BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan

BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan (http://bzupages.com/)
-   Funniest Pictures (http://bzupages.com/317-funniest-pictures/)
-   -   Only in Pakistan (http://bzupages.com/f317/only-pakistan-15791/)

.BZU. 01-05-2011 05:58 PM

Re: Only in Pakistan
 
Quote:

Originally Posted by Salman Mushtaq (Post 33402)
oyeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee eeeeeeeee

zubaida apa ki baat nahi karna warna muj say bura koi nahi hu ga ab tou us bechari buzurgh khatoon ko chor dain

tu apkonsi jwan khatoon hain?:afriends2:
zubeda Apa ki behin kehna , konsi ghalt baaat hay..:mimindo7ix:??

Salman Mushtaq 01-05-2011 06:05 PM

Re: Only in Pakistan
 
bas ab buhat hu gai mazaq ki aik had hoti hai .,.,.,./,/,/,/,.,.,.,.,.,.,.,.,yay sab sadia g ka kasoor hai ,.,main acha khasa larka hun mujay larki bana diya app sab ko pata hai mujay is bat say gussa ata hai k koi meray nam ko sulman likhe ya kuch aur app phir bhi jan boch k muje tang karte hu main nay app ka kiya bigara hai ,,.,.,., sadia g ko tou lagta hai ab university ja kar milna hi pare ga k unhun nay yay sab start kiya hai aur wohi yay sab khatam karain

.BZU. 01-05-2011 06:09 PM

Re: Only in Pakistan
 
Quote:

Originally Posted by Salman Mushtaq (Post 33406)
bas ab buhat hu gai mazaq ki aik had hoti hai .,.,.,./,/,/,/,.,.,.,.,.,.,.,.,yay sab sadia g ka kasoor hai ,.,main acha khasa larka hun mujay larki bana diya app sab ko pata hai mujay is bat say gussa ata hai k koi meray nam ko sulman likhe ya kuch aur app phir bhi jan boch k muje tang karte hu main nay app ka kiya bigara hai ,,.,.,., sadia g ko tou lagta hai ab university ja kar milna hi pare ga k unhun nay yay sab start kiya hai aur wohi yay sab khatam karain

haan, sadia baaji ka tu apkay pass information bhi hy. apky saath hei admission hua tha na...:th_4::heartpump:
koi gift bhi lee jana saath main.. maza ayega..:crybaby2:

Salman Mushtaq 01-05-2011 06:12 PM

Re: Only in Pakistan
 
nai g un ka meray sath admission nahi hua tha unhunnay MCS k liyay apply kiya tha aur main BSCS k liyay unhun nau masters k liyay apply kiya tha aur main nay bachlors ( hons ) degree k liyayyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyy ,.,.

aur agar jalay par namak hi girana tha tou app sirf BZU Shahida g ka naam lay laitien

.BZU. 01-05-2011 06:16 PM

Re: Only in Pakistan
 
Quote:

Originally Posted by Salman Mushtaq (Post 33411)
nai g un ka meray sath admission nahi hua tha unhunnay MCS k liyay apply kiya tha aur main BSCS k liyay unhun nau masters k liyay apply kiya tha aur main nay bachlors ( hons ) degree k liyayyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyy ,.,.

aur agar jalay par namak hi girana tha tou app sirf BZU Shahida g ka naam lay laitien

sadia sadia khud tu ker rahy ho:((:acry2::doh:

Salman Mushtaq 01-05-2011 06:18 PM

Re: Only in Pakistan
 
:boxing1::boxing1::boxing1::boxing1: app ko pata hai main boxing ka champion houn :boxing1::boxing1::boxing1::boxing1:

nirma1230 16-06-2011 04:28 PM

Re: Only in Pakistan
 
its really funny, really its bring smile on my face, not smile i cant control my lough to see the donkey on road, and long toilet 2 and short 1 RS

viky 17-06-2011 10:30 AM

Re: Only in Pakistan
 
ha ha goood pictures and salaman bhai ko kia ho gaya ha salman bhi kisi ke kahany per jins change nqahi hoti larka larka hi rahata ha


All times are GMT +5. The time now is 03:17 PM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.