![]() |
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. Aey Meri jaan magar aisa kahan hota hai Apna kehnay se koi apna kahaa'n hota hai Dhoondta rehta hoon..mai tujh ko chaman zaroan mai Teri yaadoan k mehktay..hoey...Gulzaaroa'n mai |
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. Offff.... yahan bhi kahan dil ko kashti kaha gaya ha "kashti-e-dil" means dil ki kashti, na keh dil bazat-e-khud kashti:rant2: Same problem k agr dil ki kashti hy to mohabbat ka darya kaisy ho sakta hy mohabbat to dil main hoti hy na bhatijay......:th_4: ************ ********* ********* ** And roman nhi yeh Hindi font style ho sakta hy nalaaik ....... :eek: |
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. Quote:
i think font styles tu yeh hotay hain Arial Black Times New Roman Impact :thumbdown: and yeh sab tu universal hotay hain:wave2: ************ ********* ********* ** Quote:
agar mohabbat dil mein rehti ha tu dil marnay k bad mar jata ha mohabbat nahi marti tu mohabbat kaise dil mein rehti ha .... or iss ka elawa ap pehlay yeh faisla kerwa layn mohabbat bari hoti ha yan dil........:dizzy: or mohabbat ek universal si cheez ha or dil hr ek ka apna apna hoota ha(unique) yani kashtian(dil) bohat si hoo sakti hain darya itnay zada nahi so dil kashti he ha or darya mohabbat:hopmad: fazool behas kerni ho tu hoo he jati ha.... |
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. ufho font style main look he nhi font alphabets bhi aty hain aqal k hakeem LUQMAAN ab dekho jb font change krty ho e.g. WINDINGS shaid to font main english alphabets nhi aty hoty :bangin: |
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. Quote:
ek or bat yeh bhi logical ha aplphabets or characters mein faraq hoota ha alphabets tu sirf A-Z (a-z) hotay hain in general or fonts mein sirf alphabeta nahi atay symbols bhi atay hain:chips: per meray khayal mein agar aesa bhi ha tu yeh hindi font style abhi tk koi nahi ha na he roman urdu style or waise bhi yeh abhi universal nahi hway yani koi standard nahi bana ess liye ess mein spelling mistake nahi nikal saktay han wo or bat ha uncle apko apna crow white he rakhna ha:lalala: |
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. Hhahahahahahahahhaahah yar bhateejay aik bat btao k crow white kaisy ho sakta hy ab phir mistake agai yeh to logical mistake hy to iska kia krain......?:yahoo: |
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. Quote:
|
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. Greaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaat!!!!!!! ab aik paty ki bat k poetry main istaaaraat use kiay jaty hain mean kisi chesse sy kisi or cheese ko point out kia jata hy ini jini gul c sara forum hilla hua tha bhai yeh bolo jan churwao hahahahaahahahahahahahah:tongue: |
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. Waqt-e-Qudrat ly aya hay aj humain ussi jagah par Chal diye ussi matti main jis ki hum amanat thay |
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. paty paty mean aqal ki bat :hammer: |
| All times are GMT +5. The time now is 07:40 PM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.