| | | |
09-11-2009, 10:23 AM
| | Senior Member | | Join Date: Sep 2008 Location: Lahore Age: 39
Posts: 6,663
Contact Number: 03009441339, 03334146191 Program / Discipline: Engineering Class Roll Number: BME-01083029 (The University Of Lahore) | | Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay... wo asal mein rasiyan thein jesi uper deikhai apny or dhore rahi thein aesa lag raha tha mosa(A.S) ko, or wo dar gye aesi rasiyon sy......or phir un k "assa" ny aesi dhokay wali rasiyoun ko nigla allah k hukam sy(yani allah ny aesi jhooti rasiyoun ko khanay k liye hazrat mosa(A.S) k "ASSA" sy aesi jhooti rasiyoun ko khaya kyoun k agar aesa na hota tu wo jhooti rasiyan naozbilah nuqsan pohchti issi liye khaya na allah ny yan kisi or wajha sy....?
yani jado ghar agar jhoota shobda kery tu ws sy kisi ko bhi yeh mehsoos ho sakta ha k wo rasiyan dhore rahi hain yani hain wo asal mein rasiyan or insan ho or chahy koi Nabi bhi ko lag sakta ha k wo rasiyan dhore rahi hain or wo iss wajha sy dar bhi saktay hain yani jado dhokha ha sirf or insan yan nabi bhi dhokha kha gye(nazar ka dhoka mushrikon sy or allah k nabi ko pata nahi chala k wo asal mein rasiyan hain tabhi wo dar gye kyoun k unko laga k wo dhore rahi hain)...? is it....? |
09-11-2009, 03:57 PM
| | | | Join Date: Sep 2007 Location: near Govt College of Science Multan Pakistan
Posts: 9,693
Contact Number: Removed Program / Discipline: BSIT Class Roll Number: 07-15 | | Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay... Quran majeed kay muqabalay main bachon walay question kr rahay hain aap..
Yeh main nay nahi kaha Allah nay kaha hay...
Allha paak ko Kooso ,, kay Allah tu nay mere Molvi ki baat ko ghalat kiyon kaha hay..
Mere questions ka answers aap nay di ay hei nahi.apnay questions baray ho rahay hain. mere answer tu dain pehlay
--------------- Quote:
Originally Posted by usman_latif_ch wo asal mein rasiyan thein jesi uper deikhai apny or dhore rahi thein aesa lag raha tha mosa(A.S) ko, or wo dar gye aesi rasiyon sy......or phir un k "assa" ny aesi dhokay wali rasiyoun ko nigla allah k hukam sy(yani allah ny aesi jhooti rasiyoun ko khanay k liye hazrat mosa(A.S) k "ASSA" sy aesi jhooti rasiyoun ko khaya kyoun k agar aesa na hota tu wo jhooti rasiyan naozbilah nuqsan pohchti issi liye khaya na allah ny yan kisi or wajha sy....? |
Yahan par yeh baat kiyon nahi man saktay kay, Allah daikhana chahata tha kay , Un ka jhota shobda hay aur , Allah ka mojza jhota nahi hay...Jaisa kay Allah paak khud is baat ki daleel day rahay hain, Surah Younus main 76,77 main likha hay, Quote: yani jado ghar agar jhoota shobda kery tu ws sy kisi ko bhi yeh mehsoos ho sakta ha k wo rasiyan dhore rahi hain yani hain wo asal mein rasiyan or insan ho or chahy koi Nabi bhi ko lag sakta ha k wo rasiyan dhore rahi hain or wo iss wajha sy dar bhi saktay hain yani jado dhokha ha sirf or insan yan nabi bhi dhokha kha gye(nazar ka dhoka mushrikon sy or allah k nabi ko pata nahi chala k wo asal mein rasiyan hain tabhi wo dar gye kyoun k unko laga k wo dhore rahi hain)...? is it....? |
Yeh behis kiyon ka rahain hain kay , Falan ko pata nahi chala tha kay rasiyan hay.. Allah tumhain keh keh kay thak ja ay kay rasiyan thein, aur un ka jhota shobda tha.kufria kalemat say loog kisi ka kuch nahi bigaar sakty thay..
aap sab behis kar rahay ho kay. nabi ko yeh ho giya tha wo ho giya tha...nabi ko pata nahi chala tha,
Nabi Alamulghaib nahi hota, yeh bhi ho sakta hay kay shyad Mossa A.S isli ay darain ho kay un ko lag raha ho k jadogaro nay Asali snack tu nahi choor di ay , Kuch bhi ho sakta hay(Mosa A.S kia sooch kar dar rahay thay yeh tu quran majeed main nahi likha, mere say question kiyon kar rahay ho). quran majeed main jitna hay us ko tu manana nahi hay...
Abh mazeed aisay question karnay say pehlay aap Please mere thread ki pehli Post ki hay us kay answer dain... |
09-11-2009, 05:52 PM
| | Super Moderator | | Join Date: Oct 2008 Location: Mars
Posts: 822
Program / Discipline: English Class Roll Number: 1234 | | Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay... Mujhe yeh samajh nahi aa raha ki itni choti si baat samajh kyon nahi aa rahi ki jaan dalna SIRF ALLAH KI SIFAT HAI. tab kaise koi jadogar kisi rassi ya lathi ko saanp bana sakta hai.. allah taalah ke ilawa sirf isa alleh salam ke paas yeh mojizah tha woh bhi koi unki karamat ya khud mukhtari nahi thi.. woh sirf allah ka diya hua mojizah tha jo ki allah ki barayi and qudrat dikhane ke liye tha and woh allah ke nabi the is liye unhe allah ne apni barhayi dikhane ke liye choose kiya. can you plz explain me usman sahab ki agar allah ke huqum se aap ke jadugaron ne rassi ko saanp banaya tha to woh kaun se allaah ke pyare the jo allah unke zariye kuch dikhana chahta tha ya apni sifat unhe di jo ki sirf aur sirf allah ki zaat hai jo jaan dalti hai.. ya aap kehna chahte ho allah tala aise hi apni sifat logon de deta hai..
About Woh rassi hai ya saanp..
aap ko urdu parhna aata hai..? us aayat me saaf lafzon me tarjooma likha hai ki musa alleh salam ka asa nigalta chala gaya jadugaron ke shobde ko.. so can you explain me brother ki shobde ka matlab kya hota hai..? ya aap yeh kehna chate ho ki naozobillah allah talaah ke paas words us waqt nahi the that why unhone wahan likhna to tha ki nigalta chala gaya saanp ko and likh diya shobda.. ya kehna chate ho ki us word ka tarjuma hi galat hai.. woh word ka tarjuma shobda nahi hai balki saanp hai.. ya kehna chahte ho ki sab kuch galat hai.. i dont know ki jo baat saaf likhi hui hai quraan me ki shobda nigla fareb then whats the meaning of jaan daali.. jab jaan daal hi di to woh shobda ya dhoka kaise hua woh to ek zinda haqeeqat ho gayi.. and wahan likhne ki koi zaroorat na hoti allah ko ki shobda nigla.. saaf likha hota ki jadugaron ke saanp jo ki zinda the and jise aapke mutabik jadugaron ne lathi ko jaan daal ker banaye the..
About kya musa alleh salam ko samajh nahi thi..
Bhai sahab aap kehna kya chahte ho..? ki musa alleh salam kya the..? koi geb jaanne wale ya unke paas koi aisi taqat thi jo unhe jo nazar aa raha hai uske ilawa bhi dikhai deti thi.. meine to kahin bhi yeh nahi parha ki musa alleh salam ke paas aisi koi mojizah tha.. woh sirf allah ke bande and nabi the.. and nabi masoom hote hain unhe sirf utni hi khbar hoti hai jitna allah batata hai unhe.. me ya app wahan nahi the hame yeh nahi pata ki musa alleh salam us waqt kya think kar kay dar mehsoos kar rahay thay. agar woh aise hi bina kisi ki madad ke sab kuch jante then allah talah ko unhe mojizah dene ki zaroorat hi na hoti.. |
09-11-2009, 10:58 PM
| | Senior Member | | Join Date: Sep 2008 Location: Lahore Age: 39
Posts: 6,663
Contact Number: 03009441339, 03334146191 Program / Discipline: Engineering Class Roll Number: BME-01083029 (The University Of Lahore) | | Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay... jado ghar agar jhoota shobda kery tu ws sy kisi ko bhi yeh mehsoos ho sakta ha k wo rasiyan dhore rahi hain yani hain wo asal mein rasiyan or insan ho or chahy koi Nabi bhi ko lag sakta ha k wo rasiyan dhore rahi hain or wo iss wajha sy dar bhi saktay hain yani jado dhokha ha sirf or insan yan nabi bhi dhokha kha gye(nazar ka dhoka mushrikon sy or allah k nabi ko pata nahi chala k wo asal mein rasiyan hain tabhi wo dar gye kyoun k unko laga k wo dhore rahi hain)...? is it....?
mein kab keh raha hn wo rasiyan nahi thein mein bhi tu yehi keh raha hn k wo rasiyan thein or dhorti hwi lag rahi thein Quote: me ya app wahan nahi the hame yeh nahi pata ki musa alleh salam us waqt kya think kar kay dar mehsoos kar rahay thay. | Mein or ap nahi janty pr allah bata raha ha mehsoos kiya apnay dil mein khof moosa(A.S) ny Mehsoos honay lagi Moosa(A.S) ko un k jado sy goya k wo dhore rahi hain ---------- Post added at 10:58 PM ---------- Previous post was at 10:17 PM ---------- Quote: Mujhe yeh samajh nahi aa raha ki itni choti si baat samajh kyon nahi aa rahi ki jaan dalna SIRF ALLAH KI SIFAT HAI | or beshak jan allah he dalta ha jado ghar nahi wo tu ek makhi k par mein bhi jan nahi dal sakta scientist jo cloning k zaryeh animals generate kerny k kamyab experiments kr chukay hain un animals mein bhi allah ny he jan dali na keh scientists ny khud sy http://science.howstuffworks.com/gen...ce/cloning.htm
On January 8, 2001, scientists at Advanced Cell Tec*hnology, Inc., announced the birth of the first *clone of an endangered animal, a baby bull gaur (a large wild ox from India and southeast Asia) named Noah. Although Noah died of an infection unrelated to the procedure, the experiment demonstrated that it is possible to save endangered species through cloning.
Last edited by usman_latif_ch; 09-11-2009 at 10:48 PM.
|
09-11-2009, 11:10 PM
| | Senior Member | | Join Date: Apr 2009 Location: Multan
Posts: 1,163
Contact Number: Push me a PM if you really need Program / Discipline: Alumni Class Roll Number: --- | | Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay... Quote:
Originally Posted by usman_latif_ch jado ghar agar jhoota shobda kery tu ws sy kisi ko bhi yeh mehsoos ho sakta ha k wo rasiyan dhore rahi hain yani hain wo asal mein rasiyan or insan ho or chahy koi Nabi bhi ko lag sakta ha k wo rasiyan dhore rahi hain or wo iss wajha sy dar bhi saktay hain yani jado dhokha ha sirf or insan yan nabi bhi dhokha kha gye(nazar ka dhoka mushrikon sy or allah k nabi ko pata nahi chala k wo asal mein rasiyan hain tabhi wo dar gye kyoun k unko laga k wo dhore rahi hain)...? is it....?
mein kab keh raha hn wo rasiyan nahi thein mein bhi tu yehi keh raha hn k wo rasiyan thein or dhorti hwi lag rahi thein Mein or ap nahi janty pr allah bata raha ha mehsoos kiya apnay dil mein khof moosa(A.S) ny Mehsoos honay lagi Moosa(A.S) ko un k jado sy goya k wo dhore rahi hain ---------- Post added at 10:58 PM ---------- Previous post was at 10:17 PM ---------- or beshak jan allah he dalta ha jado ghar nahi wo tu ek makhi k par mein bhi jan nahi dal sakta | Hello Mr. Usman.
Have you read the above given ayat?
I am sure you did not that is why you are asking stupid questions again and again.
Just accept what Allah said. Quote:
mein kab keh raha hn wo rasiyan nahi thein mein bhi tu yehi keh raha hn k wo rasiyan thein or dhorti hwi lag rahi thein
| If you are asking such a stupid questions thrice,. it means you want to say that these were not ropes. ---------- Post added at 11:10 PM ---------- Previous post was at 11:03 PM ---------- Quote:
scientist jo cloning k zaryeh animals generate kerny k kamyab experiments kr chukay hain un animals mein bhi allah ny he jan dali na keh scientists ny khud sy
|
They reproduced Sheep from sheep by sexual reproduction process. not using Ropes and Sticks... |
09-11-2009, 11:16 PM
| | Senior Member | | Join Date: Sep 2008 Location: Lahore Age: 39
Posts: 6,663
Contact Number: 03009441339, 03334146191 Program / Discipline: Engineering Class Roll Number: BME-01083029 (The University Of Lahore) | | Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay... Quote:
They reproduced Sheep from sheep by sexual reproduction process. not using Ropes and Sticks...
| cloning is not a sexial reproductive system mr.
thats y it is haram and even if you sy it is a reproductive system then its not as natural as Allah creates a human and animals those mushrik say the same we created them not allah like jado ghar Quote: If you are asking such a stupid questions thrice,. it means you want to say that these were not ropes. | The questions are stupid coz your interpretations are too much stupid |
09-11-2009, 11:46 PM
| | | | Join Date: Sep 2007 Location: near Govt College of Science Multan Pakistan
Posts: 9,693
Contact Number: Removed Program / Discipline: BSIT Class Roll Number: 07-15 | | Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay... Quote:
Originally Posted by usman_latif_ch cloning is not a sexial reproductive system mr.
thats y it is haram and even if you sy it is a reproductive system then its not as natural as Allah creates a human and animals those mushrik say the same we created them not allah like jado ghar
| Cloning sex cell lay kar ki jati hay.na kay Rope cells and Stick cells.see cloning process.yeh aisay nahi hota kay aik hei din main jantar mantar parh kar jaan dal di ja ay .yeh normal reproductions hoti hay. but outside womb hoti hay. aur haram hay. Usman!
Allah kay quran mein Rasiyon kay baray main yeh sab ayat jo nechay post ki hain yeh ghalat ho rahi hain aur aap sachay... Quote: The questions are stupid coz your interpretations are too much stupid | bas aap ki intrepretation sachi. Aap ko koi nahi hara raha bas... aur na hei in molana sahab ko..
barhal meri interpretation Quran ki ayaat ko apas main Takra nahi rahi. Aap Ki interpretaion, Quran ki ayat ko kia Usi aik hei ayat ko usi kay saaath takra rahi hay,
Yeh meri interpretation hay Aur aap ki interpretation kia hay lets see. Frishton nay kufar nahi kia, Shetano nay kufar kia... Jabkay frishtay Jado sikhaya kartay thay, aur frishtay Jado ka ilam nechay lay kar utra kartay tha. Jado kay kuria kalemat say wo loog kuch faida, nuqsan nahi day saktay tha.But Jadoo kay asar ho jata hay. aur wo kufria kalemat say Nuqsanat ho jatay hain.
I am also closing this thread... right now..
Now no need to reopen/ Edit any of your post .Because aap udhar yeh mantay hain kay Allah sab kuch karta hay. Quote:
Originally Posted by skype chat [11/9/2009 12 11 AM] Baby...: Kia jadogar muslim hai?
[11/9/2009 12 18 AM] Baby...: ya mushrik?
[11/9/2009 12 28 AM] Baby...: Allah muslim ka hamesha saath deta hay
[11/9/2009 12 32 AM] USMAN LATIF CH: jado ghar mushrik ha or koofar kerta ha
[11/9/2009 12 38 AM] Baby...: baad main mushrik ki bari aati hay
[11/9/2009 12 57 AM] USMAN LATIF CH: yehi tu mein keh raha hn na k Allah muslims ka he sath deta ha jado ghar ko nakam kr k
[11/9/2009 12 04 AM] Baby...: Kufar isli ay karta hay na kay wo yeh kehta hay na kay main jado say yeh kar sakta ho wo kar sakta hon
[11/9/2009 12 26 AM] USMAN LATIF CH: han issi liye
[11/9/2009 12 36 AM] USMAN LATIF CH: or wo kuch bhi nahi ker saklta
[11/9/2009 12 43 AM] Baby...: means kay wo yeh kehta hay kay us kay jado main asar hay.
[11/9/2009 12 53 AM] USMAN LATIF CH: jee han issi liye
[11/9/2009 12 08 AM] Baby...: tu ap bhi yehi kehtay ho kay jado main asar hay [11/9/2009 1221 AM] USMAN LATIF CH: kn keh raha ha kay jado main asar hay mein ny aj tk nahi kaha yeh
[11/9/2009 12 22 AM] Baby...: aur quran ki yeh ayat wrong hay kay jadogar ka shubda tha [11/9/2009 1253 AM] USMAN LATIF CH: mein bhi manta hn asar nahi ha
[11/9/2009 12 06 AM] Baby...: Allah kay nabi bhi nahi mante thay | aur phir kuch hei pal main apna kaha chhor dete hain aur yeh sabit karnay ki koshish kartay hain kay dunia main Allah paak ki sifaat Kuch mushrik kafir logon main bhi hay. aur Allah kay ilwa (mindo nillah) aur bhi buhut saari cheezain hain...jo kay Allah ki trah kaam karti (Allah nay un ko apni taqat tuhfay main di hoi he) hain.jaisay jadogar ho gaye. jin ho gay.button ho gay. It does not means kay mujhay koi khoof hay. I am closing it because aap baar baar quran majeed aur Allah ki behurmati kar rahy ho. yeh keh kay. Allah nay dosari hastion ko bhi apni makhsooos sifaat say nawaza hay...
Kabi jadogar ko Bimar karnay ki taqat di hay. (jabke Allah kahay mere nabi ko koi bhi takleef aati hey meri traf say aati hay. jadogar kay antar mantar shoo parhnay say kisi ko koi nuqsan nahi hota tha, Allah kahay kay Mera piyara Banda Muhammad Kareem SAW bhi kisi kay li ay nafa nuqsan ka ikhtiyar nahi rakhta, App kaho nahi jee, Jadogar apnay jado say jo kuch marzi aa ay kar sakta hay,Allah kahay kay mera nabi dewana nahi (batain bhool janay wala nahi) aap kaho nahi nahi aap SAW par kafir yahoodiyon kay jado ka asar ho giya tha aur aap SAW kuch arsa kay li ay diwanay (jisay kisi cheez ka kuch pata nahi hota) ho kar reh gay ;( ) Kabhi jadogar ko saanp bana nay ki taqat di hay (jabke Allah kahay kay jadogaron nay saanp nahi bana ay thay, but un ki rasiyan aisay feel honay lagi thein jaisa gouya wo sanp thay)
Kabhi jadogar ko Miyan biwi main judai dalnay ki taqat di (jabke Allah kahay kay jado kay kufriya kalemat (antar manter) say wo loog kisi ka kuch nahi bigaar saktay thay. jo kuch bhi hota tha. Allah apni marzi say karta tha. Quote:
Originally Posted by usman_latif_ch Allah booton ko mannay walon ko attaa kerta ha booton k zaryeh jabkeh kafir | Kabhi Button ko Kafiron ko Rizq denay ki .
Allah kay saary ikhtiyrat tu in cheezon kay pass prof karna chah rahay hain. |
Currently Active Users Viewing This Thread: 1 (0 members and 1 guests) | | Thread Tools | Search this Thread | | | Display Modes | Rate This Thread | Linear Mode | |
Posting Rules
| You may not post new threads You may not post replies You may not post attachments You may not edit your posts HTML code is Off | | | Best view in Firefox Almuslimeen.info | BZU Multan | Dedicated server hosting Note: All trademarks and copyrights held by respective owners. We will take action against any copyright violation if it is proved to us. All times are GMT +5. The time now is 04:14 AM.
Powered by vBulletin® Version 3.8.2 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
| |