![]() |
Only in Pakistan 9 Attachment(s) There are certain things possible only in Pakistan !!! |
Re: Only in Pakistan lolxxxx.....proud to be Pakistani....even our donkeys are following traffic rules..:) |
Re: Only in Pakistan o hahahhahaa o hahahhahahhahhahahhahhahha ohahhahhaa ohahhahaha bari mazedar images hain ,., han Pakistani hone par proud hi karna chayay .,.,. snowwhite anty nay sahi kaha |
Re: Only in Pakistan salma aapiiiiiii......kuch to khyaal keraen aap ne mujhy aunty q kaha...."jitni meri umer hai utna aap ka tajerba hai":) |
Re: Only in Pakistan app namumkin bat ko mumkin khe rahi hai yani bhai ko api bana diya tou main anty nahi khe sachta kiyunnnnnnnnnnnnnnnnnnnnn insaaf |
Re: Only in Pakistan hmmm nice share mate.... |
Re: Only in Pakistan Quote:
|
Re: Only in Pakistan Quote:
|
Re: Only in Pakistan Quote:
|
Re: Only in Pakistan oyeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee eeeeeeeee zubaida apa ki baat nahi karna warna muj say bura koi nahi hu ga ab tou us bechari buzurgh khatoon ko chor dain |
Re: Only in Pakistan Quote:
zubeda Apa ki behin kehna , konsi ghalt baaat hay..:mimindo7ix:?? |
Re: Only in Pakistan bas ab buhat hu gai mazaq ki aik had hoti hai .,.,.,./,/,/,/,.,.,.,.,.,.,.,.,yay sab sadia g ka kasoor hai ,.,main acha khasa larka hun mujay larki bana diya app sab ko pata hai mujay is bat say gussa ata hai k koi meray nam ko sulman likhe ya kuch aur app phir bhi jan boch k muje tang karte hu main nay app ka kiya bigara hai ,,.,.,., sadia g ko tou lagta hai ab university ja kar milna hi pare ga k unhun nay yay sab start kiya hai aur wohi yay sab khatam karain |
Re: Only in Pakistan Quote:
koi gift bhi lee jana saath main.. maza ayega..:crybaby2: |
Re: Only in Pakistan nai g un ka meray sath admission nahi hua tha unhunnay MCS k liyay apply kiya tha aur main BSCS k liyay unhun nau masters k liyay apply kiya tha aur main nay bachlors ( hons ) degree k liyayyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyy ,.,. aur agar jalay par namak hi girana tha tou app sirf BZU Shahida g ka naam lay laitien |
Re: Only in Pakistan Quote:
|
Re: Only in Pakistan :boxing1::boxing1::boxing1::boxing1: app ko pata hai main boxing ka champion houn :boxing1::boxing1::boxing1::boxing1: |
Re: Only in Pakistan its really funny, really its bring smile on my face, not smile i cant control my lough to see the donkey on road, and long toilet 2 and short 1 RS |
Re: Only in Pakistan ha ha goood pictures and salaman bhai ko kia ho gaya ha salman bhi kisi ke kahany per jins change nqahi hoti larka larka hi rahata ha |
| All times are GMT +5. The time now is 04:16 PM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.