BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan

BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan (http://bzupages.com/)
-   Quotes (http://bzupages.com/306-quotes/)
-   -   DardNaak Qissa (http://bzupages.com/f306/dardnaak-qissa-7322/)

momna gull 03-03-2010 09:09 PM

Re: DardNaak Qissa
 
Quote:

Originally Posted by usman_latif_ch (Post 18613)
oh sorry ama jee.... apko sb he bhool gye :)

muje amma kehnay ka haq sirf meray bacho ko hai jo abhi is dunya main nahi aaye

aap kia alam e bala se baat ker rahay hain

usman_latif_ch 03-03-2010 09:55 PM

Re: DardNaak Qissa
 
waise mein ny apka name kahan likha ha post mein na he apka message quote kiya ha.... :)

ap tu apny apko ama khud he banai ja rahi hain ab mein kya ker sakta hn

momna gull 04-03-2010 11:08 AM

Re: DardNaak Qissa
 
Quote:

Originally Posted by usman_latif_ch (Post 18631)
waise mein ny apka name kahan likha ha post mein na he apka message quote kiya ha.... :)

ap tu apny apko ama khud he banai ja rahi hain ab mein kya ker sakta hn

Mainay bhi aap ka naam nahi likha hai kisi bhi post main lekin jis ki taraf ishara hai usne khub samajh liya hai

usman_latif_ch 09-03-2010 10:00 AM

Re: DardNaak Qissa
 
mujhay tu nazar aa raha ha jo message apny quote kiya ha ws mein....lolzz
jabkeh mein ny tu apka message quote b nahi kiya tha :)

Muzammil 09-03-2010 10:23 AM

Re: DardNaak Qissa
 
:sword:

usman_latif_ch 09-03-2010 10:45 AM

Re: DardNaak Qissa
 
yeh ap kis k sath larai kr rahy ho... larai ka waise kafi shoq ha na apko b :)

momna gull 10-03-2010 04:55 PM

Re: DardNaak Qissa
 
ye aap ne kis se pucha hai kion k aap k mutabiq aap kisi ka naam nahi letay
ab ager khud se kuch samaj len to aap ko bura lagta hai

usman_latif_ch 10-03-2010 07:16 PM

Re: DardNaak Qissa
 
nahi mein ny bura nahi manaya apny khud he bat apny pr lye li ha dobara sari posts perhain....:)

momna gull 11-03-2010 01:47 PM

Re: DardNaak Qissa
 
Itna time to sirf aap k paas hai


All times are GMT +5. The time now is 03:46 PM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.