BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan

BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan (http://bzupages.com/)
-   Chit Chat (http://bzupages.com/3-chit-chat/)
-   -   Wow, we are getting back to our ranking (http://bzupages.com/f3/wow-we-getting-back-our-ranking-12570/)

Salman Mushtaq 30-10-2010 06:23 PM

Re: Wow, we are getting back to our ranking
 
aray bzu admin kisi ka dil nahi tortay ,, muzamil bhai app ko bhi hum miss kartay hain so daily online hua karainnn ... aur bzu admin app nay tou saaf saaf kha diya k meri waja say progress nahi hui ... baji kamskam 1 % progress tou meri waja say hui hi hu gi ,, ab main kuch kahun ga tou app bolaoin gi k main blame kar raha hun

.BZU. 30-10-2010 06:36 PM

Re: Wow, we are getting back to our ranking
 
Quote:

Originally Posted by Salman Mushtaq (Post 26701)
aray bzu admin kisi ka dil nahi tortay ,, muzamil bhai app ko bhi hum miss kartay hain so daily online hua karainnn ... aur bzu admin app nay tou saaf saaf kha diya k meri waja say progress nahi hui ... baji kamskam 1 % progress tou meri waja say hui hi hu gi ,, ab main kuch kahun ga tou app bolaoin gi k main blame kar raha hun

yes sure,
ap ki waja say hoi hay progress.
as you helped a lot for uploading merit list, wo alag baat hey admission main qismat ne ap ka saath nahi dia :45:

Salman Mushtaq 30-10-2010 06:44 PM

Re: Wow, we are getting back to our ranking
 
bzu admin app nay dukhti rag par namak dala hai ,, very bad

.BZU. 30-10-2010 06:53 PM

Re: Wow, we are getting back to our ranking
 
ap ki rag yahan per kidhar hay?
mujay tu nahi dikh rahi
Mirchain daal lain ap.
neutral ho jai gi...

Salman Mushtaq 30-10-2010 07:02 PM

Re: Wow, we are getting back to our ranking
 
4 Attachment(s)
meri halat is waqt in babies ki tarhan hai mujay ronay ka dil kar raha hai ...,
Attachment 20510

Attachment 20511

Attachment 20512

Attachment 20513

usman_latif_ch 31-10-2010 11:41 AM

Re: Wow, we are getting back to our ranking
 
ap sare kam bachon ki terhan he kerty hain ...... roty bhi bachon ki terhan he hain....or batain bhi.....
waise agar ap admission walo ko yun muh bana kr deikha dety tu shaid admission ho jata apka.

Salman Mushtaq 31-10-2010 01:13 PM

Re: Wow, we are getting back to our ranking
 
aray admission commitee walay muj say mile hi nhai ... yay multani bas zaban k mithay hotay hai ...batain mithi mithi kartay han bas kam nahi

thecool 31-10-2010 01:26 PM

1 Attachment(s)
Quote:

Originally Posted by Salman Mushtaq (Post 26767)
aray admission commitee walay muj say mile hi nhai ... yay multani bas zaban k mithay hotay hai ...batain mithi mithi kartay han bas kam nahi

tum aik dafafa ja kr to daikhte admin committee ko face to dikhate..:shrug:
sara din tum net pe baitha rha ho, & kehty ho ke wo mile hei nahi,
khud ja ker milo bhai, unko khawab nahi ajana ke rahem yar khan ke aik bashinda ko milna hay:tearhairout:

bat congrats ki ho rahi ke, aur tum ne rona shuru ker dia...


Attachment 20556

Salman Mushtaq 31-10-2010 01:37 PM

Re: Wow, we are getting back to our ranking
 
aray main madam shahida b niazi say milnay gaya tha jo agriculture and science ki head hain or BSIT main admission commete ki chairman ...,, 30 mint wait kiya but nahi mili ... main nay un say self admission k baray main bat karni thi ,, clerk nay kaha tha k app 60000 ka draft banwa kar shahida gee say milu but wo mili hi nahi ab batahain is main kasoor kis ka hai or us waqt main akela university main tha or mujay such main rona a raha tha ... par main nay control kiya ... next day jab main gaya tou nahi mili bcoz friday tha or time khatam hu gaya tha ,, saturday or sunday ko university off thi monday ko main jab shahida gee say mila tou unhun nay kaha k beta ab tou lists lag gai hai 3rd list bhi ..., ab batahain kasoor kis ka hai ,, aur main us waqt sach moch roya par unhun nay meri koi bat na suni , ab bolain multani kaisay hotay hain

thecool 31-10-2010 01:49 PM

Re: Wow, we are getting back to our ranking
 
Quote:

Originally Posted by Salman Mushtaq (Post 26771)
aray main madam shahida b niazi say milnay gaya tha jo agriculture and science ki head hain or BSIT main admission commete ki chairman ...,, 30 mint wait kiya but nahi mili ... main nay un say self admission k baray main bat karni thi ,, clerk nay kaha tha k app 60000 ka draft banwa kar shahida gee say milu but wo mili hi nahi ab batahain is main kasoor kis ka hai or us waqt main akela university main tha or mujay such main rona a raha tha ... par main nay control kiya ... next day jab main gaya tou nahi mili bcoz friday tha or time khatam hu gaya tha ,, saturday or sunday ko university off thi monday ko main jab shahida gee say mila tou unhun nay kaha k beta ab tou lists lag gai hai 3rd list bhi ..., ab batahain kasoor kis ka hai ,, aur main us waqt sach moch roya par unhun nay meri koi bat na suni , ab bolain multani kaisay hotay hain

Quote:

wo mili hi nahi ab batahain is main kasoor kis ka hai or us waqt main akela university main tha
Blikul jigar.. tum akele hei thay wahan, raat ko gaye hogay tu akelay hei hona tha, madam kia security guard bhi us time gharon ko chala jatay hain..

:angrymod:


All times are GMT +5. The time now is 03:54 PM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.