![]() |
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. Mujh main baylous MOHABBAT kay siwa kuch bhi nahi FARAZ, Tum agar chaho to meri sochon ki talaashi lay lo.. Aisa kiya likhoon kay teray dil ko taskeen pohonchay, Kiya yeh kafi nahi kay meri tamam duaon main tum ho.. Kis main himmat hay hamari parwaaz main khalal dalay, Hum paron say nahi hoslon say urra kertay hain.. Kion ghareeb samajhtay hain humain duniya walay SAGAR, Hazaron dard ki doulat say malaamaal hain hum.. Har baar muqadar ko kasoor dena achi bat nahi WASI, Kabhi kabhi hum bhi had say ziada maang letay hain.. Saleeqa ho agar bheegi howi aankhon kay parhnay ka, To behtay howay aansu bhi aksar baat kertay hain.. Mudaton baad hum nay usay kisi aur kay sath buhut khush dekha, Khayal aya kay kaash hum nay buhut pehlay he usay chor diya hota.. |
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. khwab musafir lamhon k hain , saath kahan tak jaien gay tum ne bilkul theek kaha hai , main bhi ab kuch sochon gi. |
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. Quote:
|
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. Quote:
|
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. No doubt, ho b sakta hay :) |
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. Na shair se wasta tha na shaery say tha me ashna.. Teri yad ne,, teray dard ne mujhay shair kahna sikha diya. |
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. Guzray Dino Ki Bhuli Hoi Baat Ki Tarha Aankhon Main Jagta Hai Koi Raat Ki Tarha Tum Say Umeed Thi K Nibhayo Gay Dosti Tum B Badal Gay Marey Halaat Ki Tarha. |
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. Mujhay chhor day mere haal per Tera kia bharosa ay jaane wafa Teri mukhtasir si nawazishain Mera dard aur baha na dain |
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. 1 Attachment(s) |
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. "Meray Baghair" Nahi Hogi "TERi Shanakht" Kabhi"Puri "! "TERi Zindagi" K "Sath" "Meray"Hawalay" "Bohat Hain" |
| All times are GMT +5. The time now is 07:34 PM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.