![]() |
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. Nahi acha koi ishara saaf keh do na Kahan tak saath do gay tum hamara saaf keh do na Judai kitarah darya bhi apne saath chalta hai Nahi milta kinaray se kinara saaf keh do na |
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. Ab Dil main mehektay howay jazbay nahi miltay Ujhray howe Gulshan main Parinday nahi miltay Kyou chupkay say uttar jatay hain Dil main Jin Logon say kismat k Sittaray nahi miltay... |
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. Har Ayeb Hai Mujh Main Magar Aaj Bhi Mujh Ko Aapno Se Khafa Hone Ka Andaaz Nahi Aaya.. |
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. Zulm karo ya sittam karo Hum gilla nahi kertay Yaqinan Khizaan main Phool khilla nahi kertay Milla do Khakh main Hum ko Magar! yeh Yaad rakhna K ... ? Hum jaise Log phir say milla nahi kertay... |
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. Tujh ko hum apnay dilmay basa lain gay is terhaan Jana bhi tu jo chahay to ja na sakay kahin Apna tujhay hum aadi bana lain gay is terhaan, Haan manng ker khuda say zamanay ki her khushi |
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. Mere Wajdan bta tu n kya diya mujh ko Main Aasman thi Zammen say milla diya mujh ko Beher-e-aatish say jo loti tu boht khush thi Kya kahbar thi k jalla day ga ik Derya mujh ko... |
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. karoon Kya Jo Mohabbat Me Ho Gaya Naaqam Mujhe To Aur Koi Kaam Bhi Nahi Aata :alcoholic: |
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. Mujh se poochte kiya ho Khushi ka pata Ajnabi bataye kiya , Ajnabi ka pata Jaam-o-Saghar yaheen utha ke le aaya Bekhudi mein kaheen bhool na jaon is gali ka pata |
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. Sari haqeeqatoon ko khawab kar k, Umar bhar ki khushiyaan sarab kar k, Badal gaya hai ik shaks na jaanay kyun..? Meri aadatoon ko kharab kr k....... |
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. Shayad uss n anjanay main hamen Rulla diya Dunya k kehne pay hamein Bhulla diya Hum tu waise bhi Akelay thay... Kya howa agar kissi n Ehsaas dilla diya.. |
| All times are GMT +5. The time now is 07:39 PM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.