BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan

Go Back   HOME > Welcome to all the Students > Islam
Islam Full of Islamic Stuff



Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Old 10-05-2009, 02:26 PM   #1
Muzammil
Default Ayat Hafza Mazboot Kerne ke liye..

Kal se aap logon ke last semister ke papers start hone wale hain.. to me yeh share kerna chahta hoon mere ustad ne mujhe bataya tha bachpan me jab meri yaddasht itni achchi nahi thi.. ab to mashallah allah ke karam se theek hai.. kyon ki me yeh ayaat jab bhi Fajr ki namaz ada kerta hoon to yaad se padhta hoon.. but yeh rozana parhne ki hai..

'Rab Bish Rahli Sadri Wayesirly Amri Wah-allaul Ukdatam Mil Lisani Yaf Kahu Qauli Rabbi Zidni I'lmaun Wal-Hikni Bis Saleheen'

Agar English me Likhne se Koi Word Theek Nahi hua Ho To Allah Taala Apne Karam Se Muaaf Kare.. waise Starting Ki LIne Paara 16 Ki Hain 'Qauli;' Tak aap Wahan dekh sakte Hain....

Yeh Ayaat Fajr Ke Namaz Ke Baad 16 Baar Padhni Hoti Hain.. Rozaana To aapka Hafza Mazboot Hota hai.. Allah ne Chaha To aap Sab Ke Papers Achche Honge..

Best Of Luck..

Last edited by Muzammil; 10-05-2009 at 05:02 PM.
  Reply With Quote
Reply

Tags
ayat, hafza, kerne, liye, mazboot


 
 

Best view in Firefox
Almuslimeen.info | BZU Multan | Dedicated server hosting
Note: All trademarks and copyrights held by respective owners. We will take action against any copyright violation if it is proved to us.

All times are GMT +5. The time now is 08:49 PM.


Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.