi and qudrat dikhane ke liye tha and woh allah ke nabi the is liye unhe allah ne apni barhayi dikhane ke liye choose kiya. can you plz explain me usman sahab ki agar allah ke huqum se aap ke jadugaron ne rassi ko saanp banaya tha to woh kaun se allaah ke pyare the jo allah unke zariye kuch dikhana chahta tha ya apni sifat unhe di jo ki sirf aur sirf allah ki zaat hai jo jaan dalti hai.. ya aap kehna chahte ho allah tala aise hi apni sifat logon de deta hai..

About Woh rassi hai ya saanp..

aap ko urdu parhna aata hai..? us aayat me saaf lafzon me tarjooma likha hai ki musa alleh salam ka asa nigalta chala gaya jadugaron ke shobde ko.. so can you explain me brother ki shobde ka matlab kya hota hai..? ya aap yeh kehna chate ho ki naozobillah allah talaah ke paas words us waqt nahi the that why unhone wahan likhna to tha ki nigalta chala gaya saanp ko and likh diya shobda.. ya kehna chate ho ki us word ka tarjuma hi galat hai.. woh word ka tarjuma shobda nahi hai balki saanp hai.. ya kehna chahte ho ki sab kuch galat hai.. i dont know ki jo baat saaf likhi hui hai quraan me ki shobda nigla fareb then whats the meaning of jaan daali.. jab jaan daal hi di to woh shobda ya dhoka kaise hua woh to ek zinda haqeeqat ho gayi.. and wahan likhne ki koi zaroorat na hoti allah ko ki shobda nigla.. saaf likha hota ki jadugaron ke saanp jo ki zinda the and jise aapke mutabik jadugaron ne lathi ko jaan daal ker banaye the..

About kya musa alleh salam ko samajh nahi thi..
Bhai sahab aap kehna kya chahte ho..? ki musa alleh salam kya the..? koi geb jaanne wale ya unke paas koi aisi taqat thi jo unhe jo nazar aa raha hai uske ilawa bhi dikhai deti thi.. meine to kahin bhi yeh nahi parha ki musa alleh salam ke paas aisi koi mojizah tha.. woh sirf allah ke bande and nabi the.. and nabi masoom hote hain unhe sirf utni hi khbar hoti hai jitna allah batata hai unhe.. me ya app wahan nahi the hame yeh nahi pata ki musa alleh salam us waqt kya think kar kay dar mehsoos kar rahay thay. agar woh aise hi bina kisi ki madad ke sab kuch jante then allah talah ko unhe mojizah dene ki zaroorat hi na hoti..

usman_latif_ch 09-11-2009 10:58 PM

Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay...
 
jado ghar agar jhoota shobda kery tu ws sy kisi ko bhi yeh mehsoos ho sakta ha k wo rasiyan dhore rahi hain yani hain wo asal mein rasiyan or insan ho or chahy koi Nabi bhi ko lag sakta ha k wo rasiyan dhore rahi hain or wo iss wajha sy dar bhi saktay hain yani jado dhokha ha sirf or insan yan nabi bhi dhokha kha gye(nazar ka dhoka mushrikon sy or allah k nabi ko pata nahi chala k wo asal mein rasiyan hain tabhi wo dar gye kyoun k unko laga k wo dhore rahi hain)...?
is it....?

mein kab keh raha hn wo rasiyan nahi thein mein bhi tu yehi keh raha hn k wo rasiyan thein or dhorti hwi lag rahi thein

Quote:

me ya app wahan nahi the hame yeh nahi pata ki musa alleh salam us waqt kya think kar kay dar mehsoos kar rahay thay.
Mein or ap nahi janty pr allah bata raha ha mehsoos kiya apnay dil mein khof moosa(A.S) ny
http://bzupages.com/attachments/1085...93-taha-69.gif

Mehsoos honay lagi Moosa(A.S) ko un k jado sy goya k wo dhore rahi hain



http://bzupages.com/attachments/1061...hat-shirk2.gif


---------- Post added at 10:58 PM ---------- Previous post was at 10:17 PM ----------

Quote:

Mujhe yeh samajh nahi aa raha ki itni choti si baat samajh kyon nahi aa rahi ki jaan dalna SIRF ALLAH KI SIFAT HAI
or beshak jan allah he dalta ha jado ghar nahi wo tu ek makhi k par mein bhi jan nahi dal sakta

scientist jo cloning k zaryeh animals generate kerny k kamyab experiments kr chukay hain un animals mein bhi allah ny he jan dali na keh scientists ny khud sy

http://science.howstuffworks.com/gen...ce/cloning.htm

On January 8, 2001, scientists at Advanced Cell Tec*hnology, Inc., announced the birth of the first *clone of an endangered animal, a baby bull gaur (a large wild ox from India and southeast Asia) named Noah. Although Noah died of an infection unrelated to the procedure, the experiment demonstrated that it is possible to save endangered species through
cloning.

thecool 09-11-2009 11:10 PM

Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay...
 
Quote:

Originally Posted by usman_latif_ch (Post 13852)
jado ghar agar jhoota shobda kery tu ws sy kisi ko bhi yeh mehsoos ho sakta ha k wo rasiyan dhore rahi hain yani hain wo asal mein rasiyan or insan ho or chahy koi Nabi bhi ko lag sakta ha k wo rasiyan dhore rahi hain or wo iss wajha sy dar bhi saktay hain yani jado dhokha ha sirf or insan yan nabi bhi dhokha kha gye(nazar ka dhoka mushrikon sy or allah k nabi ko pata nahi chala k wo asal mein rasiyan hain tabhi wo dar gye kyoun k unko laga k wo dhore rahi hain)...?
is it....?

mein kab keh raha hn wo rasiyan nahi thein mein bhi tu yehi keh raha hn k wo rasiyan thein or dhorti hwi lag rahi thein

Mein or ap nahi janty pr allah bata raha ha mehsoos kiya apnay dil mein khof moosa(A.S) ny
http://bzupages.com/attachments/1085...93-taha-69.gif

Mehsoos honay lagi Moosa(A.S) ko un k jado sy goya k wo dhore rahi hain



http://bzupages.com/attachments/1061...hat-shirk2.gif


---------- Post added at 10:58 PM ---------- Previous post was at 10:17 PM ----------

or beshak jan allah he dalta ha jado ghar nahi wo tu ek makhi k par mein bhi jan nahi dal sakta

Hello Mr. Usman.
Have you read the above given ayat?
I am sure you did not that is why you are asking stupid questions again and again.
Just accept what Allah said.
Quote:

mein kab keh raha hn wo rasiyan nahi thein mein bhi tu yehi keh raha hn k wo rasiyan thein or dhorti hwi lag rahi thein
If you are asking such a stupid questions thrice,. it means you want to say that these were not ropes.


---------- Post added at 11:10 PM ---------- Previous post was at 11:03 PM ----------

Quote:

scientist jo cloning k zaryeh animals generate kerny k kamyab experiments kr chukay hain un animals mein bhi allah ny he jan dali na keh scientists ny khud sy

They reproduced Sheep from sheep by sexual reproduction process. not using Ropes and Sticks...

usman_latif_ch 09-11-2009 11:16 PM

Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay...
 
Quote:

They reproduced Sheep from sheep by sexual reproduction process. not using Ropes and Sticks...
cloning is not a sexial reproductive system mr.
thats y it is haram and even if you sy it is a reproductive system then its not as natural as Allah creates a human and animals those mushrik say the same we created them not allah like jado ghar


Quote:

If you are asking such a stupid questions thrice,. it means you want to say that these were not ropes.

The questions are stupid coz your interpretations are too much stupid

.BZU. 09-11-2009 11:46 PM

Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay...
 
1 Attachment(s)
Quote:

Originally Posted by usman_latif_ch (Post 13863)
cloning is not a sexial reproductive system mr.
thats y it is haram and even if you sy it is a reproductive system then its not as natural as Allah creates a human and animals those mushrik say the same we created them not allah like jado ghar


Cloning sex cell lay kar ki jati hay.
na kay Rope cells and Stick cells.see cloning process.yeh aisay nahi hota kay aik hei din main jantar mantar parh kar jaan dal di ja ay .yeh normal reproductions hoti hay. but outside womb hoti hay. aur haram hay.

Usman!
Allah kay quran mein Rasiyon kay baray main yeh sab ayat jo nechay post ki hain yeh ghalat ho rahi hain aur aap sachay...
Quote:

The questions are stupid coz your interpretations are too much stupid
bas aap ki intrepretation sachi. Aap ko koi nahi hara raha bas... aur na hei in molana sahab ko..

barhal meri interpretation Quran ki ayaat ko apas main Takra nahi rahi. Aap Ki interpretaion, Quran ki ayat ko kia Usi aik hei ayat ko usi kay saaath takra rahi hay,
Yeh meri interpretation hay
Attachment 11414

Aur aap ki interpretation kia hay lets see. Frishton nay kufar nahi kia, Shetano nay kufar kia... Jabkay frishtay Jado sikhaya kartay thay, aur frishtay Jado ka ilam nechay lay kar utra kartay tha. Jado kay kuria kalemat say wo loog kuch faida, nuqsan nahi day saktay tha.But Jadoo kay asar ho jata hay. aur wo kufria kalemat say Nuqsanat ho jatay hain.


I am also closing this thread... right now..
Now no need to reopen/ Edit any of your post .Because aap udhar yeh mantay hain kay Allah sab kuch karta hay.



Quote:

Originally Posted by skype chat
[11/9/2009 12:14:11 AM] Baby...: Kia jadogar muslim hai?
[11/9/2009 12:14:18 AM] Baby...: ya mushrik?
[11/9/2009 12:14:28 AM] Baby...: Allah muslim ka hamesha saath deta hay
[11/9/2009 12:14:32 AM] USMAN LATIF CH: jado ghar mushrik ha or koofar kerta ha
[11/9/2009 12:14:38 AM] Baby...: baad main mushrik ki bari aati hay
[11/9/2009 12:14:57 AM] USMAN LATIF CH: yehi tu mein keh raha hn na k Allah muslims ka he sath deta ha jado ghar ko nakam kr k
[11/9/2009 12:15:04 AM] Baby...: Kufar isli ay karta hay na kay wo yeh kehta hay na kay main jado say yeh kar sakta ho wo kar sakta hon
[11/9/2009 12:15:26 AM] USMAN LATIF CH: han issi liye
[11/9/2009 12:15:36 AM] USMAN LATIF CH: or wo kuch bhi nahi ker saklta
[11/9/2009 12:15:43 AM] Baby...: means kay wo yeh kehta hay kay us kay jado main asar hay.
[11/9/2009 12:15:53 AM] USMAN LATIF CH: jee han issi liye
[11/9/2009 12:16:08 AM] Baby...: tu ap bhi yehi kehtay ho kay jado main asar hay
[11/9/2009 12:16:21 AM] USMAN LATIF CH: kn keh raha ha kay jado main asar hay mein ny aj tk nahi kaha yeh
[11/9/2009 12:16:22 AM] Baby...: aur quran ki yeh ayat wrong hay kay jadogar ka shubda tha
[11/9/2009 12:16:53 AM] USMAN LATIF CH: mein bhi manta hn asar nahi ha
[11/9/2009 12:17:06 AM] Baby...: Allah kay nabi bhi nahi mante thay

aur phir kuch hei pal main apna kaha chhor dete hain aur yeh sabit karnay ki koshish kartay hain kay dunia main Allah paak ki sifaat Kuch mushrik kafir logon main bhi hay. aur Allah kay ilwa (mindo nillah) aur bhi buhut saari cheezain hain...jo kay Allah ki trah kaam karti (Allah nay un ko apni taqat tuhfay main di hoi he) hain.jaisay jadogar ho gaye. jin ho gay.button ho gay.

It does not means kay mujhay koi khoof hay. I am closing it because aap baar baar quran majeed aur Allah ki behurmati kar rahy ho. yeh keh kay. Allah nay dosari hastion ko bhi apni makhsooos sifaat say nawaza hay...

Kabi jadogar ko Bimar karnay ki taqat di hay. (jabke Allah kahay mere nabi ko koi bhi takleef aati hey meri traf say aati hay. jadogar kay antar mantar shoo parhnay say kisi ko koi nuqsan nahi hota tha, Allah kahay kay Mera piyara Banda Muhammad Kareem SAW bhi kisi kay li ay nafa nuqsan ka ikhtiyar nahi rakhta, App kaho nahi jee, Jadogar apnay jado say jo kuch marzi aa ay kar sakta hay,Allah kahay kay mera nabi dewana nahi (batain bhool janay wala nahi) aap kaho nahi nahi aap SAW par kafir yahoodiyon kay jado ka asar ho giya tha aur aap SAW kuch arsa kay li ay diwanay (jisay kisi cheez ka kuch pata nahi hota) ho kar reh gay ;( )

Kabhi jadogar ko saanp bana nay ki taqat di hay (jabke Allah kahay kay jadogaron nay saanp nahi bana ay thay, but un ki rasiyan aisay feel honay lagi thein jaisa gouya wo sanp thay)

Kabhi jadogar ko Miyan biwi main judai dalnay ki taqat di (jabke Allah kahay kay jado kay kufriya kalemat (antar manter) say wo loog kisi ka kuch nahi bigaar saktay thay. jo kuch bhi hota tha. Allah apni marzi say karta tha.


Quote:

Originally Posted by usman_latif_ch (Post 13863)
Allah booton ko mannay walon ko attaa kerta ha booton k zaryeh jabkeh kafir

Kabhi Button ko Kafiron ko Rizq denay ki .

Allah kay saary ikhtiyrat tu in cheezon kay pass prof karna chah rahay hain.



http://bzupages.com/attachment.php?a...1&d=1257792842


http://bzupages.com/attachments/1086...-younus-77.jpg
http://bzupages.com/attachments/1084...rah-younis.jpg

http://bzupages.com/attachments/1084...shobda-hay.jpg

http://www.asanquran.com/Quran/Pages/Images/141.gif

http://bzupages.com/attachments/1068...38-taha-69.gif

http://www.asanquran.com/Quran/Pages/Images/995.gif




All times are GMT +5. The time now is 11:23 PM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.