![]() |
Khwateen aur unke jootay 1 Attachment(s) |
Re: Khwateen aur unke jootay Hahaha Hum ! :_abzw: |
Re: Khwateen aur unke jootay Lagta hai bhai jaan ne jootyion per badi research ki hai....:lalala: wasta pad chuka hai ya future ki defense planning hai? :naughty: |
Re: Khwateen aur unke jootay Lay ker do na jotay phr... :bangin: |
Re: Khwateen aur unke jootay unchi heel wali jutiyun say yad aya aik bat main ... multan main cant gaya wahain aik larki nay buhat unchi heel wala sandal phena tha jab wo achnak chali tou gir gai hahhaha sab nay us ka buhat mazzak uraha ... |
Re: Khwateen aur unke jootay Quote:
|
Re: Khwateen aur unke jootay han bas because us larki ko agar heel wali sandal main chalna nahi ata tha tou wo kiyun pehan kar ai ... bzu admin ab app bas tanziya kha rahi han ya kissay ka poch rahi hain ... tellme ? |
Re: Khwateen aur unke jootay kya ap kabhi nahi giri salma api...koi bhi shaks gir sakta ha zaroori tu nahi k wsko chalna nahi ata....or kisi ka youn mazak nahi uraty ap bi tu fir sakty thy.....:smilestar: |
Re: Khwateen aur unke jootay aray usman bhai ... main kaisay gir sachta hun main booot phenta hun ,, app bhi na mujay larki bannay k charun main han ,, kiya UOL main app k sab dost aysay han ,, hmm but usman bhai main aysay nahi hun main lark hun :sobstory::sobstory::beg::beg: |
Re: Khwateen aur unke jootay acha tu jo boot pehanta ha kya wo gir nahi sakta.....phir mujhy bhi aesy boot la do yar kahan sy milty hain..... hamare pakistani players ko bhi la do wo bhi fielding kerty hwy bohat girty hain |
Re: Khwateen aur unke jootay aray boot ki heel nahi hoti usman bhai is liyay girnay k chance kam hotay han :baby::baby: |
Re: Khwateen aur unke jootay chance kam hota ha laqin na girny ki zamanat tu nahi na hoti....zaroori tu nahi na wo bechari heal ki wajha sy giri ho.... |
Re: Khwateen aur unke jootay aray main wahain khara sab daikh raha tha wo heel ki waja say hi giri thi bhai meray ... usman bhai app aik bat batahain app ka or mera koi 36 ka akra hai ... nai na than app meri bat kiyun nai mantay |
Re: Khwateen aur unke jootay Quote:
|
Re: Khwateen aur unke jootay aray tou us larki ko sochna chayay tha na ,, agar us ko heel wali sandal pehan k chalna nahi ata tha tou pehan kar bazar main ai kiyun ..., |
Re: Khwateen aur unke jootay uffffffff.......wohi tu smjha raha hn zaroori tu nahi k wsko cjalna nahi ata tha iss liye gir gai... koi b gir sakta ha |
Re: Khwateen aur unke jootay hmm guyz se behter koi nahi bta skta k girlz ko kon sa joota pehn'na chahye,bkz akaser un ka girlz k jooty se wasta perta rehta hai :1tongue: |
Re: Khwateen aur unke jootay main bhi wohi kha raha hun ... wo by chance nai giri thi balkay only shoes ki waja say giri thi or thi bhi dihati jut type ... jaisay hamari admin hain na waysay hahahahhahahah |
| All times are GMT +5. The time now is 03:38 PM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.