PDA

View Full Version : Aik Shair Aik Ahsaas


Pages : 1 2 [3] 4

  1. Jis larki sya apne hi sar ka dopatta na sambhal sachay
  2. maut aye tO din phery GHALIB
  3. Palat Kr Bhi Na Daikhen Gey Hum Yeh Be-Rukhi Teri...!!
  4. Kitaab merii, Qalam mera, Sooch bhi meri. . .
  5. Khuhahish say nai girtay phal jhooli main
  6. Paband kar gaya mujhe lamhon ki qaid mein ankhon pa apni yaad k pehrey betha gaya
  7. "Kabhi Wo Lena Chahta HAi Apny Pyar KE Qeemat......!
  8. Meri sarkashi bhi thi munfarid, meri ajzi bhi kamal thi. . .
  9. Main bulandion ka urroj tha, Mera kya taaluq tha sham sy...........!
  10. ãËáÁ ÔیÔÀ ÀیŸ ÀãیŸ ʪÇã ˜ÿ јªäÇ ÛÇáÈ¡
  11. Bichhra Tha Jis GuRooR Se Wo Bhi To Yaad Kar ...
  12. Khataa Muaf ZamaneY Se Badd-Guman Ho Kar ....
  13. Khair MiZaaj-e-Husn Ki Ya Rabb .
  14. Shidat-e-Dard say Sharminda Nahe meri wafa ...GHALIB
  15. dil paak nhi to paak ho sakta nhi insan
  16. ''na zingagi mili Na wafa mili''
  17. Teri dua hai keh ho teri har arzoo poori Meri dua hai teri arzoo badal jaey
  18. Ussy Shiddat Say Chaha Hy To Ye Bhi Zehen Me Rakho
  19. Auron Pe Ho Rahi Hain Hazaaron Nawaazishe in,. Afsos,
  20. Aatay hain khyaaloon main , khawaboon main , diloon main,
  21. Ishq nay ghalib nikamma kar diya
  22. Ajab tamasha hai mitti k bane logoun ka yaru
  23. Kon kheta hai k main gumnam hu jahaun ga
  24. Tanhayun main rehny ki aadat si ho gai hy.
  25. Us ke Ankhon me Nazar ata ha sara jahan mugh ko
  26. Na Zameen hai meri Qarar Gaah na Falak hai Manzil-e-Jazba-e-Dil
  27. Jub Se Dekhi Hain Wo BheeGi Howi Aankhein
  28. Khuwahishon ka kaafila bhi, Kitna ajeeb hota hai❞ ❝~Aksar wahin say guzarta hai, jahan rasta nahi hota❞.
  29. Qematein Gir Gaen Mohabbat Ki.. Aao Ab or Kaarobar Karen...
  30. Makhsoos Dilon Par Mohabaton ke Ilhaam Hoty Hain ...,, Mohabat Ek Mojza Hy , Aur ... Mojzay kab Aam Hoty Hain !!!
  31. Kuch B Na Ban Para To Dabo Daingay Safeena.. Sahil Ki Qasam Minnat-e-Tufaan Na Karaingay...
  32. Phir koi aaya dil.e.zaar nahin koi nahin Raah.ro ho ga kahin aur chala jaaey ga
  33. Teri kashti-e-mohabbt mey kya sawaar huway . . . . . . .
  34. hamen maloom tha anjaam ishq ka lekin, jawani josh par thi zindagi barbaad kr bethey
  35. nigaah e gaur se dekho to akeeda badal jaega,, wafa ke bhes me baitha hai koi bewafa bankar..
  36. Jo rafaqton ki khwahishon main dil-e-muntazir hai parra huwa
  37. Guzray hain hum MAzi Mein kuch aisay muqam say k, Nafrat si ho gayai hay mohabbat k naam say...
  38. Dil me Hasrato Ko Daba kay Jeete Hain
  39. Us FIZA me b jalte rehe hum kisi k liye,
  40. Chal chalye dunya de us nokre
  41. Ab tu dard sehne ki itni adat hu gai hai faraz
  42. dasht_e_taqdeer say har shakhs ne hisa paaya
  43. Yeh Marna, Yeh Kafan, Yeh Qaber T0 Rasm-e-Shariyet Hai
  44. Kabhi pegham-e-ulfat, Kabhi mujh say badgumaani Teri ye bhi mehani, Teri wo bhi meharbani
  45. Badan say rooh jaati hay to bichh’ti hay Saff-e-Matam, Magar kirdaar mar jaaye to kyun maatam nahi hota….!!
  46. Kiya rakha hy apni zindagi k is afsanay mein FARAZ
  47. Ye inaayat ghazab ki, ye balaa ki meharbaani..,
  48. Me Kia Likhoon Us "KHUDA" K"Lafzoon" Mai
  49. Mohabbat Ke Andaaz Bhi Judaa Judaa Hote Hain Kisi Ne Toot Kar Chaha, To Koi Chaah Ke Toot Gaya ...
  50. Houn woh rah rau keh muhabat hai mujhay manzil say Kiyun tarapti houn, yeh poochay koyee meray dil say
  51. Kon Dekhay Ga Wo Machaltay Aur Sulagty Aansou Jazab Takiyo'on K Ghilaafon Main Jo Reh Jaate Hain
  52. Khudaya arzoo meri yahi hy, Mera noor-e-baseerat a'am kr dy..
  53. Yahi sochta hoon kaise usko bhoolaaunga
  54. Inhi KhushgumaniyooN main kaheen jaan say bhi na jaaooN wo jo Charah-gar nahi hay usay zakham kiyoN dikhaoN
  55. Jisy khud se hi nahi fursatain, jisy dehaan apne jamal ka..!!
  56. Khwab ki musaft se,... wasal ki tmaazt se,...
  57. Laakh Chaha K Osy Bhool Jaen Pr Qateel~ Hosley Apni Jaga, Be-Bassi Apni Jaga...!!!
  58. Gali Main Raat Bhar Phirta Hai Koi Sagar_
  59. Inkaar K Jesi Lazzat Iqrar Main KahaN Hai YarOo
  60. Os ky shehar ka mosam B bara ajeeb tha 'diya'
  61. kon dekhta hai kisi ko ab seerat_e_ikhlaq se...
  62. Kitab-e-zeest mein shamil hain meray 3 he baab teri gali, meri awaargi, meray ahbaab
  63. Kaash Mil Jaye Kabhi Khuwab Ki Tabeer Mujhay..!! Ankh Khulty Hi Tujhy Samne Betha Dekhon..!! ♥ ♥
  64. Maqam e muhabbat tune samja hi nahi warna
  65. Bay Naam Sa Ye Dard Thehar Kiyon Nahi Jata ?
  66. mein khud bhi nhi apni haqeeqat ka shanasa
  67. meri tasveer-e-muhabat k bhi 2 rukh hain.....
  68. Jaate hue kehte ho: "qayaamat ko milenge",
  69. Mery Dard_e_Dil Ko Kuraid Mat Meri Hasraton Ko Na Hawa De Teri Shokhion Say Ne Chal Pary Kahin Phir Purana Silsila….!!!!
  70. abhi fursatain jo naseeb hon to chaley aana mere paas tum hen adhoorey kitny muamley, meri zaat sy teri zaat tak..!
  71. zindagi ki sakhtiyon ne cheen li meri sharartein
  72. Phoonk dalay yeh zameen o asman e musta'ar
  73. Samajh kar Maal-e-Ganeemat mujh ko Teri yaadon ne be-panaah loota...!
  74. Ehsas Badal Jate Hain Bus Aor Koch Nhi Wasi
  75. Mujhe tujhse juda na ker de kahin farq yeh zara sa
  76. Kabhi samoya kabhi diboya kabhi nikaal bahir phainka Samandar-e-ishq teri adatain mery yaar jaisi hain.....
  77. luta k saman-e-hayat talib-e-manzil-e-ishq me
  78. Neend Bhii Bewafa hooo Gaii haii Addammm,
  79. AIK JANOoN-E-BE'MAANI, IK YAQEeN-E-LA'HASIL,
  80. Mere azeez tujhe yeh khushi mubarak ho
  81. hazaar chehron me us ki mushahbaten mili
  82. Ye muhabbat essa munfarid kheel hai
  83. Suna Tha Waqt Apnay Ap Ko Dohrata Hai Main Aj Tak Gaye Dino Kay Intizar Main Houn.......!!!
  84. Bas khatam karo yeh bazi e ishq Ghalib, Muqaddar ke haare kabhi jeeta nahin karte.......!!!
  85. Wo chala gay mjy chorr kar main badal na paya adatian, Uasay sochna,usay khaojna mera aj bhi mamool hay.......!!!
  86. Tu ne dekhi hi nahi ISHQ k Qalandar ki dhamaal… Paoun Pathar Pay b parr Jay to DHOOL urrti hay.
  87. Fursat Milay To Yaad Kr Liya Karo Humein B Kabhi Kabhi, Bari Pur-Ronaq Hoti Hain Yaadein, Hum Udaas Logon Ki … !
  88. ye pari chehra log kaise hain,ghamza-o-ishwa-o-ada kya hai...... sabz-o-gul kahan se aaye hain,abr kya cheez hai hawa kya ha
  89. Pehly yad karna ussay .. pher roty rehna….! Jany kab chhory ga DIL ye harkatain karna....
  90. Guzar hi jaye gi tere bagair bhi lekin buhat udas buhat be qarar guzry gi
  91. Mohabbat khoob ki, kar k nibhai b bht lekin... Na iski ibteda samjy na iski inteha samjy !!!
  92. Girtay rahay sajdon mein hum APNI HI HASRATON ki khaatir Agar “Ishq-e-KHUDA” mein giray hotay tou Masjid weeraa’n na hoti!
  93. Yahan rishte hawaaon ki tarha behne ke aadi ho..., waha apne to hote hain par apnapan nahi hota…!!!
  94. merI uDasiYan Fakat Ek ehad ki tarjumAan haIn...
  95. Us K "HAATH" Par Apna Naam "DAIKHA" Tu Boht "KHUSH" Huwa..
  96. Andehri raat hai saya to ho nahi sakta
  97. Usi Ishaq Se Usi Cha Se Usi Piyaar Se Usi Maan Se
  98. Mat karo mughse itni Tabbatha
  99. Humare Baad Andhera Rahe Ga Mehfil Mai... Bohat Charaagh Jalaao Gey Roshni ke liey.
  100. Ujry howe ghar ka main wo darwaza hoon ghalib demak ki tarha kha gye jisy dastak ki tamana !
  101. Mein Ne Dushman Ko Bhi Ehsaas-E-Muhabbat Bakhshaa Mere Apney Mujhey Nafrat Ki Saza Detay Hein....
  102. dard etna ha k rag rag me ha mehshr barpa r sakoon aisa k mar jany koo gee chahta ha
  103. DARD etna na barhao K ksak jati rahy KARIB etnA Na aaO k tlab JATI RaHY
  104. Yeh Lehja, Yeh Aadawat Yeh Tarz-e-Muhabbat Tumhara... Samjh Pa'oun Tu Ulajh Ja'oun, Na Samjh Pa'oun Tu Bikhar Ja'oun...
  105. Itni Shiddat AnsuOn Main Pehle Kabhi Na Thi, Dekha Apnay Naseeb K TOu Sar-E-Aam RoO Diye !
  106. diloon ka khel jo khoolo to yeh baat bhool mat jana k khel khel mein aksar khiloonay toot jatay hayn
  107. Mujhko Dhoke De Gaya Mera Zooq-e-Intekhaab.. Dar Haqiqat Log Jo AChay Na They Wahi aChey Lagy..!!
  108. Parinda aakhir Ye Keh Gya Khushk Jheelon Say, Mujhay Majbor Hijrat Pay Meray Halaat Kartay Hein…
  109. waraq waraq pe teri ibrat tera fasana teri hikayat kitab-e-hasti jahan se khooli teri muhabbat ka baab nikla
  110. Tune deewana banaya to mai deewana bana...
  111. Phir muqaddar ki lakeeron mein likh diya intezaar, . Phir wohi raat ka aalam aur main tanha tanha......
  112. Na Gillay rahay,Na gumaa'n rahay,na guzarishain hain, Na guftagoo, Woh nishaat e wada'ay wasal kya humain aitebaar bhi ab na
  113. Saadgi, mehr-o-wafa, mohabbat aur khuloos,, umer bhar hoti rahein yehi khataien mujh sy!!
  114. Udasi tum pe beetay gi to tum bi jaan jao gay Koi nazar andaz krta hai to kitna dard hota hai
  115. Meri ankho Main Ab Bhi Chubhhta hai Tu ne jo khawb Torr Dala tha....
  116. Dil bhi aabad hai ek Shehr-e khamoshaan ki tarha,, Her taraf lo0g hain magar Alam-E-Tanhai hai…!!!
  117. Main ujjar kay bhi hoon taere tu bichr ky bhi hai mera..... Ye yaqeen hai to kyun hai ? ye qayas hai, to kyun hai...!!
  118. Teri Justaju, Tera Intazar Aur Akaele Main Thaak K Muskura De Jab Roo Nahi Paye___!!!
  119. "Shaoo'r Ka Hai Karishma Ya Shoq-e-Tanhai K Rafta Rafta Nazar Se Utar Rahen Hain Log...!!
  120. Rasm-e-Ulfat Ijazat Nahi Deti Warna, Hum bhi Tumhe Aese Bhulayen k Sadaa Yaad Karo.
  121. Dil ko teri chahat pe bharosa bhi bohot he.. ♥ ♥
  122. Mere Marne Per Sab Khush Hongey K-A
  123. Barbad karne k aur bhi raste thay faraz
  124. Lot Aao
  125. Matti mein mila deti hai hanste howe Chehre,
  126. kia batain tum ko ham kahan kho se jaate hain,
  127. Ghurbat nay mere bachon ko tehzeeb sikha di
  128. kisi ko kia hasil ho ga Mujy yaad karne se.
  129. chup rah k na hm ko sza do.
  130. Mat Khao Kasame Sari Zindagi Sath Nibhane Ki
  131. Mat poch hum se hamari Bandagi ka Haal a ibn-e-aadam,..
  132. Tum se hasil hoaa ikk gehray samandar ka sukoot
  133. Bay neyazi sy....!!!!
  134. Hamari Be Zindagi Khushyon Se Labraiz Thi.
  135. Dast-E-Taqdeer Se Har Shaks Ny Hissa Paya
  136. Duniya Mein Mat Dhoond Naam-e- Wafa
  137. Jin k Aangan main Ameeri ka Shajr Lgta hu
  138. Badla Wafa Ka Denge Bari Sadgi Se Hum.
  139. Fiker e akhrat
  140. Yeh Afsana-e-Mohabbat, Yeh Wafa Ki Batein
  141. Kuch loog meri dunian mein khushbu ki tarha hain
  142. Thukra Ke Usne Mujko Kaha ab Muskra Bhi Do
  143. Parwaz hai donnon ki issi fiza mein Kigiz ka jahan aur hai, shahin ka jahan aur
  144. Na Gharaz Kissi say, Na Vaasta, Mujhay Kaam Apnay hi Kaam say Tere Zikr say, Teri Fikr say, Teri Yaad say, Tere Naam say…
  145. Dard itna hai k rag rag main hai mehshar barpa..!! Aur sakoon itna hai k mar janay ko jee chahta hai..!!
  146. muje ab kuch nahi hota, wafa ker lo, jafa ker lo...!
  147. Ishq ko Mutmayin na rakh Husn k Aitmaad par wo Tujhe Azmaa Chuka, Tu Usay Azmaaye Ja !!
  148. Aye Maot tu hi aa k Qissa Tamam kar dey
  149. Rooh tak nilaam ho jatii hai Bazaar-e-Ishq mein Mohsin Itna asaan nahi hota kisi ko apna bana lena...........!!
  150. Jo aana chaho hazar rastay
  151. Mere zakhmoun ki dawa kon banay ga tere bad
  152. Tum hi nay kaha tha k ankh bhar k daikh liya karu
  153. Nafrat ho jayegi tumko bhi duniya se….. Mohabbat kisi se besuhumar kar k dekhna…
  154. Bhoole Hain Rafta Rafta Unhain Muddaton Me Hum
  155. Ehsaas Na Kar In Jazboon Ka, Nazron Se Gira Be-Shak Lekin, Jeena Bhi Mujhay Dushwar Lagay, Itna Tou Nazar-Andaz Na Kar.
  156. Uss zakhm k bharny me kuch dair tou lagti hai Jis zakham mein shamil ho kuch apno ki inaayat.......!!!
  157. Kon Samjhe Ga Bhala Unn Machalty Aur Sulagty Ehsaaso'n Ko Jo Aksar Raato'n Ko Jazb Takiyo'n K Ghilaafo'n Mein Ho Jaty Hyn ..
  158. Guzri...,,
  159. usi ka shehar wo hi mudhae wo hi munsif
  160. Apni ankhoun k samandar main utar janay de
  161. Kash ksi ke dil me hamare liye koi jagha hoti,
  162. Kabhi lay mujh say meray “shab-o-roz” ka hisab” “Phir dhoond apne siwa, kuch or meri zindagi me”..
  163. chalo Mohsin mohabat ki nae bunyad rakhte hain! ke khud ko paband rehty hain, usy azad rakhtay hain!
  164. Inhi pathron pe chal k agar aa sako to aao Mere ghar k rastay mai koi kehkashan nai hai
  165. Be Parda kal jo nazar ayen Chand Bebiyan
  166. Mujh Pe Wajib Hai Ansuon Ki Zakaat
  167. Wafa-E-MAHOBBAT mein hamari ghareebi na pooch,
  168. Bari Muddaton Se Hai Safar Mera Teri Yaad Se Teri Zaat Tak
  169. Mere dil ki wafahun ka hosla tu daikh
  170. Janno'n -e-ishq tha to kat jaati thi ratain batoun batoun main
  171. Muje jawab chaye K-A
  172. Itni wafahain bhi na karna khabhi kisi say
  173. Kahian say lahain fursat hum ?? Gham-e-dunya k liye
  174. Ye sard raat awargi aur neend ka bojh
  175. Na jago raat bhar " salman " meri mano to so jao
  176. Ansoooo Hosla tujh main na tha
  177. Ghareeb samaj kar utha diya us nay apni mehfil say ay dost
  178. Iss Dil pay bharosa kon karay, har rooz Musalman hota hay
  179. Jo karwat badalna nahi jantay
  180. Main sab say chhota tha, mere hisay main maan ai
  181. Teko Akhiya hum Muthh Rait di haan
  182. Main iss liye Musalman , Main iss liye Namazi
  183. Hum nay huns Hans kay bharam
  184. Wo pas rehta, wo pass rakhta, wafa nibhata to kia bura tha?
  185. Zindgii ka koi sahara nahii hay..
  186. Ye Afsaana e Muhabbat, Ye Kahaaniya'n Wafa Ki.. Koi Aur Zikr Chheirro, Mra Dil Lahu Lahu Hy.....:(((
  187. Tumhari tehzeeb apnay khanjar say aap hi khukushi karay gi Jo shakh e nazuk peh ashiana banay ga, napaydar ho ga
  188. Mujhay iss trah apni muhabbat main masroof ker day, Ay mere Allah keh
  189. Meri neend muj say bichar gai , mere khuaab muj say juda hue
  190. Hawa k rukh pe jalta hai charagh_e_arzoo ab tak
  191. Rakha karu rabta k zindagi ka koi bharusa nai
  192. Jaag tu jata hai Zameer
  193. Anokhi waza'a hai saray zamanay say niralay hein Yeh ashiq kaun si basti kay ya rab rehnay walay hein
  194. Meri surahi say qatra qatra naey hawadis tapak rahay hein Mein apni tasbeeh e roz o shab ka shumar karta houn dana dana
  195. Wohe be-basi, wohe bandishein , wohe chahatien, mai abhi talak na samjh saka tu naseeb ha k nisaab hai...;"/
  196. Hum ghalat thay, chalo itna to maan laitay hain wasi..
  197. Kon Samjhe Ga Bhala Unn Machalty Aur Sulagty Ehsaaso'n Ko Jo Aksar Raato'n Ko Jazb Takiyo'n K Ghilaafo'n Mein Ho Jaty Hyn ..
  198. Mein Tanhaaiyon ko iss liye Tarjeeh deta hoon,
  199. Gaoun say a kar parhnay walay
  200. Aata hi nahien dill mein rehaayi ka tasavar.... Dill-chasp bohat Jurm-e-Mohabbat key saza hai.........!!!
  201. Dil ki azadi shahanshahi, shikam samaan e maut Faisala tera teray hathon mein hai, dil ya shikam
  202. Dhoondta phirta houn aey iqbal apnay aap ko Aap hi goya musafir aap hi manzil houn mein
  203. Hawaon say kut girzain wo zard patty nahi hian hum
  204. Hum neh kaha kamall ho , jo tum hum ko bhula doo
  205. Mera karnama-e-zindagi hasrato'n k siva kuch bhi nahi
  206. Main ne jab yaad kiya, yaad wo aaya mujhko
  207. Kaash usay chahnay ka armaan na hota
  208. Hum to mojod thay raato main ujalon ki tarha
  209. zindagi tu hi bata kese tujhe pyar karun
  210. Girtay rahe log sajdon men apni he hasraton ki khatir"
  211. Bohot "hajoom" hai "Mohabbat" k shehr main
  212. Zabardast (Muje mout kiya mare gi , main tu phelay hi fana hun tere ishq main)
  213. Khabhi na khabhi wo mere baray main sochay ga
  214. Wo thukra kar phir minnate karta raha meri
  215. Ajab sa hal hai meray sans o dil ka
  216. Mujhy na satao itna k main roth jahun tum se
  217. Mujhe wo aksar kehti thi
  218. Ab hum wafahain kar kar k thak gaye hain
  219. Main usey chana kaisey chor dun
  220. Humein Zindagi Mai Aur Kisi CheeZ Ki Tammanna Nhi hai
  221. Us k honton ko choma tu ahsaas hua wasi
  222. Yun udaaaas hokar na numaaish karo ghum ki
  223. Dil kisi se Tab Hi Lagana Jab Dillon Ko Parhna seekh lo
  224. Yeh Dunia Bahisht
  225. Nazrein Jhuki Jhuki si hein, chehre pe noor hay
  226. Tujhy ab shayad mujh se koi waasta nahi lakin,
  227. Mangi Koi Wazahat Na Puchi Koi Daleel ........
  228. Chand, KehkaSha'an, Jugno0, Raat, Yaad Or AansoO....!!! Hum safar Hazaaro'n Hain, Magar Dil phir bhi Akela Ha..!!
  229. hain khud hi ba'esay azaar ham apnay liye werna na ham hotay na dil hota, na dil-azaariyan hotean
  230. jo yaqin ki raah par chal paray, unhein manzilon ny panaah di....... jinhein waswason ny dara dia wo qadam qadam par behak ga
  231. Chalo aao kainaat baant laity hain Aik tum meray baki sab tumhara......
  232. Yeh Qadam Qadam Par Qafas Naye... Mere Zabt-e-ishq ke Imtehaa`n...
  233. ý''Main inqlab-e- zamana ka yaqeen kasay karon ...... "wohi dard hai meri ahh main wohi berukhi us ki nigah main...
  234. Mujh Ko Sirf Itna Bata Dai Aye Mere Dast-e-Shanass......!!! Rooth Jaye Jo Muqadar Toa Mana'oon Kai'say ......
  235. Meri chashm-e-nam, dil-e-muztarib, gham-e-aarzu, gham-e-justju Liye phir raha hoon nagar nagar kisi meharban ki amaanaten.!!!
  236. Nigah paida kar aey ghafil tajali a'en fitrat hai Keh apni mauj say begana reh sakta nahin darya
  237. Na Sawal-e-Wasl, Na arz-e-gham, Na hiqaytain, Na Shikaytain, Tere ehad main Dil-e-zaar k, Sabhi ikhtyar chaly gye......
  238. Tawaqqo thi k is gham ka madaawa ho he jay ga Magar afsoos k pehli muhabaat aakhri nikli..!!!
  239. `chalkti aankhien, kanptey hoont, be~tarteeb darkan or rukti saans.., kya kya na dekha ussnay par ruka nahi wo shakhs.
  240. Bachon Hi Si Fitrat Hy Hum Ehl-e-Muhabbat Ki Zid Karna, Machal Jaana, Phir Khud Hi Sambhal Jana...,
  241. Nahi hai Gardish-E-Dauraan Pe Ikhtyaar Magar Khuda Wo Din Na Laaye k Pareshaan Ho Koi !!!
  242. mOhabat ko kOi samjy to aakhir kes tarha samjy yE zAlim inteha tak ibteda maluum hoti ha....!!!
  243. ChaLo k Sabar ki saari Hadon ko chhu aayen..! ChaLo k Dukh ki koi Inteha talash karen..!!!
  244. suoz-e-firaaq,yaas-o-alam,iztraab-o-shuoq.. kis,kis k meny naaz othaay tamaam raat..
  245. Jo aala zarf hoty hain hamesha jhuk k miltay hen......... Suraahie sar nigoon ho kar bhara karti hai paimaana !!
  246. Wohi Muntazir nigahein, Wohi Sham-e-gham ka aalam, Main Azal se tak raha hoon teri waapsi ki rahein.!!!
  247. Teri Qurbat Ky Lamhy Phool say... Aur Pholon Ki Umarain Mukhtasar..!
  248. Yeh ilm, yeh hikmat, yeh taddabur, yeh hakumat Peetay hein lahoo, daitay hein ta'aleem e musawat
  249. Khudi mein doob ja ghafil! yeh sirr e zindgani hai Nikal kar halqa e sham o sahar say javedan ho ja
  250. Wo kheta hai k pathar dil rotay nai