![]() |
Re: Pakistan Vs NewZeland Great. :77smile: Lakin yeh kaisay ho gaya. Team ki halat to bohat kharab hai. Lagta hai duaon ka asar hai. |
Re: Pakistan Vs NewZeland jee jee bilkul ye "ap ki or salman" ki duaaon hi ka to nateeja hai..:) |
Re: Pakistan Vs NewZeland hahahaha acha jab Australia ya South Africa say ho ga to Dakhain gain. Newzeland to Bangladesh jaisi team say har gai hai To .............. :):77smile: |
Re: Pakistan Vs NewZeland han g sahi khayal hai abhi app ka waqt hai jettu mubarak hu snowwhite ,, bzu aur sab Pakisatn cricket team k diwanun ko :angrymod::tearhairout: |
Re: Pakistan Vs NewZeland :boxing1:janab ye sab hamari waja sy hoa hai, warna newzeland ny kahan harna tha:boxing1: |
Re: Pakistan Vs NewZeland acha wo kaisay let explain |
Re: Pakistan Vs NewZeland Mula Sahib, theek keh rahay hain ap. Ap ka roob hi itna hai keh ap ki waja se pura Afghanistan Ura dia hai and ap Idher hain too, Newzeland to daar K maray haray gi hi. Salman ap kia kehtay hain. hahahah:) |
Re: Pakistan Vs NewZeland Mula UMER bilkul thek keh rahy hain hamari team ki mehnat thi ye... Quote:
|
Re: Pakistan Vs NewZeland Newzeland nay Match fixing ki hai. Paki baat hai. :angry9: |
Re: Pakistan Vs NewZeland hahahhaha ... snowwhite mula umer yay nahi khe rahay k Pak ki mehnat ki waja say wo jitay hain ,, balkay wo khe rahay hain k Pak in ki waja say jetti hai ,, jaisa k bonfire bhai nay kaha k inn ka roob hi buhat hai tou newzeeland ki himmat k jeet jay himmat tou south africa aur austraila kare ga kiyun sahi kaha na:whistle: |
| All times are GMT +5. The time now is 05:15 AM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.