BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan

Go Back   HOME > Welcome to all the Students > Islam
Islam Full of Islamic Stuff



Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 2 votes, 3.00 average. Display Modes
Old 24-08-2009, 11:06 PM   #1
irfishahpk
Islamic Prophet (S.A.W) qulaities

Hazart Muhammad (S.A.W) ki Khususiyaat


Hazart Muhammad (S.A.W) ka saya nahi tha
Hazart Muhammad (S.A.W) par kabhi Makhi nahi bathi
Hazart Muhammad (S.A.W) ko kabhi jamai nahi aayi
Hazart Muhammad (S.A.W) jasay samnay daikhtay thay wasay hi peechay bhi daikhtay thay
Hazart Muhammad (S.A.W) jis janwar per sawar hoey wo kabhi nahi bhaga




***************Subhan Allah***************
  Reply With Quote
Old 25-08-2009, 01:12 AM   #2
.BZU.
Default Re: Prophet (S.A.W) qulaities

Yeh 2 wali batain tu bilkul wrong likh di hain aap nay. baqqi ka baatain bhi shyad wrong hei hain.
Quote:
Hazart Muhammad (S.A.W) jasay samnay daikhtay thay wasay hi peechay bhi daikhtay thay

Hazart Muhammad (S.A.W) ka saya nahi tha
Uff.... Please share authentic ahadees about this... but agar aap ahadees share kar bhi leti hain tu quraani ayat ki nafi ho ja ay gi

aap yeh baatain keh kar na aozbillah in ayat ka kufar kar rahay hain.
Hadees Nabvi, Allah nay Muqadar banaya aur usi nay jo chaha kiya....

Agar aap SAW samnay . peechay daikh saktay tu. Quran Paak nay jo aap ki shaan batai hay wo tu na aooz billah jhoooti hay.

Jab kay jo saya ki baat hay tu har solid things ka shadow banta hay.. agar consider aap SAW ka shadow nahi tha tu. kia Aap SAW kisi ko nazar aatay thay..

Some qouted ayat for you. agar yeh wrong lagti hain tu apnay ghar main quran paak utha kar parh liji ay ga.ayat number mention hain
Quote:
Surat Al kahaf Aeyat no 110

"(Aa Muhammad (SAW)) elan kr dijiye k mein tu tum jesa he ek insan hn"

------

Surat Ibrahim Aeyat no 11

"In k peghamberon ny in sy kaha yeh tu sach ha k hum tum jesy insan hain"

--------
Surat Ibrahim Aeyat no 10

"unhon ny kaha k tum tu hum jesy he insan ho"
last wali ayat ki thori si tashreeh bhi kar don?

Means kay aaj say 1400 saal pehlay kay jo loog thay jinhon nay aap SAW ko apni aankhon say daikha tha . unhon nay kah akay Aap (SAW) to dosaray logon ki trah insan hei hain. aur aap SAW main aisi koi characteristics nahi hain jo kay Irfishapk nay ooper mention ki hain.

Its mean kay us zamnay kay loogon ko App SAW ka dedaar naseeb huya aur unhon nay youn kaha (According to holy quran)

Quote:
"unhon ny kaha k tum tu hum jesy he insan ho"
But Abh aap SAW ke dunia say rukhsat honay kay 1400 years guzarnay ka baad irfishahpk (jin ko Aap SAW ka dedaar bhi nahi huya) kuch aur keh rahay hain...


  Reply With Quote
Reply

Tags
prophet, qulaities

Thread Tools Search this Thread
Search this Thread:

Advanced Search
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

 
 

Best view in Firefox
Almuslimeen.info | BZU Multan | Dedicated server hosting
Note: All trademarks and copyrights held by respective owners. We will take action against any copyright violation if it is proved to us.

All times are GMT +5. The time now is 05:32 PM.


Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.